Posted: 3 months ago
#1

Toh Kahani yeh hai ki Mene Yrkkh 2012-13 mein dekhna start kiya,Us time aata tha man ki aawaj pratigya,Kumkum yeh sab ok,Or bhi bahut the But nujhe name yaad nahi h,So remote Mummy/Chachi ke hath mein hi Rehta tha raat ko Khana banane ke baad,Toh Hame pasand tha baalveerl ham dekh lete the,Tarak mehta dekh lete the,Fir 9 baje tak Hamara tv dekhna over ho jata tha,And mummys ka start Bcoz woh dekhte the,diya or baati ham etc wagera wageray serial,Like Hafte mein do tin baar mein bhi dekh leta tha,Ok,Like Mujhe dekhna pasand toh nahi tha us time bcoz cartoon dekhne ache lagte the(Age Now 20 years,so us time toh 9-10 thi)But Us tiem smartphone toh hote nahi the,So Tv hi dekhna padta tha raat ko,Toh mene bhi aise hafte mein tin var karte karte dekhna start kar diya,3-4 mahien bite fir mene puri story or Characher ko samjh liya,Naitik,Naksh,Akshara,Rajshri,Bhabhi maa etc,Toh maien socha Yeh toh waisa hi h jaisa daily hamare sath hota hai,And Dheere dheere story mein interest aane laga,Fir maine 2014 se regular dekhan start kar diya of cource mumny bhi company deti thi,Then 2015 mein Leaps aane lage,Mummy ne dekhna Chod diya eo baar but meine Dekha roj,Like Naksh bada ho gaya,Naitik Yeh sab captown mein h And woh bhi interesting laga then,Naksh ki marriage Dikhane lage tara ke sath mummy ne fir se dekhna start kar diya,Then Direct leap Kartik Naira wala Generation start ho gaya may ya june 2015 mein,Fir Mene iske baad 2020 december tak ek bhi episode miss nahi kiya,Naira ki death hui 2021 4-5 january ko Maien woh sab mahi dekha,Fir sidha 16-17 jamuary se start kiya Jaha Sirat track chalu hita hai,Woh do mahine dekha fir chid diya,Then Like tv koi nahi dekhta tha sab Busy ho gaye,2021 mein Tv Ka recharge karwana band kar diya,Toh mene phoen mein akele hi dekha,2021 Ke 15 january se liek 15 march tak dekhe honge fir September ke dekhe Jaha Sirat ki kartik ki shadi ki baat ho rahi thi,Koi resort mein,Then direct jump after watching 4-5 epsidoes to 15 october Waha se 26 october tai dekhe Kartik sirat k ideath ho gayi,Aarohi Akshu ki blame karti h,Then chod diya dekhna,Fir Bich bich mein dekha 1 episode un one week,November pura dekha,Then fully chod diya,Direct jump to February 2022 jaha Manish bimar hota hai heart atrack Woh story dekhi fir chod diya then direct jump to Abhimanyu wedding day ke baad first day waha se 2 mahine dekha,Weddung puri dehi hi nahi You know linke tr par dekhi wedding ke kuch clips bas,max. 10-15 minute or edits dekhe but Maien start kiya 15 May 2022 se dekhna fir ded do mahine dekha Fir direct jump to two uears leap,Pata nahi kab hua Fir leap tab tak dekha Ganpati utsav tak,Then direct jump to January 2023 6 years kasauli leap bich bich mein bahut kuch himua hoga maien ignore karke sidha waha se dekhna start kiya,Then mene Pure August 2023 tak dekha,Abhinav ki death ke baad ek mahina skip kar diya,Then October 2023 mein fir se start kar diya waha se 8 july 2024 tak continuously dekha,Fir aaj tak kuch nahi dekha.

