Chapter 20
Kashish is still avoiding sujal ….when finally sujal
speaks up..
Sujal :- { he calls her name slowly } kashish….
Kashish just looks up to him but does not say anything...
Sujal :- kashish woh ac t ually main tumse….tumse…..
Sujal is unable to tell anything further & kashish looking at him & keeps waitin g for him   ;to continue…..
Finally sujal after a long pause sujal continues :- kashish main tumse kuch baat karna &nb sp; chahtha hoon
Kashish :- lekin main tumse koi baat nahi karna chahthi….
Sujal :- kashish please meri baat tho suno………..{ he gives a pleading look }
Kashish :- sujal tumhe aaram ki zaroorat hain , tum rest karlo……….main bahar hoon , agar tumhe kuch chahiye ho tho bula lena………..
Kashish gets up from the chair turn s around to go out…when sujal   ;holds her hand from the back……
Kashish just turns back & gives him a stare & tries freeing her hand….but sujal grip on her hand was far more than her strength… sujal just keeps looking at kashish & does not leave her hand…….
kashish sees the way sujal is looking at her & she gets even more restless…….
Kashish :- sujal mera haath chodo { she says sternly }
Sujal :- chodne ke liye nahi pakda hain kashish { he says cheekily }
Kashish continues pleading but sujal does not agree .
Kashish :- sujal please mera haath chodo mujhe dard ho raha hain……… { she has got tears in her eyes }…..
Sujal :- nahi { he said firmly , he does not realize he is hurting her }
Kashish :- sujal please…….tears started rolling down her cheeks …….
Sujal sees her tears & then looks down at kashish hand , he realizes that he had caught kashish's hand so tightly that he had broken a couple of bangles on her hand & those bangles were hurting kashish & uske haath se choodi tootne ki wajah se khoon beh rahi thi…………..
As soon as he saw that he quickly left her hand , kashish just took her hand & was lo oking at her wound………
Sujal lifted his &nbs p; head towards   ;kashish but this time apologetically………..
he said in a lower voice :- kashish…….
Kashish once again did nothing but just looked at him with no expression on her face …..
Sujal :- kashish I'am sorry………I really did not mean to hurt you………main tho bas………
Kashish :- { just sees her wound & then looks at sujal } sujal & nbsp;please tumhe maafi maangne ki kya zaroorat , tum tho kabhi koi galthi karthe hi nahi , saari ghalthi tho sirf meri hain , maine tumhe apna dost samjha meri ghalthi , maine tumse shaddi ki meri ghalti , mujhe bharosa tha ki ek na ek din tum mere hoge meri ghalti…….
Sujal tries to interrupt her , but she does not give him a chance & continues talking……..
Kashish :- maine soche hum pehle dost hain aur dost hone ke wajah se agar humme agar ek doosre se kabhi koi shikayat hogi tho hum baith kar uska hal nikhalenge lekin dekho na sujal main is mein bhi ghalat hogayi , mujhe laga ki koi mera vishwaas kare na kare lekin vo sujal jo &nb sp;mera dost hain woh hamesha mera saath dega but no sujal I was wrong again & u proved me wrong sujal u proved me….
{ tears started pouring down her eyes & she continued } u did not   ; trust me… u trusted others but u did not trust ur WIFE…
{ kashish ki awaaz us kamre mein goonj rahi thi }
sujal ne kuch nahi kaha woh   ;bas sharminda   ; hokar kashish ki taraf dekh raha tha , kyunki sujal bhi ye jaantha tha ki kahiin na kakiin saari g halthi uski ha in kashish ki is halat ka zimedaar &n bsp;woh hi hain……….
Sujal:- kashish please tum mujhe apna haath do , tumhare zakhm se khoon beh raha hain……..
Kashish :- { looks at her wound & then says sarcastically } rehne do sujal chot bhi khud dethe ho aur marham bhi khud lagane ki baat karthe ho , wah , waise bhi ye zakhm usse kaafi achche hain jo zakhm& nbsp; tumhari baatein  ; sunkar mere & nbsp; dil ko mi le hain……. lekin chodo sujal tum kabhi nahi samjoge&n bsp; jo insaan kissi ke pyaar , dosti , feelings , emotions jaise   ; jazbaat ki qadar { value } nahi kar saktha usse aur umeed bhi &nbs p; kya ki   ;ja sakthi hain……..
