mujhe prerna hamesha bajaj ke saath hi achi lagti hai par aaj ka scene dekh kar sirf yahi pata chalta hai ki aaj bhi anu prerna ko chahta hai aur aaj bhi prerna ko dukh hai apne pyar ke safal na hone ka
prerna aisa samjhti hai ki anu ne bajaj ko mara lekin phir bhi usse baat karti hai usse aaj usne apne dukh bhi baatein
lekin agar iska ulta hota agar bajaj ne anu ko mara hota to i am dead sure prerna bajaj ki shakal bhi na dekhti
yahi farq hai anu aur bajaj mein
isko forcibly hug karna nahin kahtein ye pyar hai
prerna itni kamzor bhi nahin ki pm ne gale lagaya aur wo lag gayi
prerna dukhi thi aur dukh insaan hamesha apno se batta haiaur wo hi prerna ne kiya
bahut pyara bhara bahut hi pyara scene tha 👏
anu ka pyar aaj bhi kahin na kahin zinda hai