vrinda jee kee bhakti se kanha jee parsann
bhanti bhanti kee yojnaa, man ho rahyo ati khinn
vrinda jee kee bhakti se kanha jee parsann
bhanti bhanti kee yojnaa, man ho rahyo ati khinn
kyun rusyo re nandlal dhar le dheerajyo
main jab bhee van ko jaungi
tohe bhee sang le jaungi
maat ladave laad, dharle dheerajyo
mohe bhee van ko hai jaana
mere peeche peeche chale aanaa
tohe vachan de rahi laal
dharle dheerajyo
kyn rusyo re nandlal dharle dheerajyo
toli ke sb saathi ne kiyo khoob parbandh
chhupa chhupai khel ko baandh liyo katibandh
kanha ne nayan kar liye bnd
anya sakhaa chhupne ko jaaye
kanha ji man mein teevar anand
vrinda devi se milne jaaye
kanha van mein nahi tho, maiya bhayee udaas
nisthur lalla kit gyo, kryo dhoondhan ko paryas
kit mean where
kis kis ne kathor kathin bhakti kee thee
kis kis kee shri narayan ne pariksha lee thee
For example: shri narayan ne bheem ji ki pariksha ke liye mahavir hanuman ji ko chunaa thaa
kripya anya bhakton ke vishya mein kuchh kahiye jinhon kee pariksha shri narayan ji ne lee thee.
jaise ki
bhakti kree thee prahlaad bhakt ne
vo agni ke beech bichale targye shyaam
bhakti kree thee prahlaad bhakat ne
comment:
p_commentcount