yeh wada raha - Page 4

Created

Last reply

Replies

71

Views

8824

Users

11

Likes

126

Frequent Posters

Ruhana05 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#31
Thank u dear for update... Awesome update... Waiting 4  next part 
Bhatakti_atma thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 7 years ago
#32
Hello
Loved it.. 
Mayank has come to india for her par ye kya hgya?  Aur kaun. Wapas agya h? 
Interesting
Update soon
Faria. thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#33
Awesome part. mayanks dad and chachu are so cool. mayank ko uski pyaar ki raasta dekha diya. aww nupur ka accident ho gaya. mayank ne use bacha liya. but she was so scared? why?
sheetal1979 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#34
hi dear i m sheetal read ur updates plz dear waiting for nxt update plz update soon
pihu2june thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#35

 

Part-8

After making sure nupur was asleep raghuveer came out of the general ward where nupur's nanu nani and dadi where waiting for him.

Nupur's dadi- raghuveer hume aapse kuch baat karni hai. ( in serious tone)

Raghuveer- boliye.

Nupur's nanu- hum chahte hai ki nupur ki shaadi jaldi se jaldi kara de. (looking down)

Raghuveer- yeh kya rahe hai aap nupur bachi hai abhi uski padhai baki hai abhi. ( he was shocked listening to them)

Nupur's nani- raghu thande deemag sochiye. Kab tak hum nupur ko aise bacha payege. Aaj tak kismat aachi thi mayank ne usse bacha liya. Kal ka kya bharosa. Apni berti ko bahut pehle mai kho chuki hu ab nupur ko nhi kho sakti. (she gets emotinal. Nuupur's nanu comforts her)

Nupur's dadi- nupur boj nhi hai humpe par dar lagta hai. Agar uski shaadi kahi dur aache ghar pe shaadi ho jaye toh yeh mushibaat tal sakti hai. Who sukarshat bhi rahegi aur sukun se rahegi. Pata nhi kab se khauf mai jee rahi hai meri bachi.

Raghuveer- kabhi socha nhi tha ki aisa bhi din aayega. Mai apni beti k liye kuch nhi kar paa raha hu.(he sits on hospital seat and hide his face in his palm in disappointment)

Nupur's nanu place his hand on raghuveer's shoulder

Nanu- aap aisa kyun keh rahe hai. Ispe aapki koi galti nhi. Galat toh halat hai.

Raghuveer- par itna jaldi sahi ladka milega kaise. Mai nhi chahta ki jaldbaazi mai nupur k liye koi galat ghar se rishta jod le. ( standing up)

Dadi- bharosa rakhiye sab sahi hoga (wiping her tears)

In evening

Mayank karan and kritika came to visit nupur.

Kritika- nupur kaisi hai ab (touching dadi's feet)

Dadi- theek hai. Araam kar rahi hai.

Mayank- dadi kya mai nupur se mil sakta hu? ( he was dying to meet her)

Dadi nodded her head. Mayank without wasting time rush to meet nupur. Karan was about to join him but dadi stops him.

Dadi- karan kritika. Beta tum dono kuch kaam hai.

Kritika- haan boliye na dadi.

Dadi- nupur k liye koi aacha ladka nazar mai ho toh batana. Nupur k papa ko jaldi hi camp jana hoga. Is liye chahtehai shaadi jaldi ho jaye. ( looking at them  with hope)

Karan laughs

Karan- yeh toh wohi baat ho gayi bagal mai chora aur seher mai dhindora.

Dadi- matlab? (confused)

Karan- aare dadi yeh mayank hai na aapki nupur se bahut pyaar karta hai. (with big smile)

Dadi looks at kritika and she nods her head.

Karan- mayank ne nupur ko tanu aur rishi ki shaadimai dekha tha aur wohi usse apna dil de baitha. Who toh wapas india aaya hi nupur ka haath aaplog se mangne.

Kritika- mayank bahut aacha ladka hai aur uski family bahut aachi hai who nupur ko bahut khush rakhega. ( trying to convence her)

Dadi- mai raghuveer se pehle baat kar leti hu.

Mayank entered the ward and found nupur sleeping. He sat on stool beside nupur's bed. After sometimes nupur wakes up. On seeing him she tries to sit up straight.

Mayank- aaram se. ( helping her) ab kaisi ho.

Nupur- theek hu.

Mayank- yeh tumhare liye. (he gives her roses)

Nupur- thank u. ( she smiles looking at roses)

Mayank- waise madam yeh sab hua kaise.

Nupur looks at him. Fear was visible in her eyes and mayank noticed that.

Mayank- aare koi nhi tum ghabrao mat.

Nupur- thank u mujhe bachane k liye. ( in very soft voice)

Mayank was about say some thing but his cell phone rings.

Mayank- mai abhi aaya.

He comes out of ward and recive the call.

Mayank- yes dad.

Rishab- nalayank bahu k saath itna sab ho gaya aur tune hume bataya nhi.

Mayank- who dad mai... mai kuch samaj nhi paa raha tha mera deemag kaam nhi kar raha tha.

Rishab- chal koi nhi mai aur tere chahu yahi mumbai airport pe hi hai. Thode hi der mai pahuch jayege ghar.

Mayank- mai bhi. Dad mai thode der k baad aapse baat karta hu. Bye.

He disconnects the call. Karan comes there and hugs mayank.

