Created

Last reply

Replies

45

Views

2.9k

Users

10

Likes

231

Frequent Posters

Posted: 3 months ago
#41

Originally posted by: JustaFan13


Uski padhai bhi complete nahi hua tha, jab woh Ruhi ko taana maar rahi thi!!

Khud padhai aur career mein serious nahi thi, aur dusron ke career par comment maar rahi thi.. πŸ€£πŸ˜‚πŸ€£

Woh act toh aise karti hai jaise India mai iim/iit/pillani/aims ki gold medalist student ho! Kuch exceptional talent nahi hai, average he hai. Fir bolti hai woh jab paas se niklegi toh poddar ki zameen kapne lagegi smiley36
Edited by sweet_tania - 3 months ago
Posted: 3 months ago
#42

Originally posted by: firewings_diya

Abhira toh hai hi faltu main bhi PG main thi. Mujhe bhi kuch banana nahi atha phir main akele rahi apne work place main waha bhi apne aap khana banathi thi. Mera koi room mate bhi nahi tha as pure veg ke saath room mate milna mukshil hai. Ab pet palne ke liye kuch toh cooking aatha hai. Lekin ab AB ko dekh kar apne aap par proud feel hotha hai.

As maine apna ghar ka khane se lekar safai ,kapde sab khud apne haath se kiye hai aur ye ladki ki bhaag dekho washing machine wala ghar miltha hai 🀐

Aapke iss post se hi kaafi points mil gaye πŸ˜‚

52. When ghar main paise ki tangi hai khana banana seekh lena chahiye as ghar main chef ko paisa bhi dena padtha hai. 😁

53. Kabhi bhi faltu ka skill showcase karni nahi chahiye when you at the end dusron pe bhoj hi banna hai as abhira ek garage main kaam kar sakthi ya phir gardener ban sakthi thi but usko armaan ki shadi main event manager hi banna tha πŸ˜‚

54. Baccho ko ye sikhana chahiye jiyo toh aisa jiyo jaise tumhare saath koi nahi ho. Never think ghode pe koi AA ayega aur tumhe sahahara dega. Warna tum kahi ki nahi rahogi πŸ˜‚

Mai bhi 10th standard ke baad hostel chali gayi thi , post grad karne tak hostel mai thi and just like you I am also pure veg so room mai akeli thi. Sab khud he banati thi , cleaning,dusting, kapde dhona bhi karti thi and kai zyada skillful thi 17-18 ki age mai. Yeh toh 22-23 ki age mai bhi baby bani ghumti hai. Seriously muje isko dekh kar bahot hasi aati hai jab yeh 2rs ka taddi karti hai woh bhi apni needs ke liye saal bhar ki shaddi kar ke ! 22-23 ki age mai hum itne bewkoof nahi the jo pehle toh saal bhar ka byah rachaye and fir bhi khud ko most career oriented, independent person jaise society mai promote kare.

Rajan shahi ki waha education, career, life skills, parenting sab ka standard bada low hai.

Posted: 3 months ago
#43

Originally posted by: Mehersudha

that shadi is not accepted by dadi. Madhav and shivani married in mandir. Don't know if he married before vidya Or after. But as per dadi that gandha khoon uss aurat is all her hatred showing as different one. They changed narrative twice. But shivani never stayed in ph. Tumhari maa iss ghar mein bahu ki tarah aake rehna chahiti thi. Humne hone nahi diya. Phir bhi usne madhav ko choda nahi chup chupke shadi kardi. Unaccepted shadi. Whether they registered or not don't know. But madhav had bigamy and ding song with two wives gave two kids. 🀣

Madhav looks like Armaan Malik but difference is Armaan Malik did everything as per his own wish and yaha policewala says he did because of Kaveri smiley36
Ajab.Pehchan thumbnail
Atrangi re Season 2 Participant 0 Thumbnail Easter Egg Contest Winner (2023) 0 Thumbnail + 8
Posted: 3 months ago
#44

Originally posted by: sweet_tania

Madhav looks like Armaan Malik but difference is Armaan Malik did everything as per his own wish and yaha policewala says he did because of Kaveri smiley36

Maybe that’s why Madhav named his son Armaan, he was inspired from Armaan Malik smiley9

firewings_diya thumbnail

Team Abhimanyu (Gen 3)

Posted: 3 months ago
#45

Originally posted by: sweet_tania

Mai bhi 10th standard ke baad hostel chali gayi thi , post grad karne tak hostel mai thi and just like you I am also pure veg so room mai akeli thi. Sab khud he banati thi , cleaning,dusting, kapde dhona bhi karti thi and kai zyada skillful thi 17-18 ki age mai. Yeh toh 22-23 ki age mai bhi baby bani ghumti hai. Seriously muje isko dekh kar bahot hasi aati hai jab yeh 2rs ka taddi karti hai woh bhi apni needs ke liye saal bhar ki shaddi kar ke ! 22-23 ki age mai hum itne bewkoof nahi the jo pehle toh saal bhar ka byah rachaye and fir bhi khud ko most career oriented, independent person jaise society mai promote kare.

Rajan shahi ki waha education, career, life skills, parenting sab ka standard bada low hai.

ditto even i moved out post 10th smiley36 isiliye ab looks foolish to me smiley36
Sushma_00 thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 3 months ago
#46

11. Fictional characters ko fictional ki tarah samajna chahiye πŸ˜‘

Top