I'll Be Ur Destiny At Every Step U Take (AR.FF) 19/04/18 prt24 updted - Page 30

Created

Last reply

Replies

520

Views

96.1k

Users

64

Likes

881

Frequent Posters

ITSABOUT_DMG thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: loveuarmaanu

nice part
thank god armaan tym par pohcha
hope riddhima is ok
abb Toh anjali gain
continue soon

Thanks
will update soon

ITSABOUT_DMG thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: Aayu-loveKaJen-

awww.. this one is soo sooo cute yaar... loved it ki armaan and ridhima can connect through heart and mind only and thne armaan saving her and she said the wanted thing in her unconsious state... loved it humzz...

par ye pure developed office mein stone kahan se aaya... :P

Thanks aayu
Hahaha
Arey bhai production waale kab kaam aayengey
Hihihi
Woh rock unhone hi toh rakha wahan 😉😆
ITSABOUT_DMG thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: rucha_07

Awesome part!
Continue soon :)

Thanks
Will update soon
ITSABOUT_DMG thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: nilusoni

awesome part loved it

wanted to kill anjali
thanx for pm
plz pm me for next part
continue soon

Thanks
Will update soon
N will surely pm u
ITSABOUT_DMG thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

I'LL BE UR DESTINY AT EVERY STEP U TAKE


PART -12

armaan picks up ridhima in his arms n took her to the car

he carefully places her on the seat n took out his hanky from his pocket n first cleaned the blood carefully

she stir in her sleep
armaan looked at her n he blew on the wound not giving her pain then he ties his hanky on her wrist n wipes a lone tear from her cheeks

he locked her side's door n went to the drivers seat

he sat on the seat n make ridhima sleep on his shoulder n she clutches his sleeves

he smiles n started the car n drove to muskaan 's flat

muskaan's flat

she was roaming in the main hall from here n there feeling tensed abt ridhima

muski - ye ridzi ko aane mein der kyun horahi hai
aur armaan sir phone par bhi toh pareshaan sound karrahe they
kya hua hoga
I just hope ridzi is fine

just then her door bell rang
she went n open the door n saw ridhima in armaan ' s arm n was surprised to see ridhima in his arms
her face was pale
n armaan looks more tensed

she worriedly ask

muski - ridzi... (she touched her cheeks) armaan sir kya hua Isey
aur ye behosh kyun hui


Ar- muskaan...relax... kuch nahi hua hai ridhima ko
bass thoda sa chakkar aagaya tha

muski - chakkar aagaya tha?????
kaam mein shayad busy hogayi hogi ke dinner karne ka socha bhi nahi hoga isne

armaan guiltily looks at ridhima n thinks

Ar - ( in his mind) agar tumhe chodkar nahi jaata toh shayad tum iss halath mein nahi rehti
i am sorry ridhima
mujhe maaf kardo
i swear aagey se aisa nahi hoga

he looks at her n muski looks at him

muski - armaan sir andar aaiye

he looks at muskaan n said

Ar - haan...

n they both proceed towards ridhima ' s room n armaan carefully places her on the bed n again he was abt to go but ridzi held her shirt tightly in her fists n armaan smiles n remember the day he first time came to muskaan's house having her in his arms n when he places her on the bed she tightly held his shirt in her fists
he carefully removes her hand from his shirt n placed them on the bed just then muski saw ridzi 's wrist n said

muski - ye chot kaise lagi ridhima ko

armaan looked at her wrist n he stood infront of muski n said

Ar - woh... actually ye chot unhe table se lagi unka dhyaan nahi tha aur woh jaldi mein table se takra gayi toh uski wajah se ye... chot... lagi


he completes his sentence with the guilt of leaving her alone when she needed him the most

muski - ohhh... pata nahi Iska dhyaan kahan rehta hai kaam ke alaawa kuch nahi soojta Isey

Ar - Acha muskaan ab mai chalta hun

muski - ok sir... thanks for dropping her


Ar - anytime muskaan

he smiles n left n muski looked at ridhima who was sleeping

but armaan stops in the middle and turned back to see her sleeping n when he was satisfied that she is fine he went from there


mallik mansion


ananya came back from the airport as their flight took off n when she saw no sign of armaan she returned back with full anger

armaan came with full anger n was abt to go in his room when ananya stops him

ananya - do u have any idea armaan ke main airport par wait karrahi thi ya phir tum bhool gaye ke humey aaj pune jaana tha

she fumes with anger but armaan turned back in full anger n said


Ar - for god sake mom mai koi bacha nahi hun ke aap mujhe lekar tensed hojaye

ananya -ARMAAN ye kaise tone mein mujhse baat karrahe ho tum

he relaxed n said

Ar - i am sorry mom but please mujse sawaal mat kijiye
mujhe ek kaam yaad aagaya tha jo mere liye meri life se bhi zyaada important tha

