just posted it on twitter
my new poem on weekend (modified)
karne ko kuch khaas nahi
zindagi mein koi aas nahi
kisi cheez ki mujhe pyaas nahi
kar sakta mujhe koi badhawas nahi
exciting weekends ka itihaas nahi
subah hai par chai mere paas nahi
chai hoti toh karta main yeh bakwaas nahi
meri is dard bhari kahaani pe
karta koi vishwaas nahi
lol
11