Originally posted by: KunwaariDaayan
Ho kya raha hai aaj kaal Iss sunsaan haveli pe
Sabko yaad haina yeh Daayan kaun hai aur kya karti thi Iss Haveli pe😃Daayan ko uski sauteli mausi malkin ne bohot kaam karwayi😭
Mausi malkin ka bohot atyachaar saha hai iss nazuk kali jaise Daayan ne. 😭
Aur yeh Chowkidaar Zatku bhi kuch kam nahi the 😡Daayan ko kinni rotiyan banana padti thi Iss bukkar Zatku ke liye 😭Haath waath jala jala ke roti belti thi aur saik thi thi. 😡😭Aur ab dekho kaise Chowkidaar banke hawa main udh raha yeh Kameena Zatku. 😡
Sabka to pata nahi chowkidar zatku miss ur pole dances on chhat
Aur goldie chowkidaar ko na tumhare komal nazuk haathon ki rotiyan aur aloo parantha bhot pasand hain par tum banati hee nahi roti and paranthas ab Kameena Zatju ke liye 😭