ananya - aisa kounsa kaam hai jo tum itni raat ko karne gaye they

Ar -agar aaj mai apna kaam nahi karta toh zindagi bhar apne aapko maaf nahi karpata

now please mom i am tired i need some sleep

he went in his room leaving ananya bewildered

ananya - ye armaan ko ho kya gaya i hope usey ye Baat pata nahi chala ke woh Behanji office mein bandh thi

she went in her room all confused


armaan 's room

he harshly banged the door n runs his hands through his hair

he removed his blazer n was about to remove his shirt when he saw some blood stains on his shirt

he touched the stain n remember her on the floor in the store room

a tear escaped from his eyes n he closed his eyes remembering her in that state n when she said

(ri -aap... aap kyun... chale gaye... mujhe.. cho.. chodkar )


Ar - aaj jo hua uske baadh ye tai ( fixed) hai... mai ridhima ko apne aap se kabhi door nahi karunga
n jisne bhi uske saath aisa kiya usko uska guilt zaroor hoga




next morning

mallik enterprise


anjali came soon to the office n first she went towards store room excitedly

Anji -(in her mind) ab tak toh woh Behanji behosh hokar padi hogi store room mein...
mujhe toh bass uska Haal dekhna hai
mere raste mein aaogi... ab Dekho ye toh bass shuruwat hai tumhare saath woh sab karungi ke tum kabhi sapne mein bhi nahi soch sakti

she soon went towards store
room n there she saw the door was unlocked

Anji - ye darwaaza kisne khola... iski chaabi toh maine phekdi thi
kisne aake khola hai

she went inside but not found ridhima
she felt something wrong
n her eyes got wide when she heard his voice

Ar - shocked???


he asked her n she turned back in utter shock


Anji -(in her mind) what he is dng here ye toh pune gaya tha ananya aunty ke saath

Ar - Dnt be shocked Anjali mai pune nahi gaya
mai yahin tha Mumbai mein
but baat yahin khatam nahi hoti
itni subah miss anjali khanna
mallik enterprise ke store room mein kya karrahi hai

he crossed his hands over his chest

Anji - Woh... mai...

she fumbles with words

Ar - haan haan bolo
mujhe bhi toh pata hona chahiye na ke mere office mein kya horaha hai
Koun kitni der tak yahan rehta hai aur Koun subah subah before the time office aajata hai
bolo... mai sunraha hun


he still stood like that infront of her
n anji was scared to death now

Anji -(in her mind) oh god kahin Isey pata toh nahi chala ke maine Behanji ko yahan store room mein lock kardiya tha kal raat ko

Ar - cmon anjali mere paas poora din nahi aapke jawab ka intezar karne ke liye
aur ye mai kya dekhraha hun
miss anjali khanna ke paas pehli baar kisi sawaal ka jawaab nahi hai strange

he came forward n she took her steps back

Anji - Woh mai yahan k..kuch files check karne aayi thi

she completes her sentence with great difficulty

Ar -(burst at her) JUST SHUT UP
MUJHSE JHOOT BOLNE KI ZAROORAT NAHI HAI
DO U GET THAT

she was damn scared this is the first time he was talking with her in a very high tone

Anji - a.Ar. armaan listen to me

Ar -YOU LISTEN TO ME MISS KHANNA
ridhima se jitna door rahogi utna tumhare liye behtar hoga
just STAY... AWAY... FROM. HER
did u get that
aagey se agar ridhima ko ek bhi kharoch aayi na toh mai bhool jaunga ke tum meri mom ki kuch lagti ho

now this is it
he doesn't even consider her as a frnd Anji was fuming with anger n she snapped back

Anji - what do u mean ke mai ananya aunty ki kuch lagti hun
tumhari frnd hun Mai armaan

Ar - na tum meri kabhi dost thi na ho aur na kabhi banogi
tum sirf mere mom ki frnd ki beti aur iss company ki GENERAL MANAGER ho
dats it
na toh mujhe tumhare saath dosti karne mein kabhi interest tha aur na kabhi rahega
aur ek baat hamesha yaad rakho tum
ridhima ko tumhari wajah se agar Zara si bhi takleef hogi toh u will have to pay for it
got that...


