Originally posted by: Chandu_500
am in love with shera's expressions.
zubaan pe kuch and dil mein kuch.
par dil ki baatein balehi zubaan pe na laapeye lekin uske aankhein sab kuch bayaan kar deti hai.
aaj shera and kalyani ke scenes ke waqt bas shera ke aankhon mein dekhna sab samaj aajayega ki woh shera hai ya malhar.
mainly woh face to face waala scene.
and reem and sehban's acting was amazing as usual. 👍🏼
Hayyeeee seriously.... their dialogue delivery was so en pointe 💕🤗💃
Dil kush hogaya 💃🤗💕