Chapter 21
" ZINDAGI KE SILSILAY -- PART 22 "
Agle din ki shuruwat hothi hain… suraj apni kirne charo aur fhaila raha tha..sujal , kashish abhi jage hue nahi the…..sujal ki aankh khulthi hain…..aankh kholthe hi uski nazar kashish ko dhoond thi hain woh idhar – udhar dekhtha hain aur phir dekhtha hain ki kashish sofa par so rahi hain woh bas uske chehre ko dekhtha reh jatha hain aur us chehre ki masumiyat mein kho jatha hain…… aur phir woh kal&n bsp; raat apni aur kashish ki baatein sochne lagtha hain aur sujal sochtha hain ki aakhir khar kashish uske pass hain , uske saath hain ye sochthe sochthe uske chehre par halki si mushkurahat aathi hain………
SONG IN THE BACKGROUND :-
" teri ye muskurahat……….
teri ye masumiyat……….
tujhme hamesha shamil ye rahe…….
tujhko ye patha hi nahi……..
kitni pyarri tu hain mujhe …….
rahe sada yunhi hum………
kabhi na ho judaaiii……
maine ikraar kiya hain……….
tera hain baki……
thoda sa pyar hua hain……..
bohat hain baki..........."
Sujal phir apni soch se bahar aatha hain kyunke usse kisi tarah ki koi awaaz sunayi de thi
hain ….. woh dekhtha ha in ki kashish apni neend mein kuch groan kar rahi thi aur sujal dhere dhere chalke kashish ke pass jane lagtha hain……
Sujal kashish ke pass jakar baitha hain aur phir kashish ke forehead par apna haath rakh tha hain taki usse aaram mile…….but still kashish keeps groaning in her sleep sujal dhere se kashish ka haath letha hain aur pakadtha hain……..sujal bas kashish ko dekhthe rehtha hain phir woh sochtha hain ki usse wapas apne bed par jana chahiye isse pehle ki kashish jaag jaye but sujal realizes that kashish in her sleep is still holding his hand very firmly , he smiles …….aur phir dhere se sujal kashish ka haath lekar halke se usse kiss kartha hain……ki achanak kas hish ki aankh khul jathi hain ye dekhkar sujal foran kashish ka haath chod detha hain kashish….sujal ko apne kareeb dekhkar kashish zara darr jathi hain aur utke baith jathi hain. aur kehthi hain…..
Kashish { surprised } :- sujallllllllll
Sujal { confused } :- haan kashish………
{ sujal sits beside kashish }
Kashish :- kuch chahiye tha tho mujhe bula letha na ???
Sujal :- nahi , woh bas tum neend mein kuch badbada rahi thi is liye main tumhe dekhne aaya tha…..
Kashish :- nahi woh bas ek bura sapna dekha tha……
Sujal :- relax kashish….
Kashish :- hmmmmmmmmmm { without concentrating actually woh apne sapne ke bare mein soch rahi thi }
Sujal :- waise kashish ek baat poochu…..
Kashish :- haan poocho
Sujal :- aisa kya sapna dekh liya tumne jo tum neend mein itna darr rahi thi……
Kashish :- {keeps thinking & just blabbers out without intention } maine dekha ki main tumhe hamesha ke liye kho rahi ……….. kashish stops in between & realizes what she &nb sp; just said….
Sujal just looks up at kashish & kashish looks at him embarrassedly………..
SONG IN THE BACKGROUND :-
" Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan………
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan………
Bin Bole Kar deti Hai Halat Yeh Pal Mein Bayan…..
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan………..
Bin Bole Kardeti Hai Halat Yeh Pal Mein Bayan……….
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan …………
Khamoshi Bhi To Pyaar Hain…………
Rakhti Bahut Yeh Asar Hai………………
Kab Ishq Hojaye Yaha Dil Ko Kahan Yeh Khabar Hain…
Do Din Bhi Yeh Silsile Chup Sake Hai Kahan………..
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan……………
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan……….
Hume Neend Aye Na Jab Aankhon Mein………..
Badhne Lage Bekarari………..
Shabnam Ko Bhi Chune Se Jab……….
Mehsoos Ho Chingari……….
To Aisa Lagta Hai ………..
Ek Hain Zameen Aasmaan……….
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan………..
