ar character growth is dadi ke peeche se dadi ke aage tak ka safar. Phir bhi dadi usse pyar karti hi. Tab itna sara fights bhi maaf karti hi. Abhi se uske haq ke liye fight start next bacha ayega toh kitna hungama karta hi jaise ki duniya mein kisiko bacha nahi hi.Originally posted by: sweet_tania
Maine bhi apni and hubby dono ki joint family dekhi hai. I lived for years in joint family with my dadi saas before moving to US
Kal Armaan jaise uss khandani bangle ke liye abhira ke badle bola waisi baate toh hum khud he nipta le apne end se, husband ko bich mai aane ki zarurat he ma pade Bahot weird lagta hai jab har baat par Armaan ko kudna padta hai abhira ke liye bolne ke liye
Matlab inke yaha shaddi ke baad jitni baar dadi saas and pota bahu ka fight hoga utni baar pota ko biwi ki self respect ki raksha ke liye yah biwi ke liye Kurukshetra mai kudna padega!!!!!
Yaha Armaan itna vella hai ki uske paas time he time hai yeh bangle vagera fights mai kudne ka , main and meri devrani toh apne end se he sab nipta lete the apni saas and dadi saas dono ke sath and humare husband ko toh inn sab joint family nonsense ka stress bhi nahi dete theUper se yeh abhira toh mere se bhi badi age mai shaddi kar ke ayi hai and itna khas career/education profile bhi nahi hai fir bhi isko toh basic life skill like apna pet bhar sake utna khana banana bhi nahi aata, khud bhi yah jala hua khana, ya noodle ya upma kha kar kaam chalati hai. Basic mechanical work and carpenter work toh hum bhi khud he karte hai jo outside India rehte ho it’s not big deal jaisa iss show mai dikhaya tha jab abhira ne car ko fix kiya tab. Yaha toh furniture assembly bhi sab khud he karte hai and basic car repairing etc bhi khud he karte hai, it’s very normal and inn sab ke uper apna pet bhar sake waisa meal banane ka bhi life skill hota hai
comment:
p_commentcount