NeiVika❤️
Woh nahi tha mera phir bhi uska mai banta raha,
Kya pata kya jaadu tha usmein ki uski aur chalta hi raha,
Bohot dur thi woh mujhse yeh jaanta tha,
Par use bhi toh iss dil mein dhadkana aata tha,
Paas bhale hi woh na rahe iska gham nahi,
Par Dur jaana usse hume yeh manzur nahi,
Uske liye khud se kiya har waada bhi maine toda tha,
Joh rishta hamara kabhi tha hi nahi woh bhi toh joda tha!!
40