Kahin sahiba nashey mein Ghar se bahar se to nahi chali jaaye uske baad sab hall mein usko dhoondhtey phirey ki kahan h Kahan gayi or kya pata bahar kya ho jaaye kyunki itni lambi shoot chali h ek raat ki to kuch to hoga raat ko
Just my guess
Kyunki sahiba k sath Ghar mein to koi kaand nahi hoga warna sabko pata chal jata or sahiba ek bachi ko hallucinate kar rahi h jo sahiba ko bol rahi h aao mujhko pakdo to wahi hallucination ko pakadne k chakkar mein sahiba gahr se bahar nikal jaaye
Warna agar sahiba ko sirf nashey mein dikhana tha to bachi ka hallucination kyun dikahay or agar hallucination pagal batane ko kiya jata to bachi ye kyun bolti ki aao mujhko pakdo or chali jaati sahiba us hallucination k peechey jaayegi
Baaki kahan jaayegi pata nahi
Agar sahiba gahr k bahar chali gayi to kuch galat ho sakta h uske sath
Sirf guess kiya h baaki pata nahi kya pata kuch or nikle

