Created

Last reply

Replies

218

Views

7.1k

Users

3

Likes

44

Frequent Posters

Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#41

Originally posted by: poojaluvnbt

Tu arnakulam gayi to munar kyu nahi gayi? 3 h ka rasta hai. Ice fall dekhti.

haan...its beautiful place lekin program humara sirf 3 days ka tha na ...had work na here !
next time araamse plan karoongi ๐Ÿ˜Ž
poojaluvnbt thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#42
Job se chhuti nahi kya khak enjoy karungi.
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#43

Originally posted by: poojaluvnbt

Job se chhuti nahi kya khak enjoy karungi.

Poojo...chod de kaam ko ๐Ÿ˜†๐Ÿ˜† kuch dino holidays le kar bada sa ghumi karne jaa
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#44

tu kabh mujhe darshan degi phir Poojo... I shall miss u so so much ๐Ÿ˜ญ

Edited by raokrithika - 9 years ago
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#45
aahat kabh aayega
. think after cid 11 wala slot hoga
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#46
good night Poojo๐Ÿ˜ƒ
poojaluvnbt thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#47

In Night Niyati hall me Tv start karne ki kosis kar rahi hai. Lekin wo start nahi hota. Tabhi daya bahar se aata hai.

Niyati- aa gaye tum. Kaha the itni der tak?

Daya- haa wo bus pados me gaya tha. Kuch kaam tha aapko?

Niyati- dekho na is TV ko main kab se start karne ki kosis kar rahi hoo ho hi nahi raha.

Daya- ek min main dekhta hoo.

Daya Tv check karta hai per usase bhi on nahi hota.

Daya- Lagta hai koi wire loos ho gayi hai. Main abhi thik kar deta hoo.

Daya TV ka ek wire thik karne jata hai or achanak flactuation hota hai. Daya ko halka jhtka lagata hai.

Daya- aaouch.

Niyati- Daya kya hua? Current lag gaya kya?

Daya- haa halka sa. But I m ok.

Niyati- sambhal ke.

Daya fir se wire thik karne jata hai or fir se flactuation hota hai. Iss baar light chali jati hai or ghar me adhera ho jata hai.

Daya- ye light ko kya ho gaya. Aap jaha hai wahi baithi rahiye main abhi aata hoo.

Daya bahar jata hai. Kuch der me wapus aata hai.

Daya- pure mohalle kilight chali gayi hai. Lagta hai kahi short circit ho gaya hai. Ab to kal subah hi kuch hoga.

Niyati- tab tak kya hum andere me rahenge?

Daya- nahi candle hai na. Main dhoondhta hoo.

Daya candle dhoondhne ki kosis karta hai per andhere ki wazah se wo table se takra jata hai.

Daya- maine bhi candle pata nahi kaha rakh di hai. Ek to andhere me kuch dikh bhi nahi raha.

Niyati uthati hai or hall ki khidki open kar deti hai. Daya palat ke Niyati ki taraf dekhta hai or dekhta reh jata hai. Chaand ki halki roshni me Niyati use bahoot khoobsurat lgti hai.

Niyati- kya hua?

Daya- kuch...kuch nahi.

Niyati- candle mili.

Daya- n...nahi dhoondhta hoo.

Kafi dhoondhne ke baad Daya ko candle mil jati hai.

Daya- Candle to mil gayi. Lekin ise jalau kisase? Machin kaha rakh di hai?

Niyati- tumhare paas lighter nahi hai?

Daya- main cigrate nahi pita.

Niyati- maloom hai. Per her wo insan jiske paas lighter ho zaroori nahi ki wo cigrate pita ho. Kuch log aisi emergency ke liye bhi apne paas lighter rakhte hai.

Daya- janta hoo. Per mer paas nahi hai. Or machis kaha rakhi hai ye bhi yaad nahi.

Niyati- koi baat nahi. Mere paas lighter hai.

Daya- aap cigrate piti hai!

Niyati- abhi kaha tha na ki her wo insan jiske paas

Daya- samjh gaya. To jaiye lighter le ke aaiye.

Niyati lighter le ke aati hai. Andhere me Niyati ke room se Daya ko kuch girne ki aawaz aati hai.

Daya- kya hua? Aap thikto hai.

Niyati- haa. Main thik hoo per pata nahi kuch gir gaya.

Kuch girne ki aawaz dubara se aati hai.

Daya- ye din ke ujale me chije girati chalti hai andhere me pata nahi kamre me kya toofan le aayi hongi.

