Ho kya raha hai aaj kaal Iss sunsaan haveli pe
Sabko yaad haina yeh Daayan kaun hai aur kya karti thi Iss Haveli pe😃Daayan ko uski sauteli mausi malkin ne bohot kaam karwayi😭
Mausi malkin ka bohot atyachaar saha hai iss nazuk kali jaise Daayan ne. 😭
Aur yeh Chowkidaar Zatku bhi kuch kam nahi the 😡Daayan ko kinni rotiyan banana padti thi Iss bukkar Zatku ke liye 😭Haath waath jala jala ke roti belti thi aur saik thi thi. 😡😭Aur ab dekho kaise Chowkidaar banke hawa main udh raha yeh Kameena Zatku. 😡