Anji - lagti kya hai woh tumhari

Ar - woh meri kya lagti hai aur kya nahi ye mai tumhe batana zaroori nahi samajhta... but just get one thing in. your mind clear
tum meri kuch bhi nahi lagti
Samjhi tum
iss baar tumhe chodraha hun
but aagey se kabhi bhi tumhari wajah se ridhima ko agar Halki si kharoch bhi aayi toh Tumhare saath jo hoga woh shayad koi bhi nahi soch sakta

he went out n anji fumes with anger
she throws the files which was kept on the table



muskaan's flat


ridhima woked up n was thinking the. turn of events which took previous nites

how anjali Gave her work n how she got locked up in store room
how she cried for everyone to come n rescue her
how she hits the door n how she fainted due to the cut on her wrist
n how armaan came n how she said those words in unconscious state

a tear escaped from her eye n she closed her eyes

ri -(in her mind) kyun baar baar armaan sir mujh par Ehsaan kartey hai
kyun mai unse door nahi rehparahi
kyun kismet baar baar mujhe unke paas lejaati hai
mai kaise woh sab bol baithi unse kal
woh kya soch rahe hongey mere baarein mein
unhone bhi toh ye kaha ke woh mujhe kabhi chodkar nahi jaayengey
maine toh apne aapse kaha tha ke mai armaan sir se door rahungi
par chahkar bhi unse door nahi rehpati
ye galath hai... main unki life barbaadh nahi karsakti...
main toh ek divorcee hun... ek aisi ladki jisko samaj mein kabhi izzat nahi milti... mere saath saath mai armaan sir ki zindagi kyun kharaab karun
mera kya hai mujhe Toh iss daag ke saath hi apni zindagi jeena hai
par Armaan sir ko toh bahot saari ladkiya milsakti hai...

she was engrossed in her thoughts when muskaan came n kept her hand on her shoulder
ridhima came back from her thoughts n wipes her tears n turned to face muski

muski smiles n ridhima smiles back

muski -gud mrng ridzi

ridzi - gud mrng muski

muski - chal ye coffee peeley aur jaldi se ready hokar breakfast ke liye aaja

ridzi - Tuney breakfast banaliya

muski - haan

ridzi - muski Tuney mujhe jagaya kyun nahi aaj breakfast banane ki baari meri thi na

muski - tu bahot dino ke baadh itne aaram se sorahi thi toh tujhe jagane ka mera bilkul bhi mann nahi kiya

ridzi - par muski tujhe mujhe jagana chahiye tha na

muski - ridzi... relax yaar...
dekh aaj breakfast maine banaliya toh tu dinner bana dey
simple

ridzi - ok

Muski - ye hui na baat
chal ab jaldi se taiyyar hoja


ridhima got ready n was having her breakfast silently
she was thinking how to face armaan after she said those words in unconscious state
muski looked at her n thinks

muski -(in her mind) Ye ridzi ko ho kya gaya
itni khoyi khoyi kyun hai aajkal
itne dino se toh sab ache se chal raha tha
woh aagey badhne lagi toh thi apne life mein sabkuch bhulakar
phir kya hua ke woh pehle ki tarah chup si hogayi
kya horaha hai BABAJI
aap kyun uske saath ye Sab karrahe ho... usne pehle hi apni life mein bahot kuch saha
bahot saari takleefon se guzri hai woh
ab aur nahi BABAJI
khatam kardo ye sab yahin par... uski life mein ab khushiya hi khushiya dedijiye please BABAJI

she silently prays for ridhima n then said

muski - chale ridzi... office ke liye der horahi hai

ridhima came back from her thoughts n said

ridzi - haan chal


they both went to mallik enterprise


mallik enterprise


armaan was in his cabin thinking about ridhima

Ar - i hope she is fine now... bass mujhe normal behave karna hoga uske saamne kal jo bhi hua usey shayad woh thoda uncomfortable feel karegi par mujhe aise behave karna hoga jaise kuch hua hi nahi...

just then his phone rings he looked at the caller n smiles n picked up the phone

Ar - hello
hi dadi

yup armaan ' s dadi called him

dadi - hello armaan Bete kaisa hai mera bacha

Ar -mai theek hun dadi Aap kaise ho

dadi - mai bhi theek hun Bete par teri bahot yaad aati hai mujhe
tu toh itna busy rehta hai ke tujhe meri yaad hi nahi aati

Ar - aisa nahi hai daadi i miss u alottt but kya karun aapke potey par apke Bete ne bahot saari Zimmedari uske sar pe daaldi
dadi - Acha ji baat aap par aayi toh saara kasoor mere Bete par daaldiya

armaan smiles n said

Ar - haan... ab Bete toh woh aapke hi hai na

dadi too smiles n said

dadi - Acha ye bata kab aaraha hai tu mujhse milne
kitne din hue tujhe dekhey

armaan suddenly remembered abt previous nite n said

Ar - sry dadi kal mai aa nahi paya woh kuch zaroori kaam aagaya tha

dadi - kya????? tu kal aane waala tha

Ar - haan
mom ne mujhe bataya tha ke aapne unhe phone kiya aur mujhse milna chah rahe they aap isiliye mai aur mom kal aarahe they but kuch kaam ki wajah se Hamey cancel karna pada

dadi - kya???? maine toh kal ananya se baat hi nahi ki Bete

armaan was surprised
Ar - what????

