Originally posted by: kenika
Yaar kya episode tha pura..π
Yaar ye humare babies ko kitna torture kar rahe hai..π€π‘
Iss daksh aur nani ki to..π‘π€¬
Ye chomu bada bolne lag gaya hai.. Abhi tak to iska dimag na chalta tha ab chalne laga hai to bhaagna shuru kar diya hai.. Beta muh ke bal girega..π‘
Aur ye pur bhi paglat hai.. Yaar pyaar ho gaya hai mukhi se par accept na karna isko..π€¦ββοΈπ
Bacche yaar... Aise rota hua na dekh sakte unko..π₯Ί
Viru yaar.. π€§π€§π€§ππ
Sab ke sab iski jaan ke dushman bane hue hai.. Kisi ko to iski side rakhte..π
Aur aaj uss pagal ne zindagi mai pehli baar dhang ki baat ki hai.. Ja pagal ja rok le shaadi.. Hum tumhare saath hai..π€π€
Yaar that viru's scene with bacchas was so Lovely... Bacche kaise khush ho gaye the aur vo hug.. β€β€
Bas ab kal ka intezaar hai.. Kal to hume bhi vapas purvir ki OP shaadi dekhne ko milegi.. Bade parde par. πππ€£