Favourite dialogues/scenes #2 - Page 3

Created

Last reply

Replies

38

Views

14.2k

Users

14

Likes

137

Frequent Posters

--HiNa-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 4
Posted: 6 years ago
#21
ALLAH maaf kardeta hai magar insan maaf nahi karta
Kabhi maf nahi karta
By farhat ishtiaq
Drama yakeen ka safar
-RisingAsh- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 6 years ago
#22
For anyone who wants to read, here is the link to the first thread :

Posted: 6 years ago
#23
Thanks ash, ill add your post on the first page
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 6 years ago
#24
"Log sabhi ache hote hain. Bas Khuda bura waqt na laye".

-Dr. Asfandyar
Edited by OnlyHope - 6 years ago
--HiNa-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 4
Posted: 6 years ago
#25

Originally posted by: OnlyHope

"Log sabhi ache hote hain. Bas Khuda bura waqt na laye".

-Dr. Asfandyar

my fav too <3 <3
and also

khuda maaf kar deta ha magar insan kabhi maaf nahi karta by dr zubia
-RisingAsh- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 6 years ago
#26
From Daam

Zara (to Maliha):
Saat saal tumhare kapre, tumhari cheezain, tumhare jootay maine aur meri behnon ne isthimaal kiye thay. Main tumhari baat kese taal sakti thi? Aur tum janti ke jo tum college main mujhe khana khilati thi na, woh pooray din ka pehla aur shayed akhri khana hota tha mere liye.
Tum mere liye farishta thi, farishta..tumhein insaan nahi bana chahiye tha.



-RisingAsh- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 6 years ago
#27
And this one is my absolute favorite from Durr e Shehwar

Sifar ki zaroorat har adad ko parti hai kuch banne ke liye. Sifar jis adad ke saath lagey, uski qadr-o-qeemat kayi gunah barha deta hai. To agar apne aap ko sifar samajhti ho tab bhi tum qeemti ho, tab bhi tum bekaar nahi, tab bhi tum har ginti se pehle aaogi, har ginti ka aghaaz tum hi se hoga aur har 9 adad ke baad ek dafa tumhari zaroorat paregi. Aglay mor per janey ke liye tabdeeli jab bhi ayegi tumse ayegi...sifar se ayegi."

-Umera Ahmed, Durre Shahwar
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 6 years ago
#28
Ash, that one from DeS is my absolute favorite!!
And the one from Daam, love it too <3
Saniya56 thumbnail
Posted: 6 years ago
#29
Zalim ko zalim kehna Aur us k zulm k khilaf dat jana agar ap logo k nazdik zid hai to haan ziddi hu
Yakeen ka Safar
.tiNNi. thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#30
Khabhi khabhi dill chahta hai ky raasta khatam na ho
#YKS
Top