Chapter 26
Now I'am back with the next part of zindagi ke silsilay.. sorry I had to post my story earlier but some other things cropped up because of which I could not continue the story.. but now I'am continuing the story.. hope u all like this part…
Recap :- sujal aur kashish ek saath bohat khush hothe hain.. is sab ke khushiyo ke beech tapak padthi hain maya.. sujal maya ko warn kartha hain ki woh unki zindagi se durr rahe.. phir ghar phohanch kar sujal akshat ko saari baatein batatha hain.. akshat sujal aur kashish ka saath detha hain…
Ab agge…
Zindagi ke silsilay :- part 27..
Sujal & kashish apne kamre mein jaathe hain…sujal sees that kashish is sitting on the bed & blowing at something on her hand.. he goes & sits beside her & sees that kashish ke haath mein ek choti se wound hui hain { the time when maya caught her hand } sujal usse dekhtha hain aur kehtha hain :- kashish dard ho raha hain kya ?? { kashish just nods her head as yes } I'am sorry kashish meri wajah se tumhe itni takleef
kashish apna haath sujal ke mooh pe rakh khar kehthi hain :- nahi sujal mujhe dard tumhari wajah se nahi ho raha hain.. tumne aaj joh mere liye kiya hain main tho bohat khush hoon.. mujhe tho ek pal ke liye laga tha ki maine mere sujal ko kho diya hain lekin phir tumne mujhe haarne nahi diya.. yeh dard tho us khushi ke agge kuch nahi joh tumne mujhe aaj di hain….. I love u sujal..
sujal kashish ka haath apni taraf kartha hain aur kashish ke chot par kiss kartha hain aur kehtha
hain :- ab dard kum hua..
kashish smiles & both of them hug…….
Song in the background :-
" wada raha pyaar say pyaar ka
ab hum na hongey juda.........
wada raha pyaar say pyaar ka
ab hum na hongey juda.........
yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
chahey tumey kis qader mera dil tum ko nahi ha pata ...
yeh.... meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
wada raha..........yeh wada raha.........
dono jahan ko bulaoon mey essi lagi hai
tujh say lagan
chahey kaho issey awargi chahey kaho issey deewanapan
dil ney kaha dil ney suna....
mey ney tumhey dilbar chuna..
ab duriyan na rahi dermiyaan
kya rang laye wafa........
yeh meri dhadkaneein sun raha hai khuda........
wada raha yah wada raha.....
dekha tumey to essa laga
mujh ko mila manzil ka pata
chalana hai hum ko ab sath mein
tum say jura mera raasta ....
mey ney li hai qasam
paoon tumey janum o janum ..
sajdey kiya shaam o saher
maanga hai tum ko sada.
yeh.meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
haaaaaaaaaaaaaaaaaaan
wada raha pyaar say pyaar ka ...
wada raha ....
wada raha pyaar say pyaar ka
ab hum na hongey juda.........
wada raha pyaar say pyaar ka
ab hum na hongey juda.........
yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
wada raha yeh .
wada raha ....
pyaar say pyaar ka..
wada raha yeh wada raha...."
khair phir agle din ki subah hothi hain.. sujal is awake kashish is still sleeping sujal sees are sleeping deeply so he does not want to disturb her.. sujal ut jaatha hain aur fresh hone chala jaatha hain.. sujal kuch dher baad jab fresh hokar aatha hain tho woh dekhtha hain ki kashish ab bhi soo rahi hain.. sujal sees that kashish ke chehre par halki si muskaan chayi hui hain.. woh kuch dher ke liye bas kashish ko dekhthe jaatha hain aur kashish ki muskaan dekhkhar apne aap se yeh wadaa kartha hain ki woh kissiko bhi kashish ke chehre se yeh muskaan cheenne nahi dege.. aur woh hamesha yeh hasi banaye rakhega.. sujal for some more time looks at kashish then leaves the room.. sujal jab bahar jaatha hain tho wahaan koi nahi hotha siway {except} prem ke joh apni laptop mein koi kaam kar raha tha.. sujal prem ke pass jaatha hain..
sujal :- morning prem…
prem { sees sujal } :- morning jeejz…aap kab aaye maine tho dekha hi nahi..
