TS THE FOUR PART 6A : BEHIND ENEMY LINES BEGINNING PG 35 22/05 - Page 5

Created

Last reply

Replies

317

Views

59.2k

Users

67

Likes

450

Frequent Posters

lifeiscrazy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#41
Wow Shivam
its so nice😃
Saishree97 thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#42
truly awesome update!!
loved it to the core!!
Shivam... thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#43

Originally posted by: sugunmanas

Wow Shivam
its so nice😃



i'M HAPPY YOU LIKED IT.😃
Shivam... thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#44

Originally posted by: -Saishree-

truly awesome update!!

loved it to the core!!


Thank You Saishree
Shivam... thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#45
PART 3 ( FACING THE TWIN MADNESS )



The 4 grand weddings had taken place a few days ago , and finally King Janak and Kushadhwaj bid an emotional farewell to their daughters. On the way back to ayodhya ,

they stopped briefly at a temple to perform some rituals .

Dashrath : My beloved sons , I along with yudhajit , sumantra and the army will return to ayodhya directly from here for our welcome along with your mothers . You all

will need to perform puja at the shores of river ganga enroute to ayodhya , then you shall return home. I am pretty sure you wont be needing the army for your journey , I

know that my 4 sons are more than capable to defend themselves with valour.

Bharat : Pitashree , you please proceed and we shall return after carrying out your orders.


Dashrath along with the troupe leaves. After completing puja at the temple ,

Vashishta : Putra Ram , Abhi ek aur vidhi shesh hai , jo keval tumhe aur sita ko karni hogi kyunki yeh vidhi rajya ke sabse bade putra veh uski patni dwara ki jaati hai

Ram : Ji guruji .

Shatrughan : Ram bhayia , agar aapki aagya ho to Lakshman bhayia aur main pehle prasthan karle ganga tat ki ore .

Ram : Parantu itni jaldi kya hai jaane ki , kuch samay baad sab saath chalenge naa.

Shatrughan : Bhayia aap ko toh sab gyat hi hai bachpan mein kitna aanand aata tha nadi ke gehre paani mein jab ham sab khela karte the , jaane dijiye naa , pata nahi ab

phir kab mauka lagega.

Lakshman : Haan Haan , Bharat bhayia ko bhi saath le chalte hain . Urmila , shrutkirti aur Mandavi bhabhi aapke aur sita bhabi ke sath aa jaengi.

Urmila : Kyun , phir to shrutkirti aur main bhi chalungi , Humein bhi tat par geeli miti se chitra banana atyant priya hai.

Lakshman : Parantu urmila , aap samajhne ka prayas kariye , abhi aapka chalna hamare sath theek nahi hai .

shrutkirti : nahi Lakshman bhayia , hum bhi jaenge

shatrughan : Zid mat karo shrutkirti .

Ram : Tum dono ka ab vivaah ho chuka hai , apni patni ki har icha ko pura karna tumhara kartavya hai , isliye Urmila aur shrutkirti bhi saath jaaengi , nahi toh tumhe anumati nahi milegi .


Lakshman and shatrughan made long and disgusting faces before finally agreeing , and Urmila and Shrutkirti were very delighted that they had managed to subdue their

husbands into taking them along

Shrutkirti and Urmila ( Excitedly ) : Dhanyavaad Ram bhayia !!

Bharat : Parantu bhayia , main kataya nahi jaaonga inke saath , main aapke saath baad mein prasthan karoonga .

Lakshman ( with a wicked smile , holds his hand and drags him ) : Arey bharat bhayia , aayie naa , bahut anand aaega , bilkul bachpan ki tarh.

Ram : Lakshman !!! Bharat nahi jaana chahta toh rehne do , jaisi uski Icha. Tum charon dhyan se jaana , jungle bahut ghana hai , khatra ho sakta hai .

Lakshman ( Laughing and pointing towards Urmila ) : Bhayia , sabse bade khatre ko to aap hamare saath bhej rahe hain?

Hearing this , Urmila pinched him tighltly on his arm and Lakshmana screamed aloud

Lakshman : Arey aap to naraaz ho gayin , chaliye ab . Chalo shatrughan , kya kehte ho , pratispardha ho jaaye , dekhte hain pehle kaun pahunchta hai ??