Karan- bro. sunmujhe kuch baat karni hai

Mayank- haan bolo (breaking the hug)

Karan- nupur k ghar wale uski liye ladka dekh rahe hai maine waise uski dadi se tere bare mai baataya hai par tujhe jaldi hi kuch karna hoga agar un logo ne kissi aur ko chun liya toh.

Mayank- nhi. Mai aisa nhi hone duga. Dad aur chachu yahi hai mai aaj hi infact abhi hi unse jaa k baat karuga.

Kritika comes there.

Kritika- uncle yaha hai. Wow that's great tab toh tumko bilkul bhi deri nhi karni chahiye mayank

Mayank- bilkul nhi. Aacha mujhe abhi jana hoga dad aur chachu aaye hai.

Mayank hugs karan and leaves from there.

Dadi tells the enitre family about mayank.

Raghuveer- mayank ladka toh aacha hai par who log kafi bade log hai. Aur meri beti itni dur humse kaise rahegi. (nupur was the only child of raghuveer and he was very pocessive about her)

Dadi- mayank nupur ko bahut pyaar karta hai. Ek baar uske parivaar se milne mai haz hi kya hai.

After thinking a lot

Raghuveer- theek hai nupur k discharge hone k baad un logo se mil lege.

Sharma house.

Mayank hugs his dad.

Rishab- kya baat hai bete. (breaking the hug)

Mayank- dad who nupur ki family uski jaldi shaadi karana chahti hai. Uske dad ko wapas army camp pe lautna hai toh who chate hai ki jaldi shaadi ho jaye. Mai nupur ko khona nhi chahta.

Rishab- bas itni si baat. Mai aur tere chachu hai na. hum jaa k tere liye jitni jaldi ho sakte nupur ka haath tere liye mangege.

Karan (mayank's chachu)- aur kya hum sharmas hai. Hum pyaar mai toh jaan bhi de dete hai. Tu chinta na kar nupur teri hi dulhan banegi.

After two days nupur gets discharge.

Katiyal's house.

Nupur's room

Mayank was sitting on bed and reading some magazine. Raghuveer comes there

Raghuveer- kya hum ander aa sakte hai.

Nupur- papa aaye na.

Raghuveer sits on her bed.

Raghuveer- bete hum aapse kuch baat karna chahte hai.

Nupur- ji boliye. (with smile on her face)

Raghuveer- sare ghar wale chahte hai ki aapki shaadi jaldi ho jaye. (looking down)

Nupur gets shock and tear forms in her eyes

Nupur- aur aap. ( her eyes was fixed on him)

Raghuveer- pata hai nupur jab aap paida hui thi toh shayad hi koi ho jo humse zada khush hoga. Humne kabhi socha nhi tha ki yeh din itni jaldi yeh din aa jayega. Hum aapke saath zada waqt bhi nhi beeta paye.

Nupur- (put her head on his shoulder) aap aisa kyun keh rahe hai. Aap world k best papa hai.

Raghuveer rubs her head lovingly

Raghuveer- aaj sham who log aa rahe hai aap tayar rehna

In evening

Mayank reaches nupur house with rishab and karan.

They had some chit soon nupur comes there with tray of tea in her hand. She was shocked to see mayank. Mayank was memorized by her. Her sweet voice brought him back in his sense.

Nupur- chai.

Mayank- thanks (picking up the cup of tea)

Nani- hume lagta hai hai bacho ko akela chod dena chahiye kuch der baat karne k liye.

Rishab- haan bilkul

Nanu- beta jao mayank ko apna kamra dekho

Nupur- chaliye

Mayank quietly follow her

Nupur's room

Mayank- beautiful room. ( he honestly her room. Her room look classy)

Nupur- thanks (in soft voice)

Mayank- kuch puchna chahti ho mujhse ( he could read her face)

Nupur- ji who aapki life mai toh ria hai tohmjhse shaadi kyun. (looking down)

Mayank goes near her and holds her hand. Nupur looks up at him.

Mayank- mujhe nhi pata ria k liye mai kabhi kuch feel karta tha ya nhi but jo tumse hai who kissi aur se nhi hai (looking straight into her eyes)

Nupur blush a little.

Mayank- will u marry me nupur?

Nupur nods her head in yes

In living room

Everyone was sitting there and  waiting for mayur. Mayur comes there.

Raghuveer- nupur aapko mayank pasand hai

Nupur nods her head in yes.

Dadi- muh meetha karo phir is baat pe.

 

pihu2june thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#36

Originally posted by: Ruhana05

Thank u dear for update... Awesome update... Waiting 4  next part 

thank u😊
pihu2june thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#37

Originally posted by: Bhatakti_atma

Hello

Loved it.. 
Mayank has come to india for her par ye kya hgya?  Aur kaun. Wapas agya h? 
Interesting
Update soon

thank u😊
pihu2june thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#38

Originally posted by: Faria.

Awesome part. mayanks dad and chachu are so cool. mayank ko uski pyaar ki raasta dekha diya. aww nupur ka accident ho gaya. mayank ne use bacha liya. but she was so scared? why?

to know that u have to keep reading ğŸ˜‰
pihu2june thumbnail
Anniversary 7 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#39

Originally posted by: sheetal1979

hi dear i m sheetal read ur updates plz dear waiting for nxt update plz update soon

😊
sheetal1979 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#40
All agreed for Mayur marriage and Nupur also accepted mayank proposal and y Nupur and her family scared wt happened in past and who's that guy eagerly waiting for nxt dear