sujal :- abhi aaya hoon.. kya kar rahe ho ?? kaam mein itne mhasroof ho… kahiin girl friend ko mail tho nahi kar rahe the { he says teasingly }
prem :- {smiles } kya jeejz aap bhi.. main tho bas ek project par kaam kar raha tha.. aur main chahtha tha ki sabke utne se pehle main yeh kaam kar loon.. kyunke agar sab ut gaye tho koi mujhe kaam karne nahi dega..
sujal :- main tho bas mazak kar raha tha… achcha theek hain tum apna kaam continue karo main chaltha hoon…
sujal get's up to go.. jab prem sujal ko bulatha hain..
prem :- jeejz…
sujal mudke dekhtha hain aur kehtha hain :- kya hua prem kuch kaam tha ???
prem :- jeejz baitiye na mujhe aapse kuch baat karni hain..
sujal :- nahi prem tum kaam kar rahe ho main tumhe disturb nahi karna chahtha..
prem :- { closes the laptop & says } jeejz kaam tho baad mein bhi ho saktha hain.. aap please baitiye na..
sujal sits & prem starts talking..
prem :- jeejz pehli baat I'am sorry aur dusari baat thanku…
sujal is confused he says :- prem yeh sorry , thanku kiss liye.. main samjha nahi…
prem :- jeejz sorry is baat ke liye ki kal raat maine aapko ghalat samjha tha jab maya aayi thi , mujhe aap pe bohat ghussa bhi aaya tha ki aap chup chaap maya ki baatein sun rahe the… par jab aapne dii ka saath diya tho mujhe vishwaas ho gaya ki dii ne apne liye sahi jeevan saathi chuna hain… aap jaanthe hain jab mujhe patah chala ki dii ne apna jeevan saathi chun liya hain tab mujhe laga ki patah nahi woh insaan kaise hoga kya woh dii ko khush rakh payega kya woh dii ko samaj payega aise kayi sawaal mere dil mein ute the…. phir dii PARIS aayi tab maine unse poocha ki aap kiss tarah ke insaan ho.. aur us din joh joh baatein dii ne aapke bare mein kaha aap bilkul waise hi hain.. aur aaj mujhe khushi hain ki aap meri dii ki zindagi ka sabse ahem hissa hain.. aap woh shaks hain jisne dii ko pyaar ka ehsaas dilaya.. apne dii ke liye joh kuch bhi kiya us sab ke liye main jaantha hoon ki thanku kaafi nahi hain par phir bhi main aapko thank kartha hoon kyunke meri dii ki har khushi sirf aapse judi hui hain… { prem's eyes get teary while telling all these things } sujal bas prem ko dekhthe jaatha hain aur smile kartha hain..
sujal :- prem tum mujhe thank kyun kar rahe ho.. main kashish ke saath hoon tho is mein sirf aur sirf mera swarth chupa hain..{ prem looks at him with a raised eye -brow confused & sujal continues} :- kashish mere liye sabse anmol hain kashish mere zindagi ka mujhe mila sabse haseen tofha hain.. main kashish ke bina apna ek kadam bhi aage bada nahi saktha..meri har khushi usse judi hui hain.. jab woh hasti hain tho main khush hotha hoon jab woh rothi hain tho main udass hotha hoon….kashish meri zindagi main ajnabi bankar aayi , phir woh meri dost bani , phir woh woh shaks bani jisse maine haalat ki wajah se sabse zyada nafrat kiya , phir jab mujhe meri ghalthi ka ehsaas hua tab woh mera pyaar bani , par in sabse upar aaj woh meri zindagi hain jiske annkhon se behne wale ek aasu ko rokhne ke liye main kuch bhi kar saktha hoon main usse dard pohanchane wali har cheez ko mita saktha hoon… mere liye kashish se badkar zindagi mein kuch bhi nahi khud meri saansein bhi nahi.. aur prem tumhe kabhi fikhar karne ki zaroorat nahi hain har woh cheez joh kashish ko chot pohanchathi unhe pehle mera saamna karna hoga..mere jeethe jee main kashish ko har dard har talleef se durr rakhuga..yeh mera wadaa hain tumse….
prem sujal ki baatein suntha hain & bohat khush hotha hain..