Shatrughan : Haan haan bhyia , avashya ..

Shatrughan and Lakshman then holded hands of their wives , literally dragging them towards their rath and rode off at great speed causing some panic for Urmila and

shrutkirti , they were not used to travel like this . Rama , bharat , mandavi and sita could hear the scream of urmila and shrutkirti dying away slowly as their raths

faded away slowly towards the horizon .


At the temple :

Sita To Bharat : Raghunandan , Aap nahi gaye unke saath , koi vishesh Kaaran ?

Bharat : Bhabi , un dono ko nadi mein tairne aur khelna kaa bachpan se bahut shauk hai , isliye itne utsahit the veh . Aur bhabi , in dono ka koi bharosa nahi , kya

khichdi pakti rehti hai inke dimaag mein , Aur mujhe le jaane ki zid kar rahe the , toh avashya hi koi bhayanak yukti banayi hogi iss Lakshman aur shatrughan nay.

Mandavi : Main samjhi nahi , aapka kehne ka kya tatparya hai ?

Bharat ( hesitantly ) : Mandavi , jab hum gurukul mein the , to yeh dono mujhe ganga ke kinare ek oonche parvat par le gaye , aur phir balpoorvak mera hath pakadkar wahan se chalang laga di , kitna dar gaya tha main uss din . Aur pata nahi kitne aise daravne anubhav kiye hain maine ab tak inke saath .


Sita ( Laughing) : Lagta hai dono ka bachpana ab tak nahi gaya ..

Mandavi : Ab urmila aur shrutkirti ka kya hoga ?

Ram : Aap chintit naa hoyiye , Veh un dono ke saath aisa mazaak nahi karenge .

Bharat : Parantu bhayia , aapne unka utra hua mukh nahi dekha tha jab aapne zabardasti dono rajkumariyon ko saath le jane ko kaha , kuch na kuch to avashya karenge veh .

Sita : Swami , sheeghra pooja aarambh kijiye , taki hum prasthan karen yahan se , mujhe chinta hone lagi hai ab.



Some time later , Rama , bharat , mandavi and sita reached the shores of Ganges , and what scene do they witness there ???


Urmila and Shrutkirti were weeping Profusely and both the brothers were down on their feet trying to make them stop crying.


Shatrughan : shrutkirti , kripya ab to rona band kar do , dekho baaki sab aane waale honge..

Lakshman to Urmila : Arey meri Maa , chup ho jayo ab.



Then the four witnessed their elder siblings coming along their way . Seeing them , Urmila and shrutkirti wept even more loudly as they ran towards their sisters , while

the twins attempted to flee the scene.

shatrughan : Bhaagiye bhayia ...



But not before Bharat outran them and caught hold of both by their necks.

Bharat : Jiska mujhe dar tha , aakhir wahi hua , kar diya koi kaand ? dekho kaise ro rahi hain dono.

Ram : Bharat , le kar aana zara in dono ko idhar.

Sita ( looking worried ) : Urmila , Shrutkirti , kripya rona band karo , ham sab hai naa yahan , kya hua

Shrutkirti ( still crying ) : Didi , humein mithila wapas jaana hai ...

Mandavi : Parantu hua kya ?

Urmila ( somewhat composed by now ) : Iska uttar aapke devar denge , puchiye inhi se ...

Rama : Lakshman , agar sheeghra tumne nahi bataya toh...

Lakshman ( acting innocently ) : Bhayia parantu humne toh kuch kiya hi nahi ..

Bharat : Itne bhole to tum ho nahi

Shatrughan : nahi nahi , satya keh rahe hain lakshman bhayia , baat bas itni si hai ki shrutkrti aur urmila bhabi hum dono ko chidha rahi thi ki hum ram bhayia se dar gaye aur unhe saath mein laane ko vivash ho gaye , to bas bhayia aur maine bhi socha ki ...

Bharat : Haan Haan , batao aage , ab bataane mein kyun sharm aa rahi hai , karya to tum kar hi chuke ho ..