dadi - haan Bete maine ussey baat toh zaroor ki par ek hafte pehle kal Toh nahi ki maine ussey baat
Bete maine toh kitni baar kaha ussey ki tujhe yahan bhejey par woh toh hamesha ye kehke taal ti thi ke tu kaam mein busy hai

armaan was shocked to death
his mother lied to him n he actually dnt know y she lied to him

dadi - Acha Bete tu apna khayaal rakhna mai Rakhti hun

Ar - Jee dadi
Aap bhi apne khayaal rakhiye ga

n he hungs up the call n again was engrossed in his thoughts

Ar - ye kya horaha hai
mom mujhse Jhoot kyun bolrahi thi
aur kal hi ye sab hona tha
mera pune jaane waala plan mom ne banaya aur kal raat ko ridhima ko store room mein lock Anjali ne kiya
kya kahin ridhima ko takleef dene mein mom ka bhi haath hai??????
no armaan
aisa nahi hosakta
shayad mom ko actually dadi se milne jaana tha
i just hope mom ka kuch bhi link nahi ho ridhima ko takleef pahunchaney mein


he took a deep breath


sanjeevani

nikki was crossing the corridor n she heard something from a cabin
nikki - Dr Shashank ke cabin mein se ye kaise awaazein aarahi hai

she slowly took her steps towards the door n stood their

Shashank n padma were talking

padma - Shashank aap kyun nahi samajh rahe hai hamari bachi galat nahi hosakti
shayad woh loag galat hai
mujhe meri bachi par poora bharosa hai
woh aisa nahi karsakti thi

Shashank - oh cmon padma
tumhe sach mein lagta hai tumhari beti sachi hai aur woh loag Jhootey hai

padma - haan kyunki mai maa hun uski
usey ussey zyaada jaanti hun Mai
aur aapne bina uski baat suney ussey judge kiya

Shashank - padma meri baat suno..

she cuts him in the middle

padma - nahi Shashank mujhe kuch nahi sunna
aapne mujhe meri beti se alag kiya
bahot galat kiya aapne Shashank bahot zyaada galat kiya


she emotionally walked out from his cabin
n nikki hides herself behind the door

nikki - Dr Shashank aisa kaise karsakte hai
padma mam ki baaton se toh ye lagraha hai ke woh sahi hai
mai kyun inn sab mein padrahi hun
she shrugs her shoulder n went from there


mallik enterprise

ridhima came nervously to office n she went towards her cabin
she went inside her cabin very nervously

she saw armaan there n her heart beat started beating heavily

he feels her presence n turned towards her
n he saw her looking at him nervously

he smiles at her n she nervously smiles back


they both stood their feeling very weird especially ridhima




that's the end of the part
n hahaha i knw sab mujhse poochngey shanky n padma suddenly kahan se tapak padey
Hihihihihi
poocho poocho
jawab nahi dungi
Hihihihihi

do read n hit the like tab

with loads of love

HUMERA




nilusoni thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Awesome part loved it
Thanks for pm
Plz pm me for next
..Phoenix.. thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
armaan ko shak ho gaya hain ananya par hayee... dadi ne ache time ar call kiya... hhhaha
i loved the emotion plzy of ridhima ...
adn armaan busrt out on anji loved that part most...
ridhima meri kuch bhi ho par tum kuch nahi hao ahahhahah luved that...


i wish ridhima divorcee wali rat chod pyaar ko welcom kare
Edited by Aayu-loveKaJen- - 9 years ago
megbans thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
superb part humzzz
loed it 😛
kya jhaadh maari armaan ne anjie
mazaa a gaya...loved it... 😊 😆
muahhh :*

keep itt up... 👍🏼
plzzz jaldi se next part of "fatefulll love in arrange maariege" ka post kardo plzzz

bye
tc
DMGThings thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Humeraaa!!!!! Awesome awesome awesome chapter yaar! I hate Anji, kaash uska bohot ganda waala accident ho jaaye! Huh!
Aur Shanky and Padma back! Good Good! I can't believe just Shanky apni beti ki nahi uss idiot Sid ki baat maan rahe hai, aise kaise???? Anyways, I hope ki woh Ridz ko waapas apna le...
I think Billy n Shanky are going to turn out to be really good friends and then jab ananya ko pata chalega that Ridz unki beti hai toh bohot mazaa aayega! 😆
Update sssooonnn!!!
Prizi thumbnail
Posted: 9 years ago
Arghh i hate anji
she is such a :|
arghhh
Top