prem :- thanks jeejz { his eyes are teary }
sujal just comes to prem pats on his shoulder & then prem & sujal hug……
phir sujal prem se kehtha hain :- waise prem kashish mere bare mein tumhe kya keh rahi thi.. { he asks cheekily }
prem :- kyun jeejz aap kyun jaan na chahthe hain { he says teasingly }
sujal :- bas aise hi prem , just for information dekho har insaan yeh jaan na chahtha hain ki woh insaan joh uske liye sabse zyada mayine rakhtha hain woh
insaan uske bare mein kya soch tha hain.. tho is liye main jaan na chahtha hoon…
prem :- hmm….theek hain.. main aapko batatha hoon ki dii ne aapke bare mein mujhe kya bataya.. dii ne mujhe bataya ki aap kabhi apni feelings ka dikhawa nahi karthe , dii ne yeh bhi bataya ki kabhi aap daant dethe hain tho kabhi khud apni ghalthi maan kar sorry keh dethe hain , unhone bataya ki kabhi kabhi aap ek chote bachche se bhi masoom hain tho kabhi ek samajdhaar business man..
sujal yeh sab sunkar smile kartha hain kyunke woh jaantha hain prem joh kuch keh raha tha sab kuch such hain..
prem :- aur jeejz aapse milkar mujhe vishwaas ho gaya ki aap bilkul waise hain jaise dii ne bataya tha.. aur mujhe khushi is baat ki hain ki jitna pyaar dii aapse karthi hain aap bhi unse utna hi pyaar karthe hain..
prem aur sujal ki baatein chalthi rehthi hain jab sujal ko kashish ki awaaz sunayi dethi hain..
kashish { in her room } :- sujal …sujal..
sujal kashish ki awaaz suntha hain aur prem se kehtha hain :- prem shayad kashish jaag gayi hain , main jaake dekhtha hoon…
prem :- theek hain jeejz..
sujal excuses himself & goes to the room..
woh jaise hi enter hotha hain tho dekhtha hain ki kashish is sitting on the bed & is rubbing her eyes.. kamre mein kisski aahat hothe hi kashish kehthi
hain :- sujal
sujal walks over to kashish aur uske saamne baiththa hain aur kashish ka chehra apne haatho mein lekar uske fore head par kiss kartha hain aur kehtha hain :- morning jaan..
kashish :- sujal tum kahaan the , aur tumne mujhe jagaya kyun nahi jaanthe ho jab tumhe maine apne pass nahi paya tho meri tho jaan hi nikal gayi thi { she says innocently }
sujal :- kash main kahaan gaya tha , bas maine tumhe soothe hue dekha tho main tumhe disturb nahi karna chahtha tha main bas bahar prem se baat kar raha tha…
kashish :- sujal tum please kabhi mujhe akela mat chod dena main chahthi hoon ki jab bhi main apni aankhein band karo aur jab bhi apni aankhein kholu tho sabse pehle mujhe sirf tum nazar aao…
sujal :- kashish main tumhare saath har pal rahoonga.. main tumhe kabhi akela nahi hone doonga… aur jaan main tumhari jaan kaise nikal saktha hoon meri jaan tho tum mein basti hain.. { he says this & smiles }
sujal ko phir prem ki baat yaad aathi hain ki kashish uske bare mein kya soch thi hain.. sujal smile kartha hain kashish yeh dekhthi hain aur sujal se poochthi hain :- kya hua sujal , kyun muskura rahe ho ??
sujal :- woh kuch nahi mujhe bas prem ki baat yaad aagayi..
kashish { confused } :- prem ki kaunsi baat ???
sujal :- nahi kuch khass nahi woh mujhe bas bata raha tha ki tum mere bare mein kya sochthi ho…
kashish :- { she hits him on his arm & says } bad manners kabhi dusaro ki baatein nahi jaanna kartha..
sujal :- common yaar kash tum biwi ho meri aur mujhe poora hakh hain yeh jaanne ke liye ki tum mere bare mein kya sochthi ho.. aur agar main nahi jaan paatha ki tum mere bare mein kya sochthi ho tho phir mujhe kaise patah chaltha ki tum mujhko mujhse behatar jaanthi ho..
kashish looks down shyly sujal keeps her hand on her chin makes her look up & keeps staring at her & romantically says :- kashish main ne tumko ek baat tho batayi hi nahi
kashish :- woh kya bhala ??
sujal :- woh yeh Mrs. Sujal garewal ki aap jab bhi
{ he kisses her on the right cheek } so ke utthi ho {he kisses her on the left cheek } tab aap bohat bohat bohat khobsurat lagthi ho { he kisses her on her forehead } kashish just shies away & hugs him tightly…..