Saying all this  ; kashish leaves the room , leaving a guilty sujal behind……………
In garewal house :- { akshat & pratham are there with the oberoi sisters in the main hall }
{ all the oberoi sisters have come & all her worried about sujal & kashish }
charu :- aki ab sujal jeeju kaise hain ?????
akshat :- charu ab sujal bilkul theek hain , don't worry…{ he gives a convincing look &nbs p; to charu }
archie :- aki kashish di kahaan par hain hum unse milna chahthe hain……
mehak :- haan aki main bhi milna chahthi hoon………..
akshat :- theek hain hum chalthe hain………waise gauri tumne uncle , aunty ko bataya sujal ke accident ke bare
mein ??????
gauri :- nahi aki , wo INDIA se bahar gaye hain kaam ke silsilay se tho maine ab thak nahi &nbs p;bataya …….ajj raat jab baat karungi tho bata doongi…….
Veena comes in & interrupts :- gauri beta batane ki koi zaroorat nahi hain……….woh log kaamaka pareshan ho jayege aur ab tho sujal bilkul theek hain na……….
Gauri :- theek hain aunty……….
Just then rishi & swayam come running down stairs….
Swayam :- mom app please mere aur rishi ka dinner BIG B aur kashish bhabhi ke dinner ke saath pack kar dejiye…
Pratham :- woh kyun bhai ??????????
Akshat :- haan kyun hum samjhe nahi……….????????
Rishi :- akshat , pratham woh is liye &nb sp; kyunki ajj maine aur swayam ne decide kiya hain ki hum ajj ka humara dinner hospital mein karenge BIG B aur bhabie ke saath…….
Pratham :- not a bad idea at all…… hum aisa karthe hu m sab bhi wahiin pe dinner kar lethe hain……..aunty { telling to veena } app aise kijiye ki app hum sabka ka dinner pack karwa dejiye………
Akshat :- bohat achche , isi bahane sujal aur kashish ko bhi company mil jayegi…………hospital mein rehkar bore ho gaye honge….
Veena:- { smiles } theek hain main abhi khana pack karwa dethi hoon…..aur haan charu , mehak , gauri archie tum log bhi wahiin apna dinner kar lena…….
Gauri :- nahi aunty , hum ghar jakar kuch kha lenge….
Veena :- nahi beta ghar jaane thak bohat dher ho jayegi , tho tum meri baat maan lo……..
All the girls are hesitant but finally give up to veena's request……..
{ ye tho hui ghar ki baat ab dekhthe hain hospital mein kya haal chaal hain }
HOSPITAL :-
Sujal ab bhi kamre mein akela hotha hain , woh apne appko khos raha hain ki uski wajah se kashish ki kya halat ho gayi hain . sujal ko kashish ki kahii hui saari baatein yaad aa rahi thi woh apne appko maaf nahi kar pa raha tha , woh soch raha tha :- kyun hui mujhse aisi
ghalthi , kyun maine kashish pe vishwaas nahi kiya , kyun maine usse apni baat kehna ka moukha nahi diya , kyun maine apno ki baat na sunkar parayo ki baat suni…..kyun , kyun akhir kyun…………. { he is very frustrated with himself }
SONG IN THE BACKGROUND :-
" Jaane kaisi hui hai { he thinks about how he hurt kashish }
Mujhse aisi nadaani..
Maine bikhrali aapni..
Zindagi ki kahani.
Paas ake bhi mujhse.. { he remembers their happy moments together }
Dur woh hogayi hain..
kaise batlaoon kisko..
Mera kiya kho gaya hai..
Dastaan dard bhari..
Oh oh oh oh..
Maine chahat ko meri.. { he thinks about all the time he behaved badly with her }
Apni haaton saza di..
Dil ye bezaar hua hai..
Cha gayi hai udasi..
Thoda sa pyar hua tha..
Thoda hai baaqi.." { he remembers her words which she just said & left the room………..}
He then thinks kaash mujhe ek mouka mil jaye taaki main kashish se apne kiye par maafi maang sakoon…………kaash….
