Originally posted by: nikita05
Ajinkya, uski himmat kaise hui...pichli baar ka bhool gaya shayad...sai ke college round up ke liye jaana hoga shaam ko phir se
Tum phir galti kar rahe ho Virat... Movie to theatre main lagegi.. college jaake kya milega???
Main hi Sai se kaha ki ek taraf Aniket aur dusri taraf Ajinkya ko bithana.. dar lagega tab haath pakad Lena .. bichari meri choti behen 😊