kashish then separates from sujal & says :- sujal this is not fair tumne tho prem se pooch liya ki main tumhare bare mein kya sochthi hoon par ab main kiss se jake poochu ki mere pyaare pati dev mere bare mein kya sochthe hain .. { she acts as if she is thinking} aur tum tho apni dil ki baat kissi ko bhi batathe nahi ho { she says sulking }
sujal catches hold of kashish hand very cutely says :- hmm.. yeh baat tho sochne layak hain tho tum jaanna chahthi ho ki main tumhare bare main kya sochtha hoon.. fikar not main abhi tumhe bathatha hoon ki meri tumhare bare mein kya rai hain..
kashish looks at him & sujal starts :- pehli baar jab maine tumhe airport pe dekha tho mujhe laga ki tum har kissi pe vishwaas bohat jaldi kar lethi ho , tum bohat bolti ho , tum interfere karthi ho par in sab baton ke beech tumhare andar ek masoom sa dil hain joh kissika bura nahi chahtha.. phir tum meri dost bani aur tumne dosti ke rishthe ko bakhoobi nibaya , jab maine tumhe shaddi ke din dekha tho main tumse sach kehtha hoon main tumhare chehre se nazar nahi hata paya , maine tumhe har mushkil ka saamna karthe hue dekha phir bhi tumne kabhi haar nahi mana.. tho mere hisaab se tum masoom , chan chal , kabhi na har maanewali ek strong ladki ho khoobsurat ladki ho... is strong ladki ka ek aur chehra bhi hain woh darrthi hain magar kabhi kissiko apna darr dikhathi nahi.. kashish aaj main tumse kuch kehna chahtha hoon..
{ kashish looks up at him } kashish thanks for always being there tum meri zindagi ho.. main apna har ek kadam tumhare saath chalna chahtha hoon.. bolo kashish dogi mera saath
{sujal apna haath aage kartha hain } kashish looks at him uske aankhon mein asoon hothe hain and she places her hand on sujal's hand… sujal kashish ke aasoon pohanchtha hain aur phir sujal kashish hug karthe hain……
Song in the background :-
" tujhe dekh dekh sona ...tujhe dekh kar hai jagna ..
maine yeh zindagani ..sang tere bitani ..
tujh main basi hai meri jaan hai
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye ......
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye ......
tujhe dekh dekh sona ...tujhe dekh kar hai jagna ..
maine yeh zindagani ..sang tere bitani ..
tujh main basi hai meri jaan hai
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye ......
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye .....
kab se hai dil main mere armaan kayi ankahe ..
kab se hai dil main mere armaan kayi ankahe ..
inn ko tu sun le aaja ..
chahat ke rang chadha ja
inn ko tu sun le aaja ..
chahat ke rang chadha ja……
kehna kabhi to mera maan hai……..
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye .....
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye .....
lagta hai yeh kyon mujhe sadiyon se chahoon tujhe ....
lagta hai yeh kyon mujhe sadiyon se chaoon tujhe
mere sapnon main aake aapna mujhe ko bana ke ...
mere sapnon main aake aapna mujhe ko bana ke
mujh par tu kar ehsaan hai ..
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye .....
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye .....
tujhe dekh dekh sona ...tujhe dekh kar hai jagna ..
maine yeh zindagani ..sang tere bitani ..tujhmain basi hai meri jaan hai
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye ......
jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak..jiya dhadhak dhadhak jaye ......"
khair phir bahar scene kuch aisa hotha hain ki
akshat , sneha aur prem sabko piyush ki sachayi batathe hain.. sabhi shocked ho jaathe hain.. tab sujal , kashish bhi wahaan par aathe hain.. sabko piyush ke kiye par behad ghussa aa raha tha.. jab rishi kehtha hain :- BIG B us piyush ko tho ab main nahi choduga.. usne aapki aur bhabhi ke zindagi mushkhilo se bhar di yahaan thak ki unhone har woh koshish ki jisse aap aur bhabhie alag ho… usse tho main nahi choduga. [he bangs his hand on the wall ]…
sujal :- rishi yeh kya kar rahe ho.. itna ghussa kyun ho rahe ho ??
at this point pratham says :- sujal rishi sahi hi tho keh raha hain piyush ne joh kuch bhi kiya woh ghalat kiya aur hum usse in sabse itni aasani se tho choot ne nahi denge..
swayam :- bilkul sahi.. hum usse nahi chodenge..
sujal :- are lekin pehle tum log meri baat tho suno..