{ Ab dekhthe hain kashish kahaan hain }
kashish chup chap kamoshi se corridor mein chal rahi hothi hain , uske aakhon se dhere se aasu beh rahe the…..woh soch rahi thi :- akhir kyun kiya maine aisa , kyun , maine sujal ko itna kuch keh diya kyun jabki main bhi ye achchi tarah se jaanthi hoon humare beech jho bhi ghalat faimiyan hain ye sab us piyush ne create kiya hain , is mein sujal ki tho koi ghalthi nahi hain usne tho usi tarah se react kiya hain jaise koi insaan us situation mein kartha , phir kyun maine us par apna saara ghussa nikaal baiti main maa nthi hoon ki sujal ne mujh par ilzaam lagaya par jab halat hi aise ho gaye tho hum tho kya koi bhi kya kar sakhtha hain……….kashish makes up her mind that she would go & try to make things normal between her & sujal at least for the time-being……….
SONG IN THE BACKGROUND :-
" Dil pe has ke liye hain……………..
Tumne jo gham bante the……………..
Phool samjha unko bhi…………….
Jo nukile kaante the……………..
Zakhm itne mile hain…………..
Hum gine bhi to kaise……………
Dil ke tukde hue hain…………………..
Hum choone bhi to kaisai……………………..
Booj gayai saare diye……………..
Oh oh oh oh…………….
Apni palkon ke talai…………..
Saari umeedein piyaasi……………..
Dard tazaa hai mera………….
Zakhm mera hara hain………………
Nafratho mein bhi teri…………………..
Pyaar mera chupa hain………………………
Har ghalat fahmi teri……………………………..
Oh oh oh oh……………………..
Dil se niklegi kabhi………….
Durr hogi udasi…………..
Jisko chaha hain maine……….
Woh hain harjayi…………
Thoda sa pyar hua tha………..
Ab bhi hain baki………….
{ flashes start coming in kashish's mind from the time they met , to the time they fought , to the time they became friend's, to the time they got married , to the time when misunderstandings cropped-up & to the time sujal accused kashish }
kashish aur sujal ek doosre ke khayal mein khoye hue hothe hain .. sujal ko lagtha hain ki usse ek baar kashish se baat karni chahiye woh dil se chahtha tha ki kashish pal bar ke liye hi sahi lekin ek baar andar aa jaye … kashish bahar ye sochthi hain ki shayad usse andar jana chahiye , kyunke usse lagtha hain ki kahiin sujal ko kissi cheez ki zaroorat tho nahi………
kashish badi himmat karke sujal ke kamre ki taraf chalne lagi.
Uske har ek kadam se uske dil main kai sawaal uth rahe the….. woh kamre mein enter hothi hain aur dekhthi hain ki sujal so raha hain.. kashish rahat ki saans lethi hain aur dhere dhere sujal ke bed ke pass aakar baith jathi hain…..
Woh wahaan padi   ; magazines ko padna shuru karthi hain , lekin aise karna mein usse zyada maza nahi aaya , woh bas panno ko palatthe palatthe apni&nbs p; aane wali zindagi ke soch mein ghum thi… ….tab hi sujal usse dekhtha hain aur usse kehtha hain………..
Sujal :- kashish agar tum magzine padkar bore ho gayi ho tho thodi dher mujhse hi baat karlo…….
Kashish looks at him with surprise because up till now she was under the impression that sujal so raha tha………
Sujal { understanding her confusion } :- ab aise confusion se tho mujhe mat dekho , main jaantha hoon ki tum soch rahi thi ki main so raha tha , lekin main sirf sone ki koshish kar raha tha , neend hi nahi aa rahi thi….
Kashish { trying to act normal } :- tho tab hi mujhe bata dethe na main magzine padke tho bore nahi hothi….
