Originally posted by: --Priyaa--
Alright team,
Hamare samne ek bahut hi uljha hua mamla hai. Mrs. Sharma ka mehmaan-nawazi karne ka tareeka innocent lag sakta hai, lekin uske peeche ek gehra aur shayad khatarnak raaz chhupa hua ho sakta hai. Dr.Birla ke radical badlav ka shak hume Mrs. Sharma ke ghar ki banayi hui artisan jam se jodta hai. Ye koi aam baat nahi hai, lekin...
Iss jam khane ke baad abhimanyu jam man ban gaya.
Abhinav insecure hogaya
Aur mera golu pareshan hogaya har din bread jaam. Ye kaisa insaaf hai milord.
comment:
p_commentcount