Originally posted by: Pranushka_723
Aap hi ka to username hain Nalayak Bete Ka Baap!
Main to shareef, pyara bacha hoon... matalb apko aur ek bacha hain🥺
Nalayak toh tu hai! 😡 Humesha kuch gadbad karta raheta hai...aur yeh "dusra beta dursa beta" karna band kar warna teri Mummy mujh par shak karegi