Sujal :- nahi maine socha ki agar tum ye dekhogi ki main jaga hua hoon tho tum yahaan se uth kar chali jaogi………
Kashish { looks at him & then says } :- bilkul ghalat socha tumne , haan shayad agar main sirf aur sirf tumhari patni hothi tho chali jathi lekin sujal tum bhool rahe ho ki tum pehle mere liye mere bohat hi special dost ho uska baad hi humare beech ye pati – patni ka nata juda hain ….aur haan sujal agar mujhe jana hi hotha tho main lout kar wapas nahi aathi…..samjhe…
{ she gives a smile to him which he too returns back with a broad smile }
Then sujal slowly tries to get up & sit on the bed , he tries twice but falls back half way through { bechare ke ek haath mein fracture hain na } but sujal does not give up & decides to try for the third time
Sujal :- { talks aloud to himself } come on sujal you can do it , this time he is almost about to sit when again he looses his balance & is going to fall back on the bed but this time kashish's holds him with her pair of soft tender hands & then she helps him sit properly….. sujal & kashish look at each other . sujal aur kashish ek doosre se apni nazar hata hi nahi pa rahein the ek ajeeb si door unhe ek doosre ki taraf keech rahi thi …woh apne beech ki saari kadwahat bhool gaye the…..unke aankhon se bas pyar hi pyaar & nbsp;jhalak raha tha jo sirf &nb sp;ek doosre ke liye tha aur kisse ke liye bhi nahi
Un dono ki aankhon mein kissi thesire ke liye   ; koi jagah nahi thi…….. ….
SONG IN THE BACKGROUND :- { for sujal & kashish }
" Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye………..
Tum dena saath mera o humnawaah………..
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye………….
Tum dena saath mera o humnawaah………….
Na koi hain na koi tha zindagi mein tumhaare siva……………
Tum dena saath mera o humnawaah………………
Tum dena saath mera o humnawaah…………………..
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath…………
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath……….
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye…………..
Tum dena saath mera o humnawaah…………
Na koi hain na koi tha zindagi mein tumhaare siva………..
Tum dena saath mera o humnawaah…………..
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein………….
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein……………
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye………….
Tum dena saath mera o humnawaah……………
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva…………..
Tum dena saath mera o humnawaah……………
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin…………..
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin……………….
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye…………
Tum dena saath mera o humnawaah………..
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye………..
Tum dena saath mera o humnawaah…………
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva……..
Tum dena saath mera o humnawaah…………
Tum dena saath mera o humnawaah……………."
Sujal , kashish realize that they are looking at each other & feel embarrassed…..kashish tries to avoid his nazar & then starts talking on various issues…….. sujal bas usse dekhe ja raha tha , he would only give a yes or no answer when ever kashish used to ask him for his opinion….
Ab all the youngsters come in the room…..
Sujal & kashish see them & are very over whelmed….
Kashish :- are tum log yahan kya kar rahe ho ????????
Akshat :- kash humne socha ki tum dono hospital mein reh reh kar bore ho gaye honge aur isliye……
Rishi { continues } :- aur is liye bhabhi humne socha ki ajj ka dinner hum log yahaan par karenge…….
Sujal :- ye tho bohat achchi baat hain………..
[ akshat comes to sujal & then says in his ear ]
Akshat :- sujallllll kahiin hum logo ne aakar tumhari aur kashish ki privacy ko bhang { spoil } tho nahi kiya na….
{ he says smilingly }
Sujal :- ab jab tum ye kar hi chuke ho tho kehne ka kya fayada……{ he says sulking }
{ both sujal & akshat share a laugh }
then all serve themselves with the food & then start eating... kashish hands over sujal's plate to him , sujal just sees the plate & sulks & starts complaining
Sujal :- kashish ye kya hain mujhe ye salad aur ye soup nahi chahiye……… { he starts behaving like a small kid } & continues to sulk
Kashish :- sujal ab baatein band karo aur chup chap kao
{ she says strictly as a teacher would say to a student }
{ all others smile at sujal's childish behaviour }
sujal just gives a look to kashish who is just standing beside him with the hand on her waist & waiting for hi m to eat the food , then looks at his plate frowns a bit & starts to eat………
sujal is unable to eat properly { remember fracture } , kashish notices this & stops having her dinner & goes to sujal takes away the plate from his hand & starts to feed him …. Sujal tries to stop her by telling her that even she should have her dinner so he will manage……. But kashish &n bsp; is reluctant & continues to feed him……… Sujal just keeps looking at her & slowly finishes his dinner…….
Akshat { in his mind } :- thanku GOD , ye dono bohat achche hain , app please in & nbsp;dono ko hamesha saath rakhna..
After dinner all the people enjoy for some more time & then decide to leave..
