Originally posted by: Pranushka_723
Aap hi ka to username hain Nalayak Bete Ka Baap!
Main to shareef, pyara bacha hoon... matalb apko aur ek bacha hainš„ŗ
Nalayak toh tu hai! š” Humesha kuch gadbad karta raheta hai...aur yeh "dusra beta dursa beta" karna band kar warna teri Mummy mujh par shak karegi


