Moni , haan padha maine sahi bhi toh hai , baar baar alag alag se inn sabhi ke liye rone se toh accha hai ki ek hi baari mein rone dhone ka programme karke khatam kar dete hai π
but like i said " crying not allowed here , atleast not today "
back to the episode. Moni last epi hai toh iss pe toh detailed discussion banta hai, hai naπ³
And I love ur Stressbusters Discussions / Comments / feedbacks π³π
let me start with Abhi
Abhi was just being his normal self ππΌ π βοΈ
yes he once gain was AWESOME ππβοΈ
Abhi in Mantri's office
kya autograph de raha tha uss entry registry book meinπ³ . waise woh time log sheet kam khaate ki kitaab jaada lag rahi thi . dekha na kaise essay likha hua tha usme π
Then Abhi was frisked π² π² aur bomb detector ki ghanti nahi baji π²π‘, aisa ho hi nahi sakta
isi se pata chalta hai inn ki security kitni tight hai ππΌ π‘.
jab jeeta jaagta chalta phirta 'missile bomb "πβΊοΈ pe ghanti nahi baji toh kya kanjoos ki sasti choti wali pe khaak bajegi
tabhi toh mantriji ke cabin tak bade hi aaram se pahunch gaya yeh bomb
Haan sahi kaha . Itni dheeli Security ki aaraam se Bomb minister ke office cabin tak pahuch gaya ? Aur Sirf ek baar hi security check ? No CCTV ..nothing ? π€
say cheese
lagta hai kal sabhi ko pics kheechne ka bada mann kar raha thaπ€
kanjoos ko Abhi ki yaad na sataye isiliye wo apne mobile pe Abhi ki pic screensaver bana ke rakhna chahta thaπ€ͺ
waise Moni , Abhi ki pretend wali smile bhi kya kamaal ki thi na π³βΊοΈ
next Nisha ki close up smile π‘
jise selfie ki bimaari thi woh toh kal Ms India bani hui thi , i mean Kiranπ³
Woh toh hai ..Jis bhi mood mein ho humaara Hottie ..Magar uski Smile ek se badkar ek hoti hai , & we can't stop ourselves from drooling over his Beautiful infectious smile π³
Climax
i agree with u Moni the climax was shot in such a hurry burry . sirf 4.30 min + 2.40 min mein rafa dafa kar diya π² π‘
waise theek hi hai, jab itna kam time bacha ho toh screen space bhi ration mein hi dena padega na π
chal TAHR ki 2015 budget report dekhte hai π
pretty much its a linear graph with negative gradient π
dekh Bhootno ne RiYu ko poore 36 episodes tak sataaya π‘ π‘ π‘toh uss hisaab se uska anth hua in 5.30 min
Kanjoos ne 25 epi π‘π‘-so iska anth hua in 4.30 min
Nisha ke bhi 25 epi banti hai bπ‘-par iska anth sirf 2.40 min , wo isiliye ki yeh jaada nazar hi nahi aati thi epi mein , aati bhi thi toh kabhi scarf ke peeche mooh chupaye ya kabhi pedh paudhon ke peeche wo bhi sirf uthwake transmitter fit karne ke samay π‘
@BOLD
Hahahhaaa this cracked me up π€£π€£..But U are so right π
Action sequence
Action ke naam par hume sirf Abhi ki kick hi naseeb huiπ² . like u said agar thoda aur time milta toh hume full fledged Viren sood in action mil jaata π
koi baat nahi hum iss kick ki hi tareef kar lete hai -wah kya kamaal ki kick maari Abhi ne ππΌ, par ghalath jagah π€ͺ
Haan uski KICK pe toh main humsesha se fida hun . Har ek kick jo KM ne apne career mein maaari hai ..ek se ek thi ..Simply Hottt .
Aur Haan Galat jagah mara Abhi ne .. uss jagah maarta toh bolne ki haalat meinb hi nahi hota Kanjoos π€ͺπ‘kanjoos -lagta hai isne kal apni contact lens nahi pehani hogiπ€ -warna OK button dabane mein itni der nahi karta π . dekha na wo kaise OK button ko dhoond raha tha , more than dhoond mehsoos kar raha the apne remote yaani Nokia mobile pe , bewakoof ,apni touch typing yaad kar raha tha shaayad . " kyun ki tera dimaag bas itna hi chalta hai " ππ
Touch typing !! π€£..Contact Lens ...π€£.. OK Button ko mehsoos kar raha tha π€£...
