At PS
Gautam comes back without going to PAGS and Shiva asks him "aap wapas kyun aagaye Gaumbi, sach batayiye, bura laga naa, apne bhai ko Janardhan ke phenke hue tukdon ke phalte hui dekhkar"
Gautam says, "accha mujhe abhi bhi nahi lag raha, kya karoon, iss dukkan se chale jaaoon, zara si competiton ki wajah se tu ne hamare itne saalon ki usoolon ko hawa me udda dhi"
Shiva says, "usool, kaunse usool hai Gaumbi, yeh saamne delho kya usool chal raha hai (points to PAGS) usoolon ki bediyon ka teka kya hum logon ne leke rakha hai, Gaumbi agar Papa ne kam dhaam me quality samaan bechne ka usool banaya thaa na toh Papa ek aur cheez kehte te ki market ke hissab se apne usool badlo, aur meine jo discout ke dhaam rakha hai na, bahut soch samajke rakha hai Gaumbi"
Gaumbi. "tu ne dukaan ko aur apne aap ko market ke hissab badal diya, lekin mera mann iss badlaav ke liye tayyar nahi toh mein kya karoon? Shiva mujhe samaj me nahi aa raha hai, mujhe lag raha hai ki mere shareer ko dho hisse hoagaye hain, aur mera mann kis hisse me hai woh samaj me nahi aa raha hai (looks at Dev), aisa lag raha hai jaise mein ajnabeeyon ke beech me hoon"
Shiva and Gautam both are looking at PAGS
Just then Rishita gets a call from Janu asking her and Dev to come back home. She tells Dev that they have to leave for lunch. Dev says someone has to take care of the customers, Rishita says, Raju their employee is there to take care of them.
Both are about to leave.
Rishita sees Gautam at the store and the discounted price on the board.
She anyway leaves.
At PS, Gautam tells Shiva "jo bi ho raha hai naa Shiva, woh sahi nahi ho raha hai," he too walks away.
After Gaumbi leaves Shiva tells Raavi "aaj Gaumbi mujhse naraaz hoke chale gaya naa, koi baat nahi bahut jald aise dhin aayegaa jab Gaumbi mere baat ko samjenge (he pats his shoulders) aur aise taph taphayenge aur garv se apna seena choda karenge, Raavi yehnjo bhi mein kar raha hoon, apne dukaan aur parivar ke liye kar raha hoon, par Gaumbi abb ye baat nahi samjenge, waqt ke saat samaj jaayenge, tu toh bharosa karti hai na mujhe pe"😕