Originally posted by: CottonWorld
Pratik ka chalu ho gaya phir se 🥱
Mujhe jump nahi karna chahiye yeh nahi karna....bhai kyun aaya tu wapas
Isse achha aneri chetna srithi thi shiddat se stunt Kiya unhone
bewakuf kahika apne aap ko mazak bana diya vapas aake patha nahi uske fans kya bolenge abb.😡