Hay guzarish key palat jaa merey gham khaney sey
Iss jagha ujhrey huwey log raha kertey hein
Saqi terey karam pey bara naaz tha mujhey
Naakaam ja raha hoon muqadar ki baat hay
Hay guzarish key palat jaa merey gham khaney sey
Iss jagha ujhrey huwey log raha kertey hein
Saqi terey karam pey bara naaz tha mujhey
Naakaam ja raha hoon muqadar ki baat hay
Diloon mien mehkatey huwey jazbey nahin miltey
Ujrey huwey gulshan mien parindey nahin miltey
Kiyun dil mien chupkey sey utar jatey hein key
Jinn sey qismat key sitarey nahin miltey
Naa dil hie thehra' naa ankh jhapki' naa chain paya' naa khawab aya
Khuda dikhaye naa dushmanoon ko' jo dosti mien azaab dekha
Jo tajh ko paya to kuch naa paya' yeh khakdan ham ney khak paya
Jo tujh ko dekha to kuch naa dekha' tamaam aalam kharab dekha..
Rukh-e-roshan key aagey shamaa rakh ker woh yeh kehtey hein
Udher jata hay dekhein ya idher parwana aata hay..
Naa pooch dil ki haqeeqat magar yeh kehtey hein
Woh beqaraar hay jiss ney beqaraar kiya..
Jiss sham barastey hain terey hijar key baadal
Uss shab ko koi hijar kaa taraa nahin hota
Yunhi merey pehloo mien chala aata hay aksar
Woh dard jissey ham ney pukara nahin hota
sab sey nazar bachaa key woh mujh ko kuch aisey dekhta
aik dafa to ruk gai gardash-e-maah-o-saal bhi
meri talab tha aik shjakhs woh jo nahin mila to phir
haath duaa sey yoon gira' bhool gaya sawaal bhi
Chand ki roshni
shuroo raatoon ka chand tha
phir bhi
saara bagh roshni sey
bhara huwa tha
jaisey hamarey dil
muhabat sey...
comment:
p_commentcount