Urmila : Aage ka kissa main batati hoon bhayia . Raaste mein humein ber ke vriksh dikhe toh unhe todne ke liye hum wahan ruk gaye , main aur shrutkirti ber tod rahe the , aur itne mein aapke dono bhai gaayab . humne unhe dhoondne ka prayas kiya , parantu veh nahi mile aur dar bhi lagne laga phir .

Shrutkirti : Aur phir ekaek huemin daraavni dhwani sunayi dene lagi , jaise asuron ki hoti hai , aur phir hum kya dekhte hain , ki do asur talwar ke sath humari aur bhaage chale aa rahe hain . Humari toh jaan hi nikal gayi . Yeh dono aapke bhai , mukh par kahin se rang lagaakar humein daraane ke liye aisa kar rahe the .


Hearing this , bharat tightly pulled shatrughana's ear

Bharat ( angrily ) : Yeh sab kya hai , aur rang kahan se aaye tumhare paas

Shatrughan : Bhayia rang to aap hi ke hain , apki chitra petika se nikale hain . Humara dosh nahi hai , yeh rang hain hi aise ki ache bhale yuvraj ko daanav jaisa bana de.

Lakshman : Theek hai , toh faisla ho gaya , is sab ka kaaran yeh rang hain , aur kyunki ye rang Bharat bhayia ke hain , toh is sab ke doshi bhi vahi hain .

Mandavi and Sita started to giggle on this innocent joke.


On listening , bharat became even more enraged

Bharat : Yeh kaisa tark hua bhala , maine kaha tha yeh sab karne ke liye... . Aur shatrughan , tumhari is prakaar ki saari gatividhyon ka ache se smaran hai mujhe , ek baar bas ayodhya pahunchne do , tumhari saari katha main sumitra mata ko bataunga

( Lakshmana started to laugh ) : Shatrughan , ab kaun bachaega tumhe maa se .. Ha Ha


(Ram now pulls lakshman's ear ) : bachne toh aap nahi waale hain .


Ram : Sitae , Shatrughan ki toh 4-5 sharaaratein hain , isliye bharat ko kam se kam yaad hain , parantu is Lakshman ne toh naa jaane kitne aise keertimaan sthapit kiye hain , ki koi vyakti yaad hi nahi rakh sakta , Ek puri pustak likh di hai maine in sab ka vivaran karte karte. Main toh haar gaya sitae , Taadka aur subahu ka vadh karna aasaan hai , parantu in dono ko sudhaarna nahi .

Bharat ( Laughing) : Satya kaha bhayia aapne.


Shatrughan : dekhiye Bharat bhayia , Agar aapne mata sumitra se kuch kaha , toh yaad rakhiyega ki mata kaekaiyi ko batane ke liye humare paas bhbahut kuch , jaise ki kaise maandavi bhabhi se do baar daant kha chuke hain aap ..

Mandavi's Face turned Red with embarrasement .


Rama folds his hands in front of the twins:

Rama : Sun liya maine , kuch nahi kahenge kisi se , ab pooja khatm kar lein agar aap dono ki agya ho .

Sita : Urmila , shrutkirti , lagta ab toh jeevan mein tumhein is sab ki aadat dal leni chayiye.

Urmila : Aap chintit na hoyein didi , Ab toh jaisa vyavahar aapke devar humarey sath karenge , waisa hi bhojan unhe milega.

Lakshman : Acha meri maa , aage se koi mazaak nahi , bas bhojan atyant swadisht hona chahiye .

Urmila : Dekha didi , inki kamzori lag gayi naa humaare haath...



And all had a hearty laugh as they started to perform the pooja. After finishing , just as they were about to board their rath's for return journey , in came an arrow and

pierced throgh Lakshman's shoulder. He Shouted in some pain as everyone looked to find before them the defeated kings of swayambhar along with their huge forces who had

come to extract revenge.

All the sisters looked quite worried. Before anyone could react , another arrow just zipped past ram , slightly scathing along his forearm leading to blood oozing out from his arm as well , but his injury was still less as lakshman had been hit directly.

Seeing this , For a moment Lakshman forgot All his pain , for him , his slightly injured Ram bhayia was the most concerning thing now .


Sita : Raghunandan , Lakshman bhayia , aap theek hain naa.

