Originally posted by: kenika
Yaar kya episode tha pura..😒
Yaar ye humare babies ko kitna torture kar rahe hai..🤔😡
Iss daksh aur nani ki to..😡🤬
Ye chomu bada bolne lag gaya hai.. Abhi tak to iska dimag na chalta tha ab chalne laga hai to bhaagna shuru kar diya hai.. Beta muh ke bal girega..😡
Aur ye pur bhi paglat hai.. Yaar pyaar ho gaya hai mukhi se par accept na karna isko..🤦♀️😒
Bacche yaar... Aise rota hua na dekh sakte unko..🥺
Viru yaar.. 🤧🤧🤧😭😭
Sab ke sab iski jaan ke dushman bane hue hai.. Kisi ko to iski side rakhte..😒
Aur aaj uss pagal ne zindagi mai pehli baar dhang ki baat ki hai.. Ja pagal ja rok le shaadi.. Hum tumhare saath hai..🤭🤭
Yaar that viru's scene with bacchas was so Lovely... Bacche kaise khush ho gaye the aur vo hug.. ❤❤
Bas ab kal ka intezaar hai.. Kal to hume bhi vapas purvir ki OP shaadi dekhne ko milegi.. Bade parde par. 😝🙈🤣