Career ke naam par kitna melodrama karti hai abheera like haldi ho gaya hai lekin 2 din ka career break nahi le sakti , aise nonsense karti hai jaise yeh koi doctor/soldier/ias/ips ya kisi ke waha employee ho jo do din ka chutti bhi nahi le sakti.Originally posted by: firewings_diya
2 client ki kismath kharab thi ki AB ne chutti nahi liya.
And haldi and shaddi ke bich kitne days ka gap hota hai yeh toh jinki shaddi na hui ho unko bhi pata he hoga, like unke ghar dusro ki shaddi ke wedding card toh aate he hoge, kabhi dekha hai haldi shaddi ke bich 4/5 din ka gap!!!!
Kal ko yeh career ke naam par kya kya nautanki chalayegi?! Career ke naam par har ek Pooja path prasang havan sab mai natak karegi !
Lawyers ka bhi court mai jane ke hours predefined hote hai, agar same day par multiple events ke bich juggle karna ho toh you can discuss muhrat and timeframe options which do not disturb your working hours lekin balance karne ke liye feminism , Meri Marzi , mera career inn sab se uper uth kar planning karni padti hai. Yaha toh fir bhi iski haldi ho gayi hai and khud ki shaddi hai.
Dramebaaz badi bahu har ek domestic event mai career ke naam par nautanki ki karegi jab uska career kya hai kaisa hai sabko pata hai
comment:
p_commentcount