While leaving akshat goes to sujal & then says :- sujal ho sake tho ajj saari ghalat famiya durr kar dena , ab bhi bohat dher ho gayi hain isse pehle   ; ki baat hadh se aage bad
jaye , tum…………….
Sujal { cuts him in between } :- is bar dher nahi hogi akshat , is bar main apni zindagi ko apne se durr jane hi nahi doonga…….
{ sujal gives akshat a convincing look & then all leave the place leaving behind sujal & kashish }
sujal after every body leaves once again tries to talk to kashish…….
Sujal :- kashish I'am sorry…………
Kashish :- { gives a confused look to him } kiss baat ke liye maafi maang rahe ho sujal……….????????????
Sujal :- un saare dukh ke liye jo tumhe meri wajah se hue , un saari taklif ke liye jo maine tumhe pohanch chaya hain , un sari dard , aasu ke liye jo tumne meri wajah se saha……..
Kashish looks at him & knows where he is heading to so she tries to avoid the topic & then says :- sujal ye tum kya keh rahe ho mujhe kuch samaj mein nahi aa raha hain………??
Sujal { knows that she is trying to avoid , says } :- kashish meri taraf dekh khe kaho ki tum nahi jaanthi main tumse se kiss bare mein baat kar raha hoon…….
Kashish looks at him aur uske aankon mein aasu bhar gaye the……….
Sujal continues :- kashish mujhe meri ghalthi ka ehsaas hain kashish , main sachayi jaan gaya hoon kashish……..
Kashish looks at him with wide open eyes…..
Sujal :- aise heirani se mujhe mat dekho kashish mujhe akshat ne saari sachayi batayi…tumne mujhe kyun nahi bataya kashish…….
Kashish :- sujal tumhein sachchayi kab pata chali { she questions without answering his question }
Sujal :- main sachchayi apni accident se pehle jaan gaya tha , aur isi wajah se maine tumhe call kiya tha , lekin tumne answer nahi kiya………. kashish tumne mujhe sachchayi kyun nahi batayi { he repeated his question } kya bharosa nahi tha mujh par…………
Kashish :- nahi sujal aisi koi baat nahi hain main khud se zyada tum par bharosa karti hoon , mera vishwaas karo sujal maine kai baar socha ki main tumko sachchayi bata doon par har baar main apne appko yeh keh kar rokhthi gayi ki sab jaldi theek ho jayega……..
Sujal :- are pagli ek bar keh kar tho dekha hotha…..
Kashish :- main tumhe pareshaan nahi karna chahthi
thi sujal …….lekin main kabhi ye nahi jaanthi thi ki mere ek sachchayi bayan na karne ki wajah se mera dost bhi mujhse cheen jayega……… { tears are rolling down her eyes }
sujal just holds her hand tightly & kashish just bends down & hugs him & is crying her heart out……sujal is trying to calm her down & pacify her………
then after a long hug sujal slowly calls kashish…..
Sujal :- kashish……….
Kashish slowly separates herself from sujal & looks up at him….
Sujal :- kashish kya hum phir se dost nahi ban sakthe aur kya hum apni shadi shuda zindagi ki shuruwat nahi kar sakthe….??????????????????
Kashish :- sujal jabse tum meri zindagi mein aaye ho tum meri zindagi ka ek bohat eham { important } hissa ban gaye ho , tum mere dost the , ho aur hamesha rahoge aur raha sawaal shaddi shuda zindagi guzarne ka tho us bare mein soch ne ke liye mujhe thoda waqt chahiye sujal , mujhe thoda waqt lagega apne zakhmo ko bhool ne mein………..{ she is unable to continue & then sujal says }
Sujal :- theek hain kashish tum jitna chaho utna waqt le sakthi ho , ajj thak tumne mera intezaar kiya hain lekin ab main tumhara intezaar karunga……..
Kashish { smiles & then says } :- thanks sujal………
Sujal :- tum bhool gayi dosti mein no thanku waise bhi is mein thanku kehne wali koi baat nahi hain , main tumhara marthe dum thak intezaar kar sakthi hoon { hearing to sujal's words kashish apna haath uske mooh par lagathi hain aur kehthi hain }
Kashish :- sujal aisi baatein nahi kiya karthe & then slowly removes her hand away from his mouth……
Kashish is about to go & sit on the sofa near by when sujal tells her :- kashish main us piyush ko nahi choduga , usne tumhe bohat takleef di hain na , ab dekhna main uske saath kya khel kheltha hoon…….bas kashish dekh thi jao tum ….
