WOh to kitana pyara lagata hai na jab vir softly Pur ke chin ko touch karata hai.. š³
Aur fir "Mere sair dard ke dawa lao koi iska tau kabar se bahar aa gaya hai.." š¤£
Haa...kaise sar pakadta hai...š¤£..very cute scene..
And hasta bhi mast hai pur ko taali deke...jab sab ke saath game khel raha hota hai...that was a good family moment..