SUFIYANA PYAR MERA TITLE SONG LYRICS Ye mohabbaton ka usul hai koi rasmo rah-a-wafa nahi mere aayino mein talaash kar koi aks tere siva nahi koi aks tere siva nahi chhaap tilak sab vaar diya mohe ishq ki lat ne maar diya do naino ki baazi mein tu jeet gaya, main haar gaya chaap tilak sab vaar diya mohe ishq ki lat ne maar diya do naino ki baazi mein tu jeet gaya, main haar gaya kuch keh sake kuch sun liya iss dil ko bhi na mauka mila haan kuch keh sake kuch sun liya iss dil ko bhi na mauka mila arre kuch paa liya kuch kho diya bas itana mera fasana sufiyana.. sufiyana ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. tere bina tere bina chain na aave mohe sukh dukh kuch nahi bhave ankhiyan bhi tarasti jaave raaton ko neend na paave aankh jara jo lag jaaye khwabon mein bas tu aaye phir dil hi baat kare hai saari saari raat re dil ke saare raaz bataye aankhon ki gustakhi sab kuch tune jaan liya hai aur raha hai kya baaki lekin dil ki majaburi ko na tu aajmaana haan tera mera naam kabhi na sath aana ishq sufiyana ishq sufiyana sufiyana ishq mera ishq sufiyana jo dil mein tha sab keh diya ab tu hi kar ye faisla aankhon mein teri main rahun ya tu bata de thikana sufiyana.. sufiyana ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. lakh bacha lo dil se daman pyar ka rang chadh jata hai apne hisse ki ungali mein ishq ngina jad jata hai rab ka tohfa hai ye mohabbat bin soche le ja tu sajde kar le uski raza pe ishq ka ho ja tu jeet ho ya haar ho har ada mein pyar ho ishq hi hai ibaida aur ishq hi hai imtihaan ishq bina mumkin hi nahi hai duniya mein aana jaana sufiyana.. sufiyana ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana haan ishq sufiyana.. sufiyana.. sufiyana mera ishq sufiyana..
Maine yeh song bhut pasand kiya😳
comment:
p_commentcount