Ram : Sita main theek hun , tum Lakshman par dhyaan do , use adhik chot aayi hai


Lakshman's face turned white with fury and he openly challanged the princes.

Lakshman : Dusht Raja , tumhara aisa dussahas , mere pujya Ram bhayia par Hamla kiya tumne ... Us din swambhar sabha mein tum sab bach gaye , agar Ram bhayia ne mujhe nahi roka hota , to unke apmaan ka pratishod wahin le leta mein.


Shatrughan : Lakshman bhayia , kya in sab ne pehle bhi apman kiya ram bhayia ka ??

Lakshman : Haan shatrughan , aur isliye aaj yeh jivit nahi bachenge



Shatrughan jumped out of his rath and in a moment of rage , cut off the prince's head with his sword. The other rajas took a step back in amazement.

Seeing this dreadful sight, all the sisters cried out loud in shock.


Lakshman :Ram Bhayia , aap aur bharat bhayia rajkumarion sahit ayodhya ki aur prasthan kijiye , main aur shatrughan sheeghra pahunchte hain in sab ka sanghar karke.


Ram : Lakshman , itna krodh theek nahi , shaant ho jaao , ham charo inka saamna karenge.

Shatrughan : Nahi bhayia , aapse nivedan hai , aap jayie , hum hain naa yahan

Ram : parantu..

Lakshman : Bhayia maine kaha naa aap jaayie

Bharat : Rehne dijiye ram bhayia , aap jaante hain naa ki iss samay yeh dono aapki baat nahi sunenge , aayi chalte hain. And the 6 rode off , as the sounds of fighting died down gradually as their rath's moved away from the battlefield.



It now seemed as if Lakshman and Shatrughan were the older siblings , in protective mode , telling their younger siblings to go away to safety while they fought the danger.

Sometime later , the 6 reached near ayodhya borders and waited there for the twins to return. All the princesses were worried


Mandavi : Didi , mujhe un dono ki bahut chinta ho rahi , dekha tha naa aapne kitne krodh mein they

Sita : Satya keh rahi ho mandavi , maine toh pehli baar dekha hai aaj ki devar ji ne tumhare jijashree ki agy naa maani ho.

Shrutkrti ( crying again ) : Didi , aapne dekha tha kis prakar inhone us raja ka sheesh Kat diya tha , mujhe to unhi se bhay lagne laga hai ab.

Bharat : Sita bhabi , Shrutkirti , aus raja ne bhayia par akraman kiya tha , jab bhi ram bhayia ya mujhe koi kshati pahunchane ka prayaas karta hai , to uss samay aapke dono devaron ka krodh charam seema par hota hai , uss samay main aur bhayia to kya , swayam pitashree bhi unhe sambhal nahi sakte.


Urmila ( worried ) : Agar unhe yudh mein kuch ho gaya toh??

Ram ( trying to lighten the mood ): Jitna main apne bhayiaon ko jaanta hoon , Mujhe toh ab un kshatriya rajaon ki zyada fikr hai , bechaare sabhi apni mrityu ko taras

jaaenge .


After some time :

Bharat : Ram bhayia , kya lagta hai , 10000 .

Ram : Nahi Nahi , kam se kam 15000 .


The sisters looked quite suprised as to what the princes of ayodhya were upto , playing a funny number game

Mandavi ( amused) : Yeh aap dono kaisi vichitra baatein kar rahe hain.

Bharat ( laughing ) : mandavi , Ram bhayia aur main toh yeh anumaan laga rahe the ki ab tak lakshman aur shatrughan ne kitne shatruon ka ant kar diya hoga .

Sita : Aap dono iss samay bhi aisa parihaas kar rahe hain ..

Ram : Parihaas nahi Sitae , satya vachan hain , dekhiye , aa gaye aapke dono devar.


They all saw Lakshman and shatrughan arriving on their horses , blood dripping from their swords , which was probably of all the princes they had slained , however none

injury was caused to both of them .

Urmila ran towards her husband and hugged him brazenly , eventually dressing the earlier inflicted would on his shoulder. However Shrutkirti didnt do the same , she hid behind mandavi and could not express her feelings.

