Originally posted by: Mittalanu1
mujhe lagta hai "marna swikar karna hoga " se inka shaayad yeh matlab hoga ki unhe khud Bhootno ko bulana hoga aur usse ugsaana hoga, Aur yeh remarriage sequence ek zariyaa hoga jisse woh aanchal ko bulaaenge mandir mein(i mean baahar)
yeh jaante hua bhi ki aanchal aur uske Aghori baba kitne khatarnaak aur taakhatwar hai , unhe iss tarah bulaake instigate karna abb yeh bhi toh ek tarah se suicide hi hua na .i am sure RiYu +Guruji ne milkar zaroor kuch plan kiya hoga (kya plan hai yeh toh wohi jaane)remarriage ka offscreen segment dekhne se toh yahi laga . Jab Abhi Ria se kehta hai " ria ,tumhari kahi hui har baat sach hai , aur aaj bhi mujhe tum par poora vishwaas hai " π€and also that scene where he says " main sirf ria se pyar karta hoon , aur humhe koi juda nahi kar sakta , tum bhi nahi "waise yeh sab toh meri π€π€(tu samajh gayi na )now this is off the rail , waise i found it a bit odd ,apne hi shaadi mein black colour lehenga koi pehanta hai bhala , ya phir Ria ka bhi fav colour black hai ππtoh yeh remarriage unki aakhri koshish hogi , jis mein unki pyaar ki sacchai /taakhat ki jeet hogi aur bhootno ki haar. Ya phir RiYu ek saath marke humesha ke liye ek ho jaayenge , jiske hone ke asaar mujhe bohut kam nazar aa rahe hai , infact zero hai .i am sure CT's RiYu ko marwaake unhe phir zinda toh nahi karenge , well atleast i can expect that from CT's right.
Originally posted by: Mittalanu1
@Moni
haan yeh bhi sahi haikaash wo inka pyaar dekh ke khud hi chali jaaye , bilkul tere uss KC ke tarahwaise Guruji ke shishya ne sahi kaha , abhi ko apna hathiyaar banao yani ki Abhiaastra πππabb isse koi kaise bache bhootno toh bhootno hum bhi ghaayal ho jaayenge π³π€£π€£
Originally posted by: moniluvskinshuk
Hahaa I know π . Waise PRECAP dekhke lagta hai that Climax KC ki tarah hi hoga
Originally posted by: moniluvskinshuk
@Anu
Haan I guess Yahi plan tha unka . Agar Aanchal chali gayi toh woh bach jaayenge ...Aur agar nahi gayi toh eksaath jaan de denge . Isse woh juda bhi nahi honhe aur ek saath bhi rahenge evenif it is after their death .
Originally posted by: Mittalanu1
humne decipher karhili aakhir mein π πchal AT pe aaja , wahan discuss karte hai
comment:
p_commentcount