WOh to kitana pyara lagata hai na jab vir softly Pur ke chin ko touch karata hai.. đł
Aur fir "Mere sair dard ke dawa lao koi iska tau kabar se bahar aa gaya hai.." đ€Ł
Haa...kaise sar pakadta hai...đ€Ł..very cute scene..
And hasta bhi mast hai pur ko taali deke...jab sab ke saath game khel raha hota hai...that was a good family moment..