Originally posted by: aimmyangle
Let me tell you an incident.... Mere mamu ka ek friend hai jis ka bhai doc to mamu 1 day told mama that k mn chahta hun k hamre family mn us ka rishta ho jaye mama being mama unhn n bol dia k aimy ka karwa le phr then my mamu after a week said nahi mn r czn hai us ka keh aya hun ap ki beti mujhe sharminda karwaye ge... Ok after that meri us czn ki shadi bhi ho gai r divorced bhi... Now he said k acha tha is ka karwata jesi yeh hai ise talak yafta honay s farq na parta .. bechari wo kham kha mn beech mn pis gai hai...
Wtf!!!! Mamu ko thappad maar sakti ho???
Mere taraf se bhi 4 maar dena
Not a supporter of violence...but aise insaan yehi deserve karte hein....
Edited by mahiaana - 2 years ago
742