Originally posted by: Not_James_bond
Arre us ki toh Laila ko laane jaa ràhe hain issa ley gaye toh wàha sofa acha laga bolke wahi chipak ke baith jayega.
Iss liya usa yahi rakh rahe hain.😂
Arre sofa accha lag jayega to tum, Abhay ko hi out karke poora ghar Koel ke naam kara do...
Faizi bhi Khushi-Khushi Wahi bas jayega.