101 dialogues/lines of Prince Virendra Singh

Neenzm thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#1
While watching some episodes of PYPCK, I thought of making a post about the dialogues uttered by our very own prince Virendra singh. This is merely a try to keep the forum active.
I m gonna write some of his dialogues and u guys have to contribute some of his dialogues to reach the no 101. Of course we can write more than that.
Ok then let's shoot...


1. Chandrakanta meri haar ki wajah, na jaane usse dekh k main ruk kyun gya

2. Dua karunga k aaj k baad woh kabhi mere raaste mein na aaye...

3. Acha hai, bahut acha hai, aise hi soti rehna. Aur sote-sote chali jana kisi jaanwar k pet mein. Tumhari kahani aur meri pareshani dono khatam.

4. Jawab dene k liye meri talwar pyasi hai, maharaj..

5. Pehli baar main apne pita k samne khali haath laut raha hoon. nahin...

6. Virendra singh se ab tujhe koi nhi bachaa skta, na tu na teri taqdeer likhne wala...

7. Hum yaksh mahal ja rahe hain..

8. Tumm!! Tum fir mere raaste mein aa gyi..

9. Kahin tumhe yeh to nhi lag raha k main tumhe godh mein utha k le k jaunga.

10. Maine kab kaha k main tumse nafrat karta hoon.

11. Maine tumhe girte hue dekha toh khud ko rokk nahi saka..

12. Ek aam aadmi aur ek rajkumari k tulna kaise ho sakti hai..

13. Ab kis se larhna hoga tumhare liye...

14. Tum bhi toh chali jaogi, fir dheere dheere bhool jaugi k koi Veeru bhi tha.

15. Nahi bhoologi mujhe??...

16. Jiski yeh amaanat hai, woh to yahan hai hi nahi toh main bhi isse rakh k kya karoon ga.

17. Tum duniya k kisi bhi kone mein raho main tumhe dhoond hi loonga, chandrakanta.

18. Tum yahin rukna , main vapis aaunga tumhare liye.

19. Gunaah tha yeh, gunaah tha.

20. Tum, mera peecha kyun nahi chodh deti, tum chali kyu nahi jati. Mujhe nahi zarurat tumhari.

21. Gairon se toh main nipat loonga, par main unka kya karoon jo mere apne hain.

22. Main apne pita ki aagya ka paalan hi kar raha hoon.

23. Saavdhan!!! Vijaygarh aa raha hai Virendra singh.


24. Main jaanta tha , mujhe dekh k tum bhaagi chali aaogi mere paas.

25. Bewkoofi ki hi sahi, par kya baat ki hai. Poori mere fayde ki, tum isse door fikwa do, wahan se isse
main le jaunga.

26. Aap ishara kijiye, main Naugarh k har ek kaandhe se uska sar alag kar doonga.

27. Yaksh mahal mein meri nakamyabi k wajah tum thi chandrakanta. Ab tum meri kamyabi ki seedhi banogi. Na chahte hue bhi mujhe tumse milna hoga




Edited by Neenzm - 6 years ago

Created

Last reply

Replies

2

Views

894

Users

2

Likes

2

Frequent Posters

RubabNoor11D thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#2

Originally posted by: Neenzm

While watching some episodes of PYPCK, I thought of making a post about the dialogues uttered by our very own prince Virendra singh. This is merely a try to keep the forum active.
I m gonna write some of his dialogues and u guys have to contribute some of his dialogues to reach the no 101. Of course we can write more than that.
Ok then let's shoot...


1. Chandrakanta meri haar ki wajah, na jaane usse dekh k main ruk kyun gya

2. Dua karunga k aaj k baad woh kabhi mere raaste mein na aaye...

3. Acha hai, bahut acha hai, aise hi soti rehna. Aur sote-sote chali jana kisi jaanwar k pet mein. Tumhari kahani aur meri pareshani dono khatam.

4. Jawab dene k liye meri talwar pyasi hai, maharaj..

5. Pehli baar main apne pita k samne khali haath laut raha hoon. nahin...

6. Virendra singh se ab tujhe koi nhi bachaa skta, na teri taqdeer na teri taqdeer likhne wala...

7. Hum yaksh mahal ja rahe hain..

8. Tumm!! Tum fir mere raaste mein aa gyi..

9. Kahin tumhe yeh to nhi lag raha k HUM tumhe godh mein utha k le k jaunga.

10. Maine kab kaha k main tumse nafrat karta hoon.

11. Maine tumhe girte hue dekha toh khudne say khud ko rokk nahi saka..

12. Ek aam aadmi aur ek rajkumari k tulna kaise ho sakti hai..

13. Ab aur kis se larhna hoga tumhare liye...

14. Tum bhi toh chali jaogi, fir dheere dheere bhool jaugi k koi Veeru bhi tha.

15. Nahi bhoolo gi mujhe??...

16. Jiski yeh amaanat hai, woh to yahan hai hi nahi toh main bhi isse rakh k kya karoon ga.

17. Tum duniya k kisi bhi kone mein raho main tumhe dhoond hi loonga, chandrakanta.

18. Tum yahin rukna , main vapis aaunga tumhare liye.

19. Gunaah tha yeh, gunaah tha.

20. Tum, mera peecha kyun nahi chodh deti, tum chali kyu nahi jati. Mujhe nahi zarurat tumhari.

21. Gairon se toh main nipat loonga, par main unka kya karoon jo mere apne hain.

22. Main apne pita ki aagya ka paalan hi kar raha hoon.

23. Saavdhan!!! Vijaygarh aa raha hai Virendra singh.


24. Main jaanta tha , mujhe dekh k tum bhaagi chali aaogi mere paas.

25. Bewkoofi ki hi sahi, par kya baat ki hai. Poori mere fayde ki, tum isse door fikwa do, wahan se isse
main le jaunga.

26. Aap Aaqiya dijiye pita ji, main Naugarh k har ek kaandhe se uska sar alag kar doonga.

27. Yaksh mahal mein meri nakamyabi k wajah tum thi chandrakanta. Ab tum meri kamyabi ki seedhi banogi. Na chahte hue bhi mujhe tumse milna hoga

28. Rajkumari ji !!!! Sab theek hai na ? Ap chilai kyon?


Edited by RubabNoor11D - 6 years ago
RubabNoor11D thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#3
Ye post toh bin mosaam ki barsaat. sardi ki pheli barish , ki tarah hai  👏👏👏👏👏
awesome sweetheart.
thank you sooo much sab kuch remind karwany k liye. 😃😃😃
too good😉

Top