Shatrughan : Arey shrutkirti , kya aap humein dekhkar prasann nahin hain , kuch seekhiye urmila bhabi se.

Lakshman ( Laughing ) : mere naadan chote bhai , tumhe dikh nahi raha ki voh tumse hi dari hui hai , tumne gardan jo kaatdi us rajkumar ki shrutkirti ki aankhon ke saamne..

Shatrughan ( now literally flirting , kneels down and gives his sword to his wife ) : Aap humse mat dariye , yeh rahi meri talwar , aur iss shatrughan ka chit aapke charnon mein hai .


Shrutkirti 's face turned Red and she blushed heavilly


Urmila ( nudging lakshman with her forearm ) : Kabhi aise prem ke do vachan mere liye bhi kahen hain aapne ?

Lakshman ( teasingly ) : Rajkumari , apne armaano ko kaabu mein rakhiye , tumhare liye agar aisa kuch karta , meri to gardan hi udha deti tum ...


All had huge laugh at this , and now with the mood being lightened , they proceeded towards ayodhya and reached the next morning for a grand welcome , All the queens

were really happy to meet thier daughter in laws' . It was now time for the famous ring finding ceremony

Rama and Bharat , along with their wives sat on one side , while the twins on the other.

The ceremony started with the couples dripping their hand in the earthern pot filled with milk with a ring in it , the one who so ever will find it first , would be the

winner , and thereby will have more control over his partner.




It was a beautiful and serene moment where rama and bharat were seated , an utter pleasure to watch the divine and blushng couples play it out . Mandavi and Sita had

managed to defeat their husbands in the task.

Kaushalya ( happy and joyfully ) : Aur hamari putra vadhuyen jit gayin.

Kakeyi : Haan didi , hamare putra kahin to haare.



If it was beautiful and serene on this side , it was an utter chaos and mess at the other .


Sumitra ( shocked ) : arey didi , wahan dekhiye kya ho raha hai .



Both Lakshman - urmila and shatrughan -shrutkirti were holding onto their respective rings , trying to snatch with force , just like in a tug of war game.

Lakshman and shatrughan : dekhiye , hum dono jeeta hain , isse pehle humne pakda.

Urmila and shrutkirti : nahi , humne pehle pakda.

Who could have said that they were newly married , fighting like little children...


Bharat : shatrughan , Lakshman , yeh kya kar rahe ho , kya tumhe lajja nahi aati aisi harkatein karte hue mataon ke saamne.

Sumitra ( puts her hand over her forehead) : Hey bhagwaan , kya karun main in dono kaa . .


Shatrughan : Bharat Bhayia , aap to chup hi rahiye , aap dono ne to pehle hi harva diya hai , ab ayodhya ki prathishtha hamarein haathon mein hai , jeetke to hum hi rahenge.


Sita : Urmila , shrutkirti , yeh kya kar rahi ho tum dono , bhool gayi maa ne kya kaha tha , ki hamara vyavahar hi hamare vyaktitva ka parichay hoga.

Lakshman : Dekha urmila , sun lo seeta bhabi ki baat ...


Finally , in a dire attempt to win , Lakshmana enacted as if he was feeling pain from his shoulder wound while pulling the ring towards him and shatrughan made scary

face towards shrutkirti as if the next moment he would chop her head off ..
Hence , Urmila , out of worry that his husband was feeling pain , and shrutkirti out of fear , let the rings go .

The plan of the twins worked and they both stood up in union with joy

Shatrughan ( hugging lakshman ) : Mubarak ho bhayia , hum jeet gaye

Urmila : But you both have cheated , its not fair

And both princes started dancing with joy in front of their wives.



Sumitra : wah , mere putron , is jeet ka puraskar bhi milega tum dono ko ..

Lakshman ( excitedly ) : Kya mata , sheeghra dijiye naa


Sumitra : Your prize is that you both are not getting any lunch today . Ram and Sita have told me everything what you did on your way and how how tricked my inncocent daughter in law's on the way . Now you both , out of the palace now , dont return till evening .


Lakshman and shatrughan walked away as they made disgusting faces towards their wives... while Urmila and shrutkirti broke into giggles.