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan…………
Bin Bole Kardeti Hai Halat Yeh Pal Mein Bayan………
Bin Bole Kardeti Hai Halat Yeh Pal Mein Bayan……."
Sujal & kashish just keep looking at each other & slowly sujal tries to hold kashish's hand but before he could do that kashish get's up from there with a jerk & starts going out of the room……..Sujal is surprised at her action….
Sujal :- kahaan ja rahi ho kashish ???????
Kashish { trying to avoid his gaze } :- woh main zara doctor se milke aathi hoon…….{ saying this kashish leaves even without giving sujal a chance to say something }
After she leaves sujal just sighs & runs over his hands on his hair very cutely……
Kashish is just outside the room & thinking about the events which happened just now …..she thinks about the way sujal & she were lost in each other's gaze & then she thinks about the way sujal was going to hold her hand & she dodged away….thinking this she shies to herself…
Then kashish goes to meet the doctor…….
Kashish :- doctor hum sujal ko kab ghar leke ja sakthe hain ????
Doc :- dekhiye mrs.garewal ab apke pati bilkul th eek hain , lekin unhe complete rest ki zaroorat hain app is baat ka khayal rakhiye ki woh zyada strain na kare……….main nurse se keh detha hoon woh appko unki dawayiyoon aur diet ke bare mein samjha degi….
Kashish :- thanku doctor….
Kashish goes to the nurse & starts taking the details where as sujal in the room is getting bored & keeps staring at the door…
When akshat enters & notices that sujal is staring at the door way ……
Akshat :- hey majnu , kya haal hain ??????? { he says teasingly }
Sujal { smiles } :- kuch nahi yaar , aur ye majnu kaun hain ???
Akshat :- majnu tu hain mere yaar……
Sujal :- mainnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
Akshat :- haan tu…
Sujal :- main majnu bhala kabse ho gaya……..
Akshat :- jabse tu apni laila ke pyaar mein pad gaya….samjha………..{ he says cheekily }
Sujal { haath jodkar kehtha hain } :- achcha theek hain mere baap ……
Akshat :- waise haal kaisa hain ?? tune baat ki usse ???
Sujal :- haal theek hain bas kashish ko man ane ke kuch tarike sochne honge……
Akshat :- soch mere yaar soch , mera aashirwaad tere saath hain bacha………{ he says blessing him }
Both sujal & akshat burst out laughing…….
Sujal :- waise akshat mere pass ek idea hain , lekin us mein mujhe teri thodi madat ki zaroorat padegi…..
Akshat :- are bolna tere liye kych bhi karoonga…. aur waise bhi do pyaar karne walo ko mila kar shayad mujhe mera pyaar jaldi mil jaye……
Sujal :- mumma se baat karoon kya…..{he smiles & continues } charu ke bare mein..
Akshat :- are nahi main tho aise hi keh raha tha mujhe shauk nahi hain itni jaldi mout ko gale lagane ka…..
achcha ye sab chod ab plan bata………
sujal starts explaining to akshat & akshat then says :- ok boss done….ye kaam ho jayega…..
akshat :- sujal waise main poochna bhool gaya laila kahaan hain….
Sujal opens his mouth to answer when kashish enters & says :- hi aki…….
akshat :- hi kash….
Kashish :- waise aki ye laila kaun hain ????
Akshat :- laila , woh laila { he hesistates & looks at sujal with a confused expression}
Kashish :- haan laila kaun hain……….???????
Sujal :- kashish woh akshat ki purani dost hain…
Akshat :- haan kashish who meri poorani dost hain…dost hain meri………dost…
Kashish :- aki tum theek tho hain na……mujhe ab patha chal gaya ki woh ki laila teri dost hain tu bar tu kyun bol raha hain….
Akshat :- achcha ye sab chod bata tu ab thak kahaan thi ??
Kashish :- main doctor se milne gayi thi ye jaane ke liye ki sujal ko hum ghar kab la ja sakthe hain…….
Akshsat :- oh.. tho kya kaha doc ne ??
Kashish :- doc ne kaha hain ki sujal ab theek hain par he should rest aur hum sujal ko kal ghar leja sakthe hain……..
Akshat :- ( in excitement ) that's great , sujal ab hamara plan kamiyaab samhjho…….
Kashish who is busy in giving sujal his juice just stares at akshat…
Kashish :- plan ?????????????????????????? kaisa plan ???
