gum aur khushi main fark karuin itni bhi fursat nahi, kisi ke liye jiyion aisi koi hasrat bhi nahi, bas dohra raha huin her lamha, subah, shaam aur raat, ki zindagi phir se suru karne ki koi vajah bhi to nahi.
Tute he khawab aise, ki aab dekhe nahi jata, Tute he arman aise, ki aab jode nahi jata, Dil ka dard leke hum gaye jo unke pass, Unhone bhi keh diya rishta tumse nibhaya nahi jata
Ruthe he woh kuch aise, ki ab manay nahi jata, Parwah kiski karu yeh mujhe samaj nahi ata, Jinse ki thi wafa humne dilo janse, Who kehte he tumhara dard hume samaj nahi aata,
Aab to eak hi gujarish he us khuda se bhi, mat de hume aur jindgi unhe chahne ke liye, unko pana to humari kismat me hi nahi tha, aab to bula le bewafai ki mehfil sajane ke liye.
comment:
p_commentcount