Originally posted by: RamAayenge
Now pls tell me something... maharishi bhardwaj hi sab kuch karenge yaa Maharishi Valmiki ka bhi koi imp. Hai,,,
Will he not teach any divyastra to Luv Kush,,Luv Kush kaise ayodhya ke bade bade yoddha se yudh karenge horse capture ke time....tab hum imagine karle ki sikha diya hida Valmiki ji ne....
Same ayodhya side par... ShriRam Announced yagya & lakshman desperately asking questions borderline going to mention abt if Sita ma can be brought back but stops on ShriRam's glance & changes question...then room mein scene hai usme Hanuman ji ko dikha diya...ab thoda brothers ko screen space de do Bhai,,,itna to normal tv show mein bhi clear hota hai ki jo question puchega uska hi agla scene hoga akele mein clarification discussion ke liye protagonist ke saath... hanumanji ke scene acche hai par he has got enough such scenes,,ab thoda lakshman,Bharat ( jinka actually uttar kand mein Ayodhya side matters mein after ShriRam maximum mention hain book mein),,unka kabhi to scenes dedo...ab kya expect Karu mein ki kabhi Mata Kaushalya ka bhi scene hoga Shri Ram ke saath,,yaha Laxman ko bhi nahi mil raha expected scene,,,bharat, mata etc ko to bhul hi jaao๐คฆ...kitna 2-3 min ka hi time lagta hai momentary emotional scenes dene mein....jab Shri Ram ke aise scene woh do to alag alag characters ke saath do...kabhi Hanuman,kabhi Laxman,Kabhi Kaushalya ma,Kabhi Vashishth, Kabhi sirf Siya ma ka portrait and none other than Shri Ram talking to her beloved...par yeh saare scenes Hanuman ji ke hi denge Jo thoda extra lagta hai...good part got by saumitra today is Kosalraj Raja Ram ki Jay bolne ka mauka mila unhe....
Baaki Hanuman ji ne apni gada se mast mara Sahastra ravan ko๐๐
.... that's only part i liked today and Janak Sunaina wala scene was good..... thanks ki upguru & prasutaa devi ka vivah nahi dikhaya inhone๐,,,
Inke paas time hai par sahi se distribute nahi kar rahe๐คฆ...
comment:
p_commentcount