Kaunsa plan ????
Akshat :- kash kya plan , tum kya bol rahi ho ?? { he acts as if he does not know anything}
Kashish :- { confused } aki abhi tho tumne kaha na plan kamiyaab………
Akshat :- kashish tum na sujal ke saath itni khoyi hui ho ki tumne suna hi nahi maine kya kaha……
Kashish :- akshat………….
Akshat :- are baba main tho yeh keh raha tha ki main ghar jakar sab ke saath sujal ke aane ki tayari karoonga…. acha chalo ab main chaltha hoon…..
Kashish :- lekin tum abhi tho aaye ho…….
Akshat :- main chaltha hoon…..bye kashish , bye sujal.
Sujal & kashish together say :- bye……
Akshat leaves…
Kashish { still confused at akshat behaviour } :- isse aaj kya ho gaya hain ??????
Sujal :- are chodo na kashish……
Kashish :- lekin sujal………..
Sujal :- { cuts her } kashish ye akshat tho aise hi kuch na kuch kehtha aur kartha rehtha hain……..
Kashish :- shayad tum theek keh rahe ho……
Sujal , kashish ki baatein chalthi rehthi hain…….
In U.S.A :-
Vasu :- piyush I don't understand , tum itni jaldi wapas kyun ja rahe ho ??
Piyush :- mom please mera jana bohat zaroori hain…
Vasu :- lekin piyush,
Piyush :- mom app samaj nahi rahi hain , un garewals ka chahitha sujal ab is duniya mein nahi raha.. aur ye app bhi jaanthi hain aur main bhi ki humne is pal ka kitna intezaar kiya hain……lekin mom ab mujhe wahaan jakar us sujal ke marne ke gham mein shok manani hogi…taki un logon ko mujh par kissi bhi tarah ka koi shak na ho……..kyunke mujhe is mod pe aakar koi gadbad nahi chahiye…
Vasu :- theek hain jaise tumhari marzi.. piyush lekin tum sujal ke us biwi kashish ka kya karoge agar usne tumhari sachayi kissi ko bata di tho ???????
Piyush :- relax mom kashish&nb sp; mera kuch nahi bhigad sakthi ab main uske akad ko apne pairo tale kuchal doonga…… bohat ud rahi thi na woh , ab main usse batauga ki piyush rahega kya hain…..
Vasu :- sambhal kar piyush kahiin humme hi mooh ki khani na pade………
Piyush :- don't worry mom , is baar sab kuch humare plan ke hisaab se hi ho raha hain aur agge bhi hoga…….
Vasu :- I hope so too…
Piyush :- achcha mom main abhi chaltha hoon bohat kaam hain…aur mujhe INDIA jaane ke liye packing bhi karni hain………
Vasu :- theek hain……
Piyush starts to walk off but suddenly remembers something & comes back….
Piyush :- mom main INDIA jane ke baad aditya uncle se baat kar letha hoon aur hum log appke wahaan aane ka intezaam karthe hain……..app bhi apna samaan pack kar lejiye ga……….
Vasu :- lekin piyush agar un garewals ko patah chal gaya ki main zinda hoon tho……
Piyush :- mom don't u worry hum log appki zabardast entry kar wayenge garewal house main….aur mom appki entry dramatic hogi……..waise bhi woh log hain tho emotional fools…tho humme koi dhikhat nahi hogi…….
Vasu :- right…
Both piyush & vasu laugh & then piyush goes & starts off with his packing………
BACK IN INDIA :-
In garewal house :- { shlok enters diya's room }
Shlok :- hey diya……..
Diya :- {without interest} haan shlok..
Shlok :- kaisi ho ??
Diya :- theek hoon , kyun ??
Shlok :- nahi bas tum do din na hi theek se mujh se mil rahi ho , na hi mere saath bahar chal rahi ho aur na hi tum mere saath theek se baat kar rahi ho…..
Diya :- nahi shlok aisi koi baat nahi……
Shlok :- achcha aisi koi baat nahii hain na good , chalo ab jaldi se tayaar ho jao……..
Diya :- kyun kahaan jana hain ??
Shlok :- diya main aur tanisha disc ja rahein hain..tho tum bhi hamare saath chalo……..