kavya :- nahi sujal hum teri koi baat nahi sunenge.. tune pehli baat itne dino se hum sab se yeh baatein chuypayi.. aur ab tu kehtha hain ki hum ghussa na ho..
akshat { intervents in between & says } :- are yaar pehle tum log uski baat tho sunlo ki woh kya kehna chahtha hain… phir joh karna hain woh karenge..
kavya :- sujal , akshat tum logo ki baato se mujhe aisa kyun lag raha hain ki tumhare dimaak mein koi plan chal raha hain ??
sujal :- { walks towards kavya places his hand on kavya's shoulder & says } :- bilkul sahi.. ab tum log suno hum karna kya chahthe hain.. sujal starts telling everybody something to which they raise some doubts & clarify them….
sujal :-___________________________________ ____________________________________________________________ ________________________
{sorry guys me can't hear what sujal is saying I think I have some hearing problem }
jahaan yeh sab baatein hothi rehthi hain wahii dusari taraf maya ghusse se laal ho rahi hothi hain usse reh rehkar sujal ki baatein yaad aathi hain woh baatein uske dil mein kaanto ki tarah chub rahi rahi.. woh badle ki aag mein jal rahi thi.. ab woh piyush ka number try karthi hain par piyush maya ke calls ko avoid kar raha tha kyun ke woh jaantha tha ki maya apne kaamo mein nakamiyaab rahi par woh yeh nahi jaantha tha ki ab sujal kashish ek dusare se pyaar karthe hain.. maya piyush ko batana chahthi thi ki sujal ko uske { piyush } ke bare mein sari sachchayi patah hain par piyush hain ki phone hi nahi uta raha tha.. { woh phone na utakar khud apni maut ko bulava de raha hain }
aur dujii taraf sujal finishes talking & then akshat speaks out..
akshat :- sujal piyush ne in sab kaamo ki shuruwaat ki thi ab hum isse anjaam thak pohanchayenge..aur jeet humari hogi sirf humari…
all together say :- done..
rishi & swayam say :- ab piyush ka kaam hum thamaam karenge mazaa aayega..
the talks carry on how they will trap piyush in his own dug pit where he wanted the garewals to land up in..…
baatein aur masti karthe karthe shaam ka waqt aa jaatha hain.. all go & get ready to go to the airport..
sabhi bohat udaas hothe hain..
all reach the airport sujal & his family bid good bye to kashish's sisters & prem..
kashish :- tum sab apna khayal rakhna..
mehak:- haan dii hum sab apna khayal rakhenge..
anjali :- aur kash tu bhi apna khayal rakhna..
kashish hugs all her sisters & prem .. family se judaa hone ka gham kashish chehre par saaf jhalak raha tha.. uske aankhon se halke se asoon nikal rahe the.. sujal kashish ko aise dekh na paya..kashish ke aankhon se ghirtha hua ek ek aasoon sujal ke dil ko cheer ne lage.. par sujal kuch kar na paye.. woh bas chup chaap khade kashish ko dekhe jaa raha tha.. than they proceed to take their flight back to INDIA..sujal & kashish enter the flight & settle themselves on their seats.. sujal kashish ko dekhtha hain jiski aankhein ab bhi num hothi hain & kashish is slowly rubbing her tears away…kashish sees sujal observing her & she asks with a confused expression :- kya hua sujal , aise kyun dekh rahe ho ??
sujal just places his hands on kashish's cheeks & then takes kashish's tear in his hands & tells :-
{ innocently asks } kashish tum itna rothi kyun ho , tum jaanthi ho tumhare ek ek asoon mere liye kitna keemthi hain aur tum ho ki jab dekho inko bahathi rehthi ho aur waste karthi rehthi ho ..{ he says to lighten the mood }
kashish just looks at him & smiles sujal continues :- kashish tumhe yaad hain pichli baar jab hum PARIS aaye the tab humme ghalatfaimiyo ki wajah se ek dusare ke saath ko kho diya tha…
kashish :- haan sujal mujhe sab kuch yaad hain main kuch nahi bhooli lekin sujal yeh kismat ke khel bhi tho dekho aaj tum aur main ussi jagah se ek hokar
{ she takes his hand & entangles it with her's & continues } jaa rahe hain jahaan hum alag hue the..
ab bas sujal ab aur nahi humme ne pyaar se zyada nafrat mehsoos kiya hain , humne milan se zyada judaii dekhi hain humare is rishthe main.. ab main tumhare bina apni zindagi ka ek pal bhi nahi soch sakthi..
sujal looks at kashish very lovingly & says :- kashish main tumse wadaa kartha hoon ki hum dono ka saath hamesha bana rahega { he tightens his hold on kashish's hand } main kissiko bhi humare is rishthe ke beech aane nahi doonga kashish.. main tumhare liye kuch bhi kar saktha hoon kashish chahe who
kissiki jaan lena ho ya phir tumhare liye apni jaan dena… kashish places her hand on sujal's mouth both sujal & kashish look at each other & are lost in their dream world
Song in the background :-
" Agar tum mil jao………
Zamana chod denge hum……….
