Actually Mandodari shraap to hanumanji was soo overwhelming to watch....matlab hanumanji ko cheeranjivi hone to kahenge Ramji last mein Mahaprasthan time pe...par uski bhumika bandhne ke liye shraap by Mandodari....matlab aisa agar hai bhi kisi version to โ๏ธ kardete.....
Mandodari ne shraap diya ki Hanumanji alag ho jaaenge Ramji se virah ho jaaega....jaise uska ravan se virah ho gya....arre Bhai Mandodari was sensible lady,great sati, knowledgeable personality who in her long heart wrenching Vilap in VR also states all mistakes of Ravan and how she tried to stop him...
1 to bahut achhi line hai mandodari ki for Ravan..."aapne senses ko control karke daso Loko ka shasan Paya...inhi senses ke control me aakar aap senses ke daas ho gye and aapka patan ho gaya"....how much deep meaning it imparts
Ab usko yeh aisa gandhari type shraap dilwate hai to hanumanji๐....matlab yeh ramayan hai naaki Mahabharat....pata nahi muje and mummy ko aisa laga ki Mahabharat ki script mein ramayan daldi inhone ๐ ๐คฃ๐....
comment:
p_commentcount