Anupama-Anuj talking about sammaan. Huh.
Kanta, Bhaves toh sab inka PF Account aur Anuj Bank raha hain.
Yeh baat tab yaad nahin aaya jab apni Jethani (Anuj ki Maa samaan Bhabhi) aur Malati Devi (birth mother) ko chaaku dikhakar, dara-dhamkakar rakha tha ghar par.
Tab nahin aaya tha jab business doobne ke karan, Anuj ke Bhai-Bhabhi India aaye the aur jab apna business shuru karne ke liye proposal diya toh insult karke reject kiya tha
Jab ek criminal (Vanraj) ko police ke hawale karne ko kaha toh Shahs se maafi mangwayi
Jab iske apne bachchon ne, Shahs ne, na jaane kitni baar beizzat kiya aur Anupama ji kehti rahi"Mae aaungi, aaungi aaungi, mere riste yaha hn".
comment:
p_commentcount