Agar tum mil jao……………..
Zamana chod denge hum………..
Agar tum mil jao………….
Zamana chod denge hum…………..
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum………..
Agar tum mil jao………………
Zamana chod denge hum…………….
Agar tum mil jao………………
Zamana chod denge hum……………….
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge……….
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge……………
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge………..
Teri soorat na ho jis mein………………..
Teri soorat na ho jis mein………….
Woh sheesha tod denge hum……..
Agar tum mil jao………….
Zamana chod denge hum………..
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge………
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge…………..
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge…………..
Kasam teri kasam…………..
Kasam teri kasam…………….
Taqdeer ka roog mod denge hum……….
Agar tum mil jao……………..
Zamana chod denge hum…………"
{ sujal ,kashish just keep staring at each other & then remember their past happy moments jab woh dost
bane , jab woh shaddi ke bandhan mein jude , jab woh dono ek dusare ki taraf attract hue aur jab woh dono ek hue } yeh sab sochkar un dono ke chehre par muskaan aa gayi.. aur aise hi pyaar bhaari baato se unka flight INDIA mein land ho gaya…{ may be agle din ke shaam ko }.. sab log flight se bahar nikalthe hain… aur ghar jaane se pehle sujal aur sab baatein karthe hain..
Sujal :- tho ab ghar jaakar humara natak shuru hotha hain…
Rishi :- ab is sab mein mazaa aayega….
Akshat :- kyun kashish taiyaar ho natak ke liye…
Kashish :- haan kyun nahi….
Kavya :- chalo ab hum ghar chalthe hain..
{ kavya has shifted his business to Shimla so he is staying with the garewals }
sab ghar pohanchthe hain.. sujal , kashish yeh baat dhyaan mein rakhthe hain ki piyush ke saamne unka mood ukda ukda ho.. woh dono piyush ke saamne ek dusare se durr rehne lage… taaki piyush ko kahiin shak na ho jaye..
un logo ke ghar pohanchthe hi un sabko ek shock miltha hain.. un sabke saamne vasu khadi hothi hain…
sab shocked hothe hain jab veena aake kehthi hain :- tum sab log itne hairaan kyun ho gaye ho.. vasu hi hain koi aur nahi hain…{ woh sab shocked hain ki kahiin yeh bhoot tho nahi aur waise bhi woh kissi bhoot se kum nahi lagthi…..lol…}
sujal :- mumma par yeh…
veena :- sujal hum bhi aise hi shock hue the jab humne vasu ko mandir mein dekha.. flight crash ke baad vasu bach tho gayi thi par uski yaaddast kho gayi thi.. yeh itne saal mumbai ke city hospital { sorry koi aur naam sujha nahi } iska treatment chal raha tha par koi asar na hua phir vasu ke further treatment ke liye iske doctor isse yahaan le aaye.. aur main jab mandir gayi thi maine vasu ko dekha vasu mujhe dhekhthe hi behosh ho gayi aur phir iske doctor ne humme saari baat batayi aur jab isse hosh aaya tho isse sab kuch yaad aagaya………
sab vasu se milthe hain aur phir apne apne kamro mein chale jaathe hain…
sujal kashish feel something fishy about vasu's presense in the house.. yeh baat akshat ko bhi mehsoos hui kyunke jab veena sab kuch bata rahi hothi hain tho piyush ek khone ne mein khada ek wicked smile kar raha tha joh akshat observe kartha hain…
sujal , kashish apne kamre mein hothe hain woh dono sofe par baite baatein kar rahe hothe hain..
kashish :- sujal mujhe yeh vasu aunty ka aana kuch theek nahi laga.. mujhe lagtha hain kahiin kuch gadbad hain..
sujal :- haan kashish shayad tum sahi keh rahi ho.. shayad yeh bhi piyush ki koi chaal ho..
kashish { getting worried }:- sujal kahiin woh humare pariwaar ko thodne mein kamiyaab na ho jaye..