Diya :- shlok tum dono jake aao……… mera mann nahi hain………
Shlok :- are aise kaise mann nahi hain tumhara , dekh diya tum jaanthi ho ki mujhe tere baghair jana achcha nahi lagtha …….tho please mujh par daya karo aur mere saath chalne ki kripa karo………..
Diya :- lekin shlok shayad tanisha ko ye baat achchi na lage…….
Shlok :- dekho diya tum meri dost ho aur tanisha ko kyun koi problem hogi aur haan ab ye lekin wekin kuch nahi tum mere saath chal rahi ho bas that is final……main kuch nahi sunna chahtha…..
Diya :- shlok suno tho { shlok just closes his ear & leaves the room leaving diya in a confused state of mind }
Then forcibly diya makes up her mind to go with shlok & she leaves……
In the hospital the time passes by just like that with sujal , kashish non stop talking about business & work…
Dekhthe hi dekhthe agle din ho jatha hain aur sujal ko discharge kiya jatha hain…ghar par sabhi uska welcome karthe hain aur sabhi bohat khush hothe hain…. Phir din guzarthe ja rahe the…sujal office nahi ja raha tha woh apna saara time mein rest kartha tha aur kashish uska poora khayal rakh thi hain …..lekin in dino kashish ke saath ek ajeeb si cheez ho rahi hothi hain…..kashish jahaan bhi jathi hain wahaan usse apne naam ka ek &nbs p;parceled gift miltha ek note aur rose saath …….
Kashish ko samaj nahi aatha ki ye sab kaun kar raha hain par kahiin na kahiin uska dil keh raha tha ki ye sab sujal kar raha hain par uska dimaak is baat ko maanne ko taiyaar nahi hotha hain…..
Sujal ab theek hone laga tha uske haath mein bas thodi si pain hothi hain…sujal aaj office jane ke liye tayaar hotha hua rehtha hain jab woh dekhtha hain ki kashish cup-board ke pass khadi ho kar kaam kar rahi hain….sujal ko ek idea soojhtha hain.. woh kashish ki taraf badne lagtha hain , kashish ye mehsoos karthi hain ki sujal uske kareeb aa raha hain woh apna kaam chod kar wahiin rukh kar sujal ko dekh ne lagthi hain. sujal kashish ke pass chala jatha hain aur kashish apni nazrein zameen par tiki hui rakhthi hain sujal dhere se apna haath kashish ke khande pe rakhtha hain kashish upar dekhthi hain aur dhere se kehthi hain…..
Kashish :- sujallllllllll
Sujal just keeps looking at kashish & moves his hand slowly above kashish's shoulder takes his tie from the shelf & leaves……kashish stands there in that postion not knowing what happened to her & she realizes that sujal has gone from there & then sighs in relief…where as sujal stands in front of the mirror & sees kashish's reactions in the mirror & smiles to himself……
Kashish then starts leaving the room to go downstairs kashish reaches the door when she hears sujal call her…
Sujal :- kashish…….
Kashish turns around & sees that sujal is fiddling with his tie..
Sujal :- kashish woh meri tie bhaando na please. { he gives her a pleading look }
Kashish just walks over to sujal takes the tie & starts tying it….sujal just keeps looking at kashish while kashish tries her best to avoid his presense so close to her.. sujal decides to have fun so he jovially says :- kashish tum kya kar rahi ho tumhe dekhkar tho aise lagtha hain ki tum tie nahi mere gale mein phassi ka bhanda daal rahi ho……
Kashish looks at him & gives him a irritated stare while sujal keeps gigiling ..
Kashish :- { irritated } acha theek hain tho tum hi bhaand lo apni tie….
Kashish starts to leave when sujal holds her hand & pulls her back very close to him & both just look at each other & neither of them want to take their gaze away…..
SONG IN THE BACKGROUND :-
" Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana……
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana…….
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana……
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana……..
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana…….
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana……
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana….
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana………
Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath……….
Ek baar keh de tu bhi, haathon mein leke haath……….
Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath……..
Lo keh diya yeh tumse, haathon mein leke haath……..
Hum tum, tum hum banke rahe humraaz humsafar…….
Shikhwa kare na koi ek duje se umr bhar……
Pyaar hamaara ho aise ke dekhe yeh zamaana……..
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana……
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana………
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana…….