Kashish :- sujal ab ye saari baatein band karo aur chalo chup - chap so jao waise bhi raat bohat ho gayi hain aur tumhe aaram ki zaroorat hain……..
She helps him lie down on the bed & then goes & makes herself comfortable on the sofa…
Both sujal & kashish are trying to sleep but kambaqt neend bhi unka saath nahi de rahi hain……..
Kashish thinks :- ajj ka din main kabhi nahi bhool paungi , bas kal ki hi baat hain jab mujhe laga ki sujal mujhse durr ho jayega , lekin ajj humare is rishthe mein mujhe ek umeed ki kiran dikhi………..s he just gives a glance to sujal & then again tries to sleep……….
Sujal on the other hand is also trying to sleep but is unable to , he thinks :- bohat dino baad maine rahat ki saans li hain , bohat dino baad aise lag raha hain ki main khul ke jeeya hoo {he looks at kashish who is pretending to be asleep } kashish tum sirf meri ho , main ajj se har woh cheez karuga jo tumhe khushi degi , main tumhe manane ki poori koshish karunga………ye mera wada hain apne app se aur tumse bhi……
Sujal , kashish ek wadaa&nbs p; apne app se kar lethe hain ki woh ek doosre ko kabhi bhi ghalthi se bhi takleef nahi pohancha yenge aur kabhi bhi ek doosre par ilzaam nahi lagaenge………….
SONG IN THE BACKGROUND :- { for sujal & kashish }
" Wada raha ………...
Wada raha pyaar say pyaar ka………
Ab hum na honge juda.........
Wada raha pyaar say pyaar ka………..
Ab hum na honge juda.........
Yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
Chahey tumey kis qader mera dil tum ko nahi ha pata ...
Yeh.... meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
Wada raha..........yeh wada raha.........
Dono jahan ko bulaoon main assi lagi hain………
Tujh say lagan………….
Chahey kaho issey awargi chahey kaho issey deewanapan………..
Dil ne kaha dil ne suna……………...
Main ne tumhey dilbar chuna……………....
Ab duriyan na rahi dermiyaan………….
Kya rang layi wafa........
Yeh meri dhadkaneein sun raha hai khuda........
Wada raha yah wada raha..………….
Dekha tumey to essa laga…………
Mujh ko mila manzil ka pata…………
Chalana hai hum ko ab sath main…………
Tum say juda mera raasta ………....
Main ne li hai qasam………………..
Paoon tumey janm o janm …………..
Sajdey kiya shaam o saher…………..
Maanga hain tum ko sada…………
Yeh… meri dhadkanein sun raha hai khuda.....
Haaaaaaaaaaaaaaaaaaan………….
Wada raha pyaar say pyaar ka……….
Wada raha ....
Wada raha pyaar say pyaar ka………….
Ab hum na honge juda.........
Wada raha pyaar say pyaar ka………….
Ab hum na hongey juda.........
Yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda………….....
Wada raha yeh ……………
Wada raha ....………
Pyaar say pyaar ka…………….
Wada raha yeh wada raha.…….."
Akhir khar sujal aur kashish ek doosre ko apne dil mein basaye hue &nb sp; bohat dher baad badi mushkil se so jathe hain aur meete meete sapno mein kho jathe hain………..
So guys here ends zindagi ke silsilay part 21 , hope this part was worth waiting for all of u guys…….this part is dedicated for all u people who read my story & especially to my dearest shrutu….
Well to know what will sujal do to win over kashish's
Heart , first of all the things will sujal be able to win over her heart , kashish kitna time legi , aur piyush ka kya hotha hain , kya piyush koi nayi chaal chalega ye sab jaan ne ke liye padthe rahiye…….
Main koshish karungi ki agli part jaldi post karoon………
please give me your comments , compliments & suggestions…….. I'll be waiting for them very eagerly………..
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Continue Reading next part >
Comments (1)
haan farah ye lo agle parts bhi abhi psts karthi hoon...
18 years ago