Chapter 11
“Ammijaan chahati hai ke hum aur Shahenshah ajmer sariff ki yatra par jaye. Akele Shahenshah ke sath yatra par soch ke dar lagta hai. Pata nahi kya hoga. Hum dusre din subha ko nikal gaye. Raat mein khema lagaya par main ne unhe bataya ke hum unke ke saath ek khema mein nahi rahenge. Woh muskuraye aur kaha “ humein bhi aap ke sath rehne ka koi sok nahi. Mera khema woh wala hai aur aapka woh wala.” Saying so he went away.”
“ I was really hurt that you dint want to stay with me.” Said Rajat. “ Arre I was new na, I was scared.” Said Paridhi “ Yes this fellow doesn’t understand the way a girl thinks.” Said Dr Bashak.
“ Main so rahi thi ki mujhe laga ke kisine mujhe chuwa. Main chauk ke uth gayi. Maine apne aas paas dekha koi nahi tha. Phir se so gayi. Phir kuch der baad mujhe kuch girne ki aawaj Sunai di. Maine uthke dekha to khema ke ek andhere kone mein koi to chupa tha. Maine awaj diya to koi jawab nahi aya. Main dar ke apne kheme se nikal gayi. Aur bhaagti hui Shahanshah ke kheme mein pahuch gayi. Haafte huye main andar gayi. Maine dekha Shahanshah ke so rahe the, unke mukh pe ahab si shanti thi. Itna sundar chehera jaise ke koi devdoot ho. Meri ahaat se unki need tut gayi aur woh uthke baithe gaye. “ Kaun hai waha?” unhone poocha. Main aage ake roshni me aayi. “ Jodha begum aap. Humare kheme mein.” We mere paas ate huye kaha. “ Shahanshah mere kamre mein koi tha. Ayesa laga ki mujhe chu raha tha. “ main boli. Unki aankhe ghusse se laal ho gai. “ kiski itni himmat jo aap ko haat lagaye. Shipahiyo... Sipahiyo.” Kuch sipahi andar aye Jodha begam ke kamre mein jao dekho kaun hai.” Unhone aadesh diya.” Sipahi chale gaye. Unhone dhire se mera haat pakra aur mujhe aapne bister paar bithaya bole “ Aap idhar so jaye hum aapke kheme mein sojayenge.” Yeh kehke Shahenshah mere kheme me chalegaye.”
“ Phir se Sariff tha?” asked Rajat “ when I went to your tent no one was there.” He said. “ I don’know I did not see him. But whoever’s it was had touched me.” Answered Paridhi. “ At that time if I would have gotten hold of him I would have chopped off his hand.” Rajat said.
“ Agle din hum Ajmer Sariff ke liye nikal gaye. Raaste mein humein kuch Fakir dikha jo kapde aur gehne ektra kar rahe the. Shahenshah ke poochne par bataya ki paas ek gaao mein baar ayi thi, using ke liye ekatra jar rahe the. Main ne paalki roka aur uttar kar unke paas gayi aur apne gehne uttaar ke dene lagi to Sahanshah ne kaha “ Aap apne gehne mat uterine. Aap jaiye paalki mein baith jaiye.” Mujhe bahut ghussa aya. Main jaakar paalki ke saamne khari hogayi. Mujhe laga “ Na toh khud praja ki madad karte hai nahi mujhe karne dete hai. Par jab maine palate kar unke taraf dekha. Maine dekha weh khud apne saare gehne uttar kar de rahe the. Mujhe bahut ashcharya hua. Woh apni Pagri tak utarkar de diye. Toh fakiro ne unke sar par safa bandh diya.”
“ Tum mere bare mein galat sochne keliye humesha taiyar rehti thi.” Rajat said sulking. “ Hehehe sorry.” Said Paridhi.
“ Hum ajmer pahuch gaye. Waha pahuch ke maine Shahanshah ka alag hi roop dekha. Eyesha roop jo apne ishwar ke bhakti mein leen tha. Unhone mujhe bhi unke dharam ke anusaar ibadat karna sikahya. Mujhe bahut shanti mili ajmer jaakar. Agle din Shahanshah ko shikar pe jana tha mujhe shikar pasand nahi tha. Par hum unhe akele jane nahi dw sakte the. To awashakta bas humein jana para. Hum bahut der se shikar ka intezaar kar rahe the. Hum Dono jangal main akele the, Atgah sab he bhut kehna par bhi we apne sainik ko yeha tak nahi laye. Mujhe pata tha ke sare sainik thori dur pe pratiksha kar rahe the. Main ek panther pe baithi thi ke kichu dur ek per pe kuch chamakte huye dekha. Isse pehle ke mai aur ke Shahenshah tak pahuchti ek teer aake Sahanshah ke Peeth par lagi. Main daur jar unke paas pauhchi aaur teer ko unke Peeth se nikal Hey ishwar aab main kya karun. Kanha meri madad karo. Maine Sahanshah ko gore pe chadaya air ghora daurate huye bari mushkil se sainikon ke paas pahuch. Phir unki madad se hum kheme tak pahuche. “ Atgah sahab aap Hakim ko bulwaiye.” Hum ne unhe adaesh diya. “ Ji begam sahiba.” Maine unka jama kisi tarha se utarkar to dekha ghaw ke charo taraf Neela pad raha tha. “ Hey kanha isme to vish tha. Jab tak Hakim nahi aage mujhe jungle jadi booties lana hoga.” Maine bahar Jake apne kuch sainiko se kaha ve humare saath chale. Ghora lekar jungle tak gai aur jadibooti dhundhne lagi. Jitni jarurat thi unhe ekatra kar main kheme me lauti aur lep banane mein juth gayi.”
“ Lep lag chuka tha aur Hakim bhi aake gaye. Bahut raat hochki hai main Shahenshah ke sirhane baithi hun unhe kabhi kabhi hosh araha hai aur phir so jate hai. Achanak raat ko kuch awaze Sinai di. Main bhar gayi to kisi ne mere muh pe kuch jadibooti sughai main behosh ho gayi.”
“ Haan I remember when I woke up in the morning you were missing. I felt like I would burn the whole world down.” Rajat said. “ Oh no she was kidnapped who took her.” Asked Dr Bashak “ I think Shariffuddin.”answered Proff Dixit.
“ We searched for you everywhere, then we found your payal, then your jhumka, and small jewellery which led us to you, he had kept you in a cave.”
“ Jab humeinhosh aya to humein dekha ke hum ki ke ghora ke pith me let ke jarahe the. Humne Sahanshah ke liye sankey chora apne gehne ek ek kar utarkar rah mein chodne lagein. Us vyakti la muh Dhaka tha. Main ek gufe mein qaid thi. Mere haath pair bandhe the. Maine churane ki bahut Koshis ki par koi lab na hua. Phir thak kar behosh ho gayi.”
“ Yes after finding the location we had a major fight there but couldn’t get hold of that b*****d. But we found you in an unconscious state.” Said Rajat.
“ Mere muh pe kisine pani mara to mujhe hosh aya. Maine apne saamne Shahenshah ko dekhke ro padi Shahenshah ne mujhe gale se laga liya. Aur sar ko sahalate huye kaha . “ bas bad kuch nahi sab thik ho gaya.”
Suddenly a labourer came running to them “Sabji Saabji. The body and the head are both missing" he said hearing this everyone got up with a start
comment:
p_commentcount