GEO order to SHUT DOWN - Page 6

Created

Last reply

Replies

53

Views

3.1k

Users

18

Frequent Posters

pknaz thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#51
Musharaf ney to pakistan kay kaw ko mzaq hi bna dia hai .AsAL CHIEF JUSTICE IFTHAR CHOUDRY GHAR PE BETHAY HAIN AUR WOH APNAY LO SATHION KO JUSTICE BNA KE HLF LE RAHA HAI 😳
29 nov ko jab musharaf sahib wardi utarain gay to wohi un ka apna naam nhad justice un say hlf le ga president ka
yeh sab kya hai koi pochnay wala nahin
aik doosray say hi hlf letaiy ja rahay hain 😆
😆
anji thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#52
Musharaff nay koi aisa kaam nahi kya jo pahlay kabhi nahi hua ho.Where were u or ur o precious media jab CTBT nay apni hukomat main uswaqt kay cheif justice ko nikal bahar kya tha ua waqt wokla baradari so rahi thee? Or app tab kahan thee jab so called democratic priminister nay Cheif of the army staff Jhangir karamat ko bahar kya tha aur uswaqt yeh akhbar walay aur media kahan tha?Let me think there was no media then or jahan tak jang ka sawal hay yeh to hain hi lootay.And u r talking about geo.Geo to aisa corrupt channe hay kay Pakistan main kabhi daikha tha kay burqay main aurtain dukanain looti,logon ko marti hoon ya dokanain jalati hoon ya danda pakar kar poray Islamabad main tamasha karti phir rahi hoon. This so called media projected them and those stupid lal masjid walay millitants too after all woh aurtain bhi to wahin ki thee.Yeh kahan ka insaf hay?uswaqt to yeh media walay aram say honay day rahay thay jab huloomat nay iskay khilaf stand lya to inhi millitants ko hero's bana rahay thay. Yeh kahan ki sharafat hay? Aur why didn't u say anything then?
pknaz thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#53

Zulfiqar ali bhutto ko bhi kisi jounral ney phansi di thi aur kisi ko koi khabar nahin yhi kya hua hai agar us waqat media azad hota shaid yeh sab na hota koi awaz uthanay waka nahin tha.
3 march ko musharf bhi chief justice ifthar chohdry ko unkay uhday say free kar ke hmaisha kay liye ghar bitha dena chahta tha but aisa nahin hua media nay schai dikhai to logoon aur lawyers ne awaz uthai aur woh bhaal hoye.
aur jahan tak lal masjid ki baat hai to woh waqai hero thay. jis din musharaf hkoomat ne lal masjid pe operation krwaya tha us waqat GEO pay un ne live dikhaya tha aur molana ubdulrashid ghazi ne kaha tha ke mujay pata hai mera aakhri waqat aa gaya hai main nahin bachoon ga lekin meri awaz dunia tak puhncha dain ke iss hkoomat ne mugay jukanay ki koshish ki main nahin juka aur jo inhoon ne kiya hai in say KHUDA hi poochay ga
matlab yeh agar woh jootay thay to kya woh nahin jantay un ko bi ALLAH kay haan jawab de hona hai
Hum reality say moon nahin moor saktay agar samnay ghda khra hai to use gora nahin keh saktay 🤢
aur GEO to Insha Allah wapis aye ga hi
pknaz thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#54

Top