Created

Last reply

Replies

2

Views

768

Users

1

Likes

1

Frequent Posters

Posted: 3 months ago
#2

Toh yeh sab isliye bataya Taku agag mein kisi generation ke baare mein opinions de sakta hoon ya nahi,Ya apka opinion le sakta hoon ya nahi,Iske liye,And Ek reaso nor hai,Jab se yani 8 july se yrkkh choda hai,Dil bechen h bahut kuch dekhiua but Woh Maje nahi aa rahe thr mene socha Ki ek baar fir de start karte h Ground zero yani yrkkh generation 1 ke ep 1 se,Then Yrr ei toh utna tiem h nahi ki Ise mein 1 saal mein khatam kar aapu disri baat 1 saal baad pata nahi Yeh show bhu rahega ya nahi,So Isliue maiej socha jo jo episode nahi dekeh umhe dubara dekhta hoon,Maine kal generation 3 dekhna start kiay ep 1 se,Aap manoge nahi Itna acha laga mujhe aisa laga jaise yeh koi or hi duniya hai bhai,Mera mindset simple tha,Yeh sirf mein apne fun ke liye dekh raha hoon,Mujhe sabhhu character Ka past present future toh already pata hai,Mein Ese dekh raha tya like Yrkkh Ka spin off h yeh serial jo ab mein dkehne jaunga,Toh maine kal deiham surur miya abhi tak binge eatch kar liye 13 episode,Sochi kuch toxic nahi aaya abhi tak,Udaplipur ghuna diya,And Jaise ki mujhe in sab ka future pata h toh mein ah bhale hi Ekdam low ekdam nichd dikha de fir bhi dekh loon,But haan guyz mere standerd ki naah sirf touch kiya in 13 episodes me balki tod bhi diya,Ah generation 4 fiki lag rahi h Or bhu, Generation 4 wali chorus gang copy lag rahi h, Generation 3 ka house design jyada acha lag raha h us white Poddar house ki dekh dekh kar vore ho gaya tha waise bhi,Abhimanyu ka room ki kafi mast hai yrr,yeh kya armaan abhira ka bakwar chota sa kamra,And Most importantly goenkas Gareeb nahi h umka ghar bh iacha hai,Rooms bhi,Sabhi ne abhi tai achi achi costuems pehni hai,Story Sahi directiob mein ja rahi hai,Or mujeh kuch hidden chize bhi pata chal rahi h bcoz mein phri sotry pehle se janti hoin,upar uapr se,Kafi nast lag raha hai,yeh 35 years back yrkkh ka time travel karke,Mein jarur recommend karunga jis jis ko yeh current season dekhkae Kaan se or aankh se khoon nikal raha hai, generation 3 ke firsr 13 episode dekh lo,aisa sochkar yeh koi alag hi serial hai,Bas fun ke liye

Posted: 3 months ago
#3

Socho jaise Yrkkh naam ke char show h,1,2,3,4 sab alag alag charachter h,Sabki alg story h Pasr generation se uska connection stablish karnw mi koshish karoge toh ulta tumhe hi dukh hoga bcoz past generation ka jikar new generation mein utna hi h Jitna ki Khane mein garam masala,Aap samjh lo family show dekhna h generation 1 dekh lo,couple love Show dekhan Hai, Generation 2 dekh lo, Crimgr dekhna hai like youtibe shorts or instaviral reels toh Generation 4 dekh lo,Pichli generation ko bhil jao Ki iska isse koi connection hai,Bas Maje kari yrr,Amd 5th show khud hai hi Yeh rishte hai pyar ke,Har generation mein nayw gane milenge except This generation is generation mein khdu ke koi gane nahi h,Bas hai toh saas bahu drama.Abhira Charachter itna beharahmi se likha hai Makers ne Ab kya hu bolu,Armaan Ko Do ladkiyon ke bich fasa hua character kikh diya,Ruhi ko future mei whitewasy kar denge dekh lena,Armaan Ruhi Abhira tino ki writing hi bekar hai,Weak writing makers,Kuch ache writers lekar aao,Kam se kam,Like Generation 2,1,3 Ab Yeh itna crumger kar diya hai Ki ham real worls mein exist karne walw bhi utna dur nahi pahuch payenge,

Top