{ sujal starts moving close to kashish but kashish does not observe this & she continues talking } mujhe.. mujhe bohat dhar lag raha hain sujal kahiin sab kuch phir ghalat na ho … before kashish could complete the sentences sujal kisses kashish on the cheeks.. kashish is surprised & looks at sujal…
sujal {smiles & says }:- kashish ab kuch ghalat nahi hoga.. main kuch ghalat hone nahi doonga.. tumhe mujh par vishwaas hain na ?? { he looks at kashish }
kashish just goes into sujal's arms & says :- sujal mujhe tum par apne aap se zyada vishwaas hain.. tum meri himmat ho tum agar mere saath ho tho main har mushkhil ka saamna kar sakthi hoon..
sujal :- kashish tum bhi tho meri himmat ho aur agar hum dono saath hain tho hum har namumkin cheez ko mumkin bana sakthe hain… sujal & kashish tighten their grip on each other.. aur sujal aur kashish ek saath kehthe hain :- I love you.. both smile & remain in that position…
after some time kashish leaves sujal & starts walking when sujal holds kashish's hand.. kashish turns around..
kashish :- { confused } :- kya hua sujal , kuch chahiye kya , main tho thodi dher neeche jaa rahi hoon socha mumma se thodi baatein kar loon…
sujal :- haan kash woh bas ek bas ek ek … { he hesitates & stops }
kashish :- kya sujal tum bhi kharab tape recorder ki tarah ek ek par atke hue ho.. ab jaldi batao tumhe kya chahiye nahi tho main jaa rahi hoon……
sujal :- jaan mujhe ek kiss chahiye..
kashish sees him & shies where as sujal sees her & smiles..
kashish :- { naughtily says } nahi milegi , ab tum mujhe jaana do.. kashish tries to free her hand from sujal's grip but then sujal does not leave her & instead pulls her back to the sofa.. sujal catches her shoulder turns her towards himself & says :- tho kya keh rahi thi aap mujhe meri kiss nahi milegi..kyun………{ he keeps moving closer & closer towards kashish romantically while kashish tries to move away }
kashish :- sujal yeh kya kar rahe ho ??
sujal :- pyaar { he says with a twinkle in his eye } .. & he goes more close to kiss her when there is a knock on their door….
Sujal { gets irritated } :- ufff…. ab kaun aa gaya…{ he sulks }
Kashish sees him sulking she giggles & says :- main abhi dekhthi hoon.. sujal let's go of her & kashish opens the door….. kashish sees akshat standing in front of her..
Kashish :- are aki tum is waqt yahaan koi kaam tha , andar aao na..
Akshat enters the room & says :- woh actually mujhe tumse aur sujal se ek zaroori baat karni thi.. kahiin maine tum dono ko disturb tho nahi kiya..
Sujal :- are nahi aki aake baith aur bata kya baat
hain , koi serious baat tho nahii..
akshat sits & then starts talking :- sujal mujhe lagtha hain ki mom ka zinda wapas aana yeh koi chamatkaar nahi par un logo ki sochi samjhi chaal hain..
kashish { intervents in between & says } :- par akshat tum apni mom ke irade par kyun shak kar rahe ho.. kya tum khush nahi ho ki tumhari mom zinda hain..
akshat :- kash main unke bare mein jaantha hoon.. woh bhi piyush ki tarah hi hain.. aur main un par vishwaas nahi kartha…….
Sujal :- akshat tere aise sochne ke liye koi khaas wajah hain kya ??
Akshat :- haan wajah tho hain..
Kashish :- kaunsi wajah aki..
Akshat sujal aur kashish ko piyush ke reactions ke bare mein bathatha hain jab woh log neeche hall mein the..
Sujal :- achcha aki hum patah lagane ki koshish karthe hain..
Akshat :- ek aur baat main tum dono se maafi maangna ..
Sujal { cuts him & tells } :- maafi kiss baat ki akshat tum tho humara saath de rahe ho.. aur humme tho tumhara shukrguzaar hona chahiye tum humare liye itna sab kuch joh kar rahe ho..
