Originally posted by: Anu_02
Aaj k episode ka last part batat h ki makers ko khud nahi pata hota ki unhone past episode mein kya dikhaya ...sahiba ne apna fav flavour chocolate bataya tah or aaj simran ne pineapple bola...😂😂😂
Or jab jab sahiba cake cut karke khilayegi to dekhna cake ko 😂😂😂
Pehle khud to decide karlo makers ki kya dikhana h kya nahi
Tabhi inke precap mein itna jhol milta h kyunki inhone kya shoot kiya or kya dikhana h inko khud ko pata nahi hota fraud makers 😂😂😂😂
Or age jaankar kya kar logey dekhna Aaj ye 23 bata rahey h kuch episode k baad age badal jaaygei😂😂
Ghum mein to age ka bohot jhol tha ek episode mein Virat ko 32 ka bataya or kuch episod k baad vo 36 ka ho gaya 😂😂😂sabki age k sath jhol tha kabhi kuch kabhi kuch