Finally , that day everyone sat for lunch after a tiresome day , except of course our 2 sumitra nandan , who had been punished of not getting any food .

Ram and bharat and the 4 princesses began to eat but could not put a single morsel of food in their mouth , they felt bad that lakshman and shatrughan were made to go hungry today

Kaushalya : Kya hua putra , bhojan kyun nahi kar rahe ho .

Ram : Maa , lakshman aur shatrughan ko bhi bulva lijiye naa , agar aap sumitra maa se kahengi to veh inkaar nahi kar paaengi.

Sumitra : nahi putra , ek din bhookha rehne do , ab toh vivah bhi ho gaya unka , par ab tak baalpan nahi gaya.



Just then all of them started hearing strange laughs and giggles of Lakshman and shtarughan , Everyone got up in search , which led them right in front of the royal kitchen.


It was the most hilarious sight to see , they saw it was none other than the wicked Manthara feeding both the princes with her own Hands very lovingly , probably with even more love than that shee would have shown towards Bharat . Bharat and Ram very amused to see this , it was the first time for them to see such sight.

But what had they done now to deserve such a treat from her .

lakshman: Bas Bas Manthara naani , pet bhar gaya , ab aur nahi khaya jata

Shatrughan : Aur kheer to atyant swadisht thi

Manthara : toh aur lo naa , abhi toh kuch bhi nahi khaya tumne.



Sumitra turned red with anger and ran towards manthara ,

Sumitra : Manthara , yeh kar diya tumne , in dono ko sazaa mili thi ki inhe bhojan nahi milega , aur tumne...

Manthara : Parantu Maharaani...


Kakeyi and Rama finally managed to calm her down and she left the hall saying " Tum dono bhayiaon ko to main baad mein dekh loongi " .


The princesses were trying hard enough to control their laughter as they stood behind.


Bharat : Toh shatrughan , aanand aa gaya bhojan ka.

Lakshman ( Embarrased ) : haan bhayia , bhojan toh swadisht tha hi , parantu yahi bhojan aur swadisht tab ban jata hai jab iska sevan karne par rok laga di ho , chup chup ke khane ka alag hi maza hai...


Ram : Parantu yeh to batao , yeh chamatkaar hua kaise , Manthara naani apne haathon se tumhe khila rahi thin..

Shatrughan : Bhayia woh.. woh ... bhabhiyon ke saamne batana...

Sita : Kyun nahi devar ji , ab ham bhi iss parivaaar ka hissa hain , aisi rochak baat to humein bhi sun ne ki utsukta hai

Lakshman : Bhayia , woh hamne manthara naani se kaha ki humare paas ek aisi khabar thi jisse sunkar veh swayam humein swadisht vyanjan dengi.

Bharat : Aur aisi kya soochna de di tumne unhe .

Shatrughan : Woh .. hamne unse kaha ki pitarshree kal bharat bhayia ka rajya abhishek karne waale hain...

Bharat ( highly embarrased in front of ram and pulls shatrughana's ears again) : Hey prabhu , yeh to had hi ho gayi ... Dekh rahe hain ram bhayia aap.


Ram : Ha hA , vaise mujhe koi aapatti nahi hai agar yeh satya bhi hota...


Bharat : Bhayia ab aap bhi shuru ho gaye..

Ram : Chalo sab prasthan karen yahaan se , Manthara naani ko satya bhi to batana hai , ab tak toh unhone saare mahal me iss baat ka dhindora peet diya hoga...




shruthiravi thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#46
Nice one. Really enjoyed. Hoped the show had also showd some lighter moments like this.
Shivam... thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#47

Originally posted by: shruthiravi

Nice one. Really enjoyed. Hoped the show had also showd some lighter moments like this.


Thank You shruthi
lifeiscrazy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#48
nice one conversation is gentle like a flow wish to see something like this on screen
keep writing more frequently😆
Shivam😃
Aayushi15 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#49
Amazing. I just loved the antics of the notorious twins.
Update soon
Shivam... thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#50

Originally posted by: Aayushi15

Amazing. I just loved the antics of the notorious twins.
Update soon


Yup , notorious they are , thats why we love them to the core
Top