Sorry ab back back to my Karan,ho gaya🤗😘
🏏IPL 2026: LSG vs RR, 32nd Match, at Lucknow 🏏
Internet goes crazy after Anne Hathaway says InshaAllah
Akaksdeep Sehgal to play Ansh’s son
Abhira is khandani gareeb..we get it
Roop Di Rani Song - Pati Patni Aur Woh Do
MUKTI IS ACCEPTED 22.4
Don 3 Legal Issue Updates
Jawan 2 Updates
MICHAEL - Reviews and Box Office Thread
AbhiShan Bromance 💙🧡
🏏IPL 2026: CSK vs MI, 33rd Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
Sorry ab back back to my Karan,ho gaya🤗😘
Originally posted by: kavya1994
Maanta toh kuch zyaada hain, pata nahi kal se kyu bhaav kha raha hain🤔
Oyy koi bhaav nahi khaaya yaaha hain main ek rupai nahi maa na saara pocket money band kar diya aur tum bol raahi ho ki main bhaav khaata hun.😂😂😂
Vaisa I got ur frnd request just now and I accepted it.😂
bas Karan ne apne Faizi se hi dosti nahi nibhayi..uski Koel ko nahi laya ..😛
Originally posted by: Not_James_bond
Utni Baar jitni baar woh thoda Satyam nahi rakhti.
Ab kya hi kaahe bhaale Sabar ka faal meetha na ho bhukh lagne ka baad hazam ho hi jaata hain.😂😂😂😂
Tum kaise dost ho, khud toh Sanju ke saath chale jaate hi, aur usse akele chod dete ho...
Woh tumhara dost hain ya dushman....
Originally posted by: mineforever
bas Karan ne apne Faizi se hi dosti nahi nibhayi..uski Koel ko nahi laya ..😛
Oyy dhondu tu sabar rakh laa raahe hain teri Laila ko bas ussa dekh ka apne naak main ungli daal ke maat Beth jaana.😂😂😂
Originally posted by: kavya1994
Tum kaise dost ho, khud toh Sanju ke saath chale jaate hi, aur usse akele chod dete ho...
Woh tumhara dost hain ya dushman....
Arre us ki toh Laila ko laane jaa ràhe hain issa ley gaye toh wàha sofa acha laga bolke wahi chipak ke baith jayega.
Iss liya usa yahi rakh rahe hain.😂
😬😬😬😝😝😝😝 Waisa bhoot baba Faizi ka koi bharosa nahi.😂😂
Originally posted by: mineforever
bas Karan ne apne Faizi se hi dosti nahi nibhayi..uski Koel ko nahi laya ..😛
Woh ab Koel ko teri bulbul bana ke hi chodega😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Arre us ki toh Laila ko laane jaa ràhe hain issa ley gaye toh wàha sofa acha laga bolke wahi chipak ke baith jayega.
Iss liya usa yahi rakh rahe hain.😂
Hum par koi bharosa nahi karta..💔
Lol..same cheez likhi maine bhi..
main bhoot bankar haunt karunga ab Karan ko..