Originally posted by: Anu_02
Aaj k episode ka last part batat h ki makers ko khud nahi pata hota ki unhone past episode mein kya dikhaya ...sahiba ne apna fav flavour chocolate bataya tah or aaj simran ne pineapple bola...๐๐๐
Or jab jab sahiba cake cut karke khilayegi to dekhna cake ko ๐๐๐
Pehle khud to decide karlo makers ki kya dikhana h kya nahi
Tabhi inke precap mein itna jhol milta h kyunki inhone kya shoot kiya or kya dikhana h inko khud ko pata nahi hota fraud makers ๐๐๐๐
Or age jaankar kya kar logey dekhna Aaj ye 23 bata rahey h kuch episode k baad age badal jaaygei๐๐
Ghum mein to age ka bohot jhol tha ek episode mein Virat ko 32 ka bataya or kuch episod k baad vo 36 ka ho gaya ๐๐๐sabki age k sath jhol tha kabhi kuch kabhi kuch