Kuch time baad Niyati lighter leke aati hai. Niyati Lighter se candle jalati hai. Per hawa ki wazah se candle bujhne lagti hai. Daya or Niyati dono candle ko bojhne se bachane ki kosis me apne apne haath se dhakne ki kosis karte hai. Is chakkar me Niyati ke haath ke uper Daya ka haath aa jata hai. Niyati Daya ki aankho me dekhti hai. Daya bhi Niyati ki or dekhta hai. Dono kuch der keliye pause ho jati hai.Niyati dheere se apna haath Daya ke haatho se Nikal leti hai per daya use hi dekhta rehta hai. Candle Daya ke haath pe pighal ke gir jata hai. Daya ka hath jal jata hai. dekh ke Niyati uska haath apne haath me le ke usase puchti hai.

Niyati- kaha dhyan tha tumhara? Jal gaya na haath.

Daya kuch nahi kehta. Niyati Daya ki jali hui ungli pe apne hoto se blow karti hai. Tabhi Bg me song play hota hai "Bheenge Hoth tere"

Niyati Daya ki or hairani se dekhti hai. Daya bhi hairan sa use dekhta reh jata hai.

Niyati- ye ganaa.

Daya- maine nahi chalaya shayad paros me chal raha hai.

Niyati- Itni tez.

Daya- wo... wo... light nahi hai na to shayad paros me sab radio sun rahe hai. Main abhi band karwa ke ata hoo.

Niyati- rehne do.

"Jaam ke barsa de mujhper ghataye"

Niyati Daya ka haath chhod deti hai. Dono kafi akward sa feel karte hai.

"Kabhi mere sath koi raat gujar, tujhe subah tak main karu pyaar"

Niyati- main ... main oilment le ke aati hoo.

Daya- na...nahi main thik hoo. Jalan bhi nahi ab.

Niyati uth ke jaane lagti hai per andhere me ladkhadati hai or Daya ke uper gir jati hai. Dono ek dusre ke kafi close hote hai.

"Saanse aanch teri, taan aag tera,

Cheene neend meri loote chain mera"

Daya Niyati dono ki heartbeat or breat speed incease ho jati hai.

"Kala jaadoo kare lambe baal tere.

Aankhe jheel teri dore laal tere"

Niyati ke baal daya ke chehre ke uper fail jate hai. Daya unhe dheere se apne chehre se hatata hai. Daya ki nazre niyati ki nazro se milti hai.

Niyati shy feel karti hai or apni nazre chura leti hai. Wo uth ke daya se alag hoti hai.

Niyati- main kamre me ja ke dekhti hoo kya gira hai.

Daya- main bhi chalta hoo. Warna andhere me or bhi cheeje gir jayengi.

Dono kamre me jate hai. Niyati zameen pe giri cheeje uthati hai. Daya bhi uski help karta hai.

Aankhe keh rahi, jo na hum kahe.

Use sun le tu, jo na lab kahe.

Ek saman uthate waqt Daya ka haath Niyati ke haath ke uper pad jata hai or wo use dekhe jata hai. Dono eye lock me kho jate hai.

Tu na soye aaj, Main na sou aaj.

Tujhe dekhu aa, tujhme khou aaj.

Niyati apna haath Daya ke hatho ke niche se hatane ki kosis karti hai. Daya bhi uska haath chod deta hai.

Tu na soye aaj, Main na sou aaj.

Tujhe dekhu aa, tujhme khou aaj.

Dono uthne ki kosis karte hai per ek dusre se takra jaate hai.

Kabhi mere saath koi raat gujar. Tuhe subah tak main karu pyaar.

Daya- aap so jaiye bahut raat ho gayi hai.

Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#48

Kabhi mere sath koi raat gujar, tujhe subah tak main karu pyaar๐Ÿ˜ฒ๐Ÿ˜ฒ daya ke upar ye song ๐Ÿ˜ฒ๐Ÿ˜† I cant imagine ...feel shy shy โ˜บ๏ธ
ye toh out of the box imagination hogaya ๐Ÿ˜‰
Poojo...story is coming to end ...n its getting more interesting โญ๏ธ๐Ÿ‘loving it ๐Ÿ˜ƒ
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#49
dilwale dulhania le jayengeโ˜บ๏ธ Poojo...aaja ๐Ÿ˜Ž
poojaluvnbt thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#50
kitto main aa gayi. Net slow hai sorry 4 late
Top