Akshat :- nahi sujal main kuch nahi kar raha hoon main joh bhi kar raha hoon apne pariwaar ke liye kar raha hoon apne dosto ke liye kar raha hoon apne liye kar raha hoon..…
Kashish :- aki tum jaisa dost sirf naseeb walo ko hi miltha hain…
Sujal , akshat & kashish share a friendly hug & then akshat leaves the room…
Then kashish & sujal are sitting on the bed & kashish starts talking about akshat etc etc.. sujal does not reply anything to what all kashish tells.. he just says a ok or ya in between… kashish sees that sujal is not answering properly so she looks up at him…
Kashish dekhthi hain ki sujal bas usse hi dekhe jaa raha tha…
Kashish :- kya hua sujal aise kyun dekh rahe ho ??
Sujal :- main tho dekh raha tha ki meri biwi kitni khoobsurat hain…
Kashish smiles & looks at him….
Sujal :- kashish tumhe yaad hain hum akshat ke aane se pehle kya kar rahe the { he says mischeviously & starts coming towards her }
Kashish { acts innocent }:- nahi tho mujhe tho kuch yaad nahi aa raha hain.. { she acts as if she is thinking } hum kya kar rahe the ??
Sujal :- achcha ji tho aapko yaad nahi … chalo theek hain main phir se yaad dila detha hoon.. mujhe koi problem nahi.. { he gives kashish a naughty smile} kashish sees that sujal is coming close to her she jhukifies her nazar & places her head on sujal's chest…
Sujal slowly moves kashish away from him he moves her hair backwards from her face kisses her on the eyes gently then on the cheek.. kashish kisses him on his cheeks hugs him & finally he kisses her on the lips & their lips lock once again….   ; ;
Song in the background :-
" Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge………
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge………….
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge…………
Khuda se bhi na jo toote………….
Khuda se bhi na jo toote………..
Woh rishta jod lenge hum……….
Agar tum mil jao………….
Zamana chod denge hum………..
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum……….
Agar tum mil jao……………….
Zamana chod denge hum…………
Agar tum mil jao…………
Zamana chod denge hum…………."
Tho guys here completes zindagi ke silsilay part 27.. I hope all of u liked it.. ab yeh jaanne ke liye ki ab piyush aur vasu ka bhanda kaise phootega , sujal kashish ke beech ab agge kya hoga , kya woh dono hamesha issi tarah saath rahenge ya phir unki zindagi lagi koi aur karwat aur woh dono phir se alag ho jaye { hmm kuch keh nahi sakthe } sujal kashish ne kya plan kiya hain woh piyush ko kiss tarah harayenge etc etc sawaalo ke jawaab jaanne ke liye padthe rahiye zindagi ke silsilay……
Plz aap sab mujhe maaf kar dejiye story post karne mein maine thoda time le liye.. aap ap please apne comments aur compliments post kare.. aur haan agar aapko yeh part pasand na aaya ho tho I'am sorry & u plz tell me what u din't like in this part so that I will not repeat the mistake again & correct myself…
I'am really very damn sorry once again for the delayed post…. I'll be waiting for ur comments , compliments & suggestions……
Love
Surya…
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Continue Reading next part >
Comments (40)
hey guys at present i'am typing my story it is almost half way past as soon as it completes i promise to post it...
18 years ago
thanks kiran..me will continue soon...
18 years ago
I jsut read ur fan fic and it is awsome plz cont. Kashish
18 years ago
guys please give me kal thak ka time do agar main aaj continue nahi kar payi tho kal zaroor kar doongi.......
18 years ago
thanku jyothi & saara thanku for the compliment i don't mind at all..friend's ke beech sab chaltha hain.....
18 years ago
Hey surya i think the name of ur ff shld be replaced by the name SHORT STORIES BY SURYA THE GR8(lol) i hope u didnt mind anyways continue soonnnnn and gr8 story (short one) and continue ZKS cant wait to read wat happens next Saraa
18 years ago
hey suri tussi gr8 hoon u rock . i just loved the story ab plz zks ki agli part bhi post kardo na yaar
18 years ago
farah , jasmine thank you both so much..... & me will continue my story soon...
18 years ago
..great yaar..hehe tum to cha gayi jo short stories likhne mein...lol...keep it up
18 years ago
very nice story.starting with the college background was superb as i like college stories.Sujal falling 4 another stupid girl & kashish advising him..so sweet,bcoz that shows how caring kash is.later sujal's luv 4 kash..then wen he dances with another girl,kash becomes possessive.its reall cute.anyways it'd a cute ending.good luv story with many developments as the time goes.its the luv story of diff periods
18 years ago