Ninad chavan family:
Ninad chavan aapni bahu ko dhamki deta hai ki woh yeh gahr chor kar chala jayega to bahu bhi unse sikhsha leke har baar ghar chorne ki dhamki deti rehti hai. Bache virat chavan to woh bhi abhi filhal ghar chodne ki baat kar rhe hai.
Mansi Salunke family
Mansi Salunke apne bete samrat Salunke ki hi trh bahut dino tak MIA thi. Aur bahu patralekha bhi kai baar chavan nivasa se MIA hone ki dhamki dete rehti hai. Ham bhi yhi chahte hai lekin milta ni hai.
Omkar family-
Bahu aur saas dono lagai bhujai aur taane marne mai expert hai. Dono entertainment queens hai. Baap aur bete dono apne dada se pyaar karte hai. Aur apni ek vahini ke andhbhakt hai. Dono maa baap aur bahu bete sirf aise couples hai jinki married life mai koi problem ni hai.
Perfect 3 families of cn made for each other .😅