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana……
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana ……..
Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao………
Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao…….
Chaahat hi pooja ho mann mandir ho jaaneman………
Ek duje ke bin ek pal bhi lagta nahin ho mann……..
Phir to jeevan ban jaayega pyaar ka taraana………..
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana………..
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana……….
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana………
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana……….
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana…….
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana…….."
& then sujal , kashish look away from each other & sujal holds his ear innocently with one hand & says :- sorry main mazak kar raha tha……..
kashish :- it's ok …….. but kashish still does not start tying his tie…..
sujal { wondering & getting impatient says } :- kashish abhi tho tumne kaha it's ok tho tum &nbs p;mera tie kyun nahi bhaand rahi ho ? mujhe dher ho rahi hain…..
kashish looks at him & then says :- sujallllll main tumhara tie tab bhaand doongi na jab tum mera haath chodoge…….sujal ko e hsaas hotha hain ki ab thak usne kashish ka haath pakda hua hain…..woh foran kashish ka haath chod detha hain & aur kashish ko ek smile detha hain…….
Sujal :- sorry woh bhool gaya tha………
kashish again starts tying the tie when sujal says :- ab tum tie bhaand ne mein meri madat kar rahi ho tho tumhe shaam ko bhi meri madat karni padegi…… samjhiiiiiiiiiiiiiii
kashish :- haan baba samaj gayi………..
kashish jab tie bhaand rahi hothi hain tab pratham aur akshat kamre mein aathe hain……..
pratham :- are sujal { he abruptly stops as he sees sujal , kashish standing close to each other & he also observes that kashish is tying sujal's tie }
kashish by now has completed tying the tie so both look towards the door……..
sujal :- haan bolo……..
pratham :- woh sujal hume office jana hain is liye hum tum dono ko nashthe ke liye bulane aaye the…..par lagtha hain tum dono zara busy ho..{ he says teasingly while sujal & kashish look at each other & lower there gaze } chal akshat aunty ko bata detha hain ki sujal , kashish baad mein nashtha kar lenge…….
Akshat :- haan haan , chal pratham……..
Sujal :- ek min rukho hum dono bhi chal rahein hain…
Akshat :- theek hain pratham jab sujal keh raha hain rukhne ko tho rukhthe hain na…… { both akshat & pratham laugh }
Kashish & sujal start walking out of the when kashish's cell rings…..kashish picks it up & starts talking while the guys keep waiting for her….
Kashish :- haan gauri…….bol
Gauri :- hi kash…….kash humme tujhe kuch batana hain ??
Kashish :- haan bol…….
Gauri :- kash hum sab wapas PARIS ja rahein hain…
Kashish :- kya ?????
Gauri :- haan kash woh wahaan ka kaam bohat bad gaya hain…..aur kuch dino mein humare ghar ke maharaj ji bhi wahaan pohanch jayenge…….
Kashish :- { gets depressed } achcha , kab ki tickets book kar wayi hain ???
Gauri :- kashish do din baad ki tickets book hui hain…
Kashish:- theek hain , main tum logo se kal milne aathi hoon…..
Gauri :- ok……..bye….
Kashish :- bye….
The guys see that kashish has become a bit upset..
Akshat :- kya hua kashish , gauri kya keh rahi thi ??
Kashish :- kuch nahi bas woh log parsu ki flight se PARIS wapas ja rahein hain…..
Akshat & pratham together say :- what………..
Kashish :- haan woh keh rahi thi ki wahaan ka kaam kuch zyada bad gaya hain…
Talking all these four reach the table & sit for the breakfast……..
Akshat & pratham decide to cheer kashish's mood…
Akshat says :- mumma aaj appne sujal ki tie dekhi
Veena :- haan dekhi lekin is mein khass baat kya hain sujal jab office jatha hain tho aise hi jatha hain na …
Pratham :- nahi aunty app zara ghor se dekhkhiye , ajj kuch tho khass hain…..
Veena looks at the tie again & then says :- nahi tho mujhe aise tho nahi lagtha….& then she turns around to face kashish & says :- kashish kya tujhe sujal ki tie mein kuch khass lagtha hain…..
Kashish just looks at sujal & says :- nahi mumma , mujhe tho nahi lagtha..
Veena :- akshat , pratham ab mujhe tum dono sach sach batao baat kya hain….