OMGG!! Bas Kar yaar ...Warna main yahin haste haste gir jaaungi π€£π€£Dialogues πwaise arrest hua Kanjoos ke saamne Abhi ne kya dialogues maareππΌ π, mujhe toh Moreji ki yaad aa gayi sacchi π βΊοΈ
" tujhe kya laga , main tujh jaise kamino ko uske mansoobo pe kaamiyaab hona deta, apne desh aur pariwar par koi aanch tak nahi aane deta " ππ
Dialogues toh humesha se hi Abhi ke awesome rahe hai . Kal bhi it was no exception .. Especially Woh Dimaag waala dialogue ..& then woh waala " Tujhe kaahawatein bolne ka bahut shauk hai naa ?..Aaj mein tujhe ek kahaawat sunaata hun .." πππΌKM Glassπ€Moni waise kya tune observe kiya hai π€ jo bhi Abhi karta hai wo style statement ban jaata hai π
dekh Abhi ne thappad kya maara , Anushka toh uski kaayal hi hogayi aur mouka milte hi usne Kanjoos pe apna haath aasmaya π
Abhi ne ek baar danda kya uthaya , yahaan sheetal aur Ria se bhi raha nahi gaaya βΊοΈ. dat gaye danda pakad ke . Abhi ne toh sirf do baar danda maara but Ria Abhi se itni impress hui ki usne mouka milte hi teen teen baar mara π², kyun ki mouka jo phir nahi milega use π€ͺ
waise iss dande wale scene ne mujhe Dev ki yaad dila di sacchi βΊοΈ
" yeh danda kyun maar rahi ho " ππ
Toh Phir ? ... Aise hi thodi naa humaare KM ko trensteer kehta hai hum π
Arre Dev waakla kaunsa scene ? Mujhe yaad nahi aa raha π€...Dev ki Fights toh mujhe bahut saari yaad hai btw π³ππDefusing the bomb bilkul sahi kehata tha Abhi " Ria tumhare haathon mein magical healing touch hai "ππ
jo na sirf jaan dete hai balki jaan bachati bhi hai π. kabhi danda maara toh kabhi apni magical haathon se bomb ke detonator ko diffuse kiya .π²woh toh aise nikaal rahi thi jaise patient ke chest se ECG monitor ke leads π€ͺ.
wah wah Abhi dhanya ho gaya aise multitasking versatile magical haathon ko paa kar ke π€£
Hahahahaaa Main bhi exactly yahi soch rahi thi . Just likha nahi yahan ..But tune kya sahi pakda ππ
Family wala scene
Abhi ka sawal karna apni Maa ke aansoon ko le karke bilkul jaayaz tha ππΌ . kise pata hum soche baithe ki yeh khushi ke aansoon hai π³aur baad mein pata chala ki yeh dukh ke aansoon the apne uss Bhagwaan samaan mehmaan ke liye jo Bhagwaan ko pyaare hone chale theπ²π‘. kuch aur samay milta TAHR ko toh hume Rukmainji ke saakshaat "chameleon "roop ke darshan bhi prapth ho jaate π€£
waise Abhi ka -" aap humari MAA hai " wala dialogue ne mujhe DBPS ki yaad dila di sacchi βΊοΈ
" e kaa kar rahi hai aap , aap humri Maa hai " ππ
Sach kaha . Episode end ho gayawarna humko Sirf Rukmaniji ka hi roop kyon ..sabke alag alag roop dikhte ..I am sure π
Aww I used to love DBPS jab bhi uske mooh se MAA sunti thi toh π³
Tribute to family members missing in action -our Mr/Mrs/Ms India π³kya yaar atleast last epi mein family reunion ho jaati toh kya baat thi π
missed Kiran n Pinky π³, jatin bhaiya π³ , kammo π³ aur humare pyaare se Raman chachu π‘jo Mr India ho chale . lagta hai CT's ne meri laaj aur aapki aadesh ka maan rakhte hua inne gaayab kar diya π€ͺ. and ofcourse how can we forget Abhi ke Mummy Papaβ€οΈ
waise thode hadd tak humare Senior Abhi ,yaani Kailashji π€ͺne uss kami ko poori karne ki koshish bhi ki π
Haan kaafi saare missing the . kaash humko thoda aur time hota toh we would have got them as well π . Aacha hai naa ..warna soch humko ending bhi Raman chachu ke Taano se hi milti π‘π
lastly RiYu aur unka bedroom
kya romantic tha na βΊοΈ, waise yeh jab apni dil ki bateein kar rahe the aur Abhi naughtily aage mooh karta hai , mujhe Ranvir ki yaad aa gayi sacchi . βΊοΈ
"aur badle mein tumhari dil ki dhadkan kya kehati hai " aur apna mooh aage karta hai , naughty boy ππ
Hahahhaaa I know π³bas agar koi kami reh gayi thi toh woh tha Kinny ka hall mark "FOREHEAD KISS" π³
I also wanted the Forehead Kiss . Kaash mil jata π³Bedoom decor Wahi classy flowers , candles β€οΈ, but iss baar ek new entry hui
uss night ko aur bhi special karne ke liye jannab ne ekdum naya wala cushion bhi sajaaya tha bed pe -red wali with "Just Luv You" likha huaβ€οΈ βΊοΈ
Aacha hai naa . Atleast humko mila toh sahi yeh dekhneke liye , bhale hi Last scene mein ho woh π³bas ek doorse ka dil ka haal poocha aur jaana π² , koi humse bhi toh poochta humare dil ki baat , kya keh rahi hai humari dil ki dhadkan π
Humse poochta toh humaara answer kabhi khatam hi nahi hota ππLast scene waise luved the ending , like u said 1st epi ended on RiYu hug with TAHR tittle song n last epi ended on RiYu hug again with TAHR track β€οΈ, but this time in their or should i say "our beloved bedroom" π€ͺ βΊοΈ
candle lit RiYu bedroom jo kal tak itna romantic lag raha tha woh aaj , raat ke kaale saaye ki tarah haunt kar raha hai π
like i said ealier " crying not allowed here , atleast not today "
but that " atleast not today"has now become " yesterday"
so technically speaking we are allowed to express our feelings today wo bhi khulke
toh loji sun lo humari dil ki baat -" tusi jaa rahe ho , tusi mat jao " ,π₯Ί kaise jee paayenge hum aap ke bina π₯Ί
π π π π π π π π π π
NB crying still not allowed at the Farewell thread, not now not ever
Awww.. Meri taraf se Itna sweet fun filled feedback ke liye π€π€π€π€π€π€π€π€..
I hope Tera Rona ruk jaayega π€
comment:
p_commentcount