Akshat & pratham together say :- woh actually ajj sujal ke tie mein khass baat ye hain ki ……kiiiiiiiiii
Sujal { intervents in between } :- aki , pratham , kashish chalo humme dher ho rahi hain…….chalo……..
Veena :- lekin sujal tu ne tho theek se nhastha bhi nahi kiya…….
Sujal :- mumma office mein kuch kha loonga , abhi ek zaroori meeting hain……..
Veena :- theek hain ,par tu jayega tho kashish ke saath na tho tu akshat aur pratham ko tho nhastha kar lene de……..
Sujal :- mumma humme ek important project discuss karna hain…
Akshat :- mumma hum bhi office mein kuch kha lenge….
Pratham & akshat giggle & leave , while sujal , kashish are too embarrassed & veena is confused………
In the office sujal & kashish keep doing their work while kashish is still very udass…..
Pratham & akshat pass on the news that kashish's sisters are leaving back to PARIS all are very upset..
Kashish goes to the conference room to attend some meeting……& then comes back to her cabin….when she comes back she finds a note & rose on her desk…
She reads out the note……
" ek bar tho mushkhura kar dekho… mausam mein bahar aa jayegi…..ek bar tho palkein utha kar dekho meri tanhayi mehfil mein badal jayegi.... hain meri zindagi tumse hi ek baar tho is nacheez bar ateebar karke tho dekho…….… " { hey plz tell me how do u like these lines I have written it on my own }
kashish just looks up & sees that sujal is busy working with his file……
kashish :- sujal
sujal :- haan kashish
kashish :- woh darasal kya tumne ye note yahaan par rakha hain ???
sujal :- kaunsa note kashish , tum kya keh rahi ho meri tho kuch samaj mein nahi aa raha hain…..
kashish :- { confused } nahi kuch nahi bas woh { she leaves the room & sujal gets a sweet smile on his lips }
shaam mein sujal aur kashish ghar loutthe hain aur ghar ke sab log koi na koi kaam se bahar gaye hue hothe hain… sujal fresh hone jatha hain….kashish keeps checking a file when she finds another note in it….
The note says :-
" bohat khoosurat hain aankhein tumhari , bana dejiye inhe kismat hamari , usse aur kya chahiye zindagi mein jisse mil gayi mohabbat tumhari "…..
kashish just keeps wondering as to who has sent the note to her when somebody enters the room , kashish is surprised to see him …….
Kashish :- piyush tummmmmmmm………….
Piyush :- haan main……
Kashish :- tum mere kamre mein kya kar rahein ho ???
Piyush :- kashish for your kindest information ye kamra sujal ka tha……jo ab is duniyaan mein nahi raha..
Kashish :- piyush tum hosh main tho ho , kya bhak rahe ho ?? sujal tho yahiin par hain…
Piyush :- kashish kashish kashish shayad tum ab thak is sachayi se wakif nahi ho ki sujal nahi raha ya tho phir tum us sadme se bahar hi nahi aayi ho…..is liye hi tho tumne ab thak maang mein sindoor , gale mein mangalsutra saja ke rakha hain…common kashish accept the fact sujal is dead….
Kashish :- piyush { she shouts }
Sujal in the wash room hears to the whole conversation & understands that may be piyush is not aware of the fact that he has survied the accident….
Piyush holds kashish's hand very tightly & it starts hurting kashish……
Kashish :- piyush tum kya kar rahe ho mujhe dard ho raha hain…… piyush please……..tears start rolling down her eyes……
Piyush :- kashish { before he could continue sujal comes out of the washroom }
Kashish sees him frees her hand from piyush grip & then goes into sujal's arms crying……
Piyush just keeps standing there shell shocked & manages to blabber out :- su..sujalllllllllllll
Well guys here ends zindagi ke silsilay -- part 22 . now to know what will sujal do , how will piyush react , who is sending the note to kashish , will sujal expose piyush so soon nahi tho kya woh piyush ko zara tadpayega…. Kya sujal , kashish ek honge ya phir piyush koi naya bakheda khada karega..ye maharaj kaun hain ??????????????????? ye sab jaane ke liye padthe rahiye……
So guys I hope u enjoyed reading this part , I'll be waiting for your valuable comments & compliments..
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Continue Reading next part >
Comments (0)