Created

Last reply

Replies

177

Views

6.1k

Users

3

Likes

32

Frequent Posters

Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#81

Originally posted by: poojaluvnbt

Thank god ab daya ya shreya ek dusare ko waisi wali nazar se nahi dekhte. Pata hai sat ko jab wo love story wala case CID me chal raha tha na mujhe laga kahi at end Daya Shreya apne fbs na dekhne lage.

sach mein yaar ..when ever I c them in single frame darr lagta hai phir se chalu na kar de kahi flashback ka torture na de de hume 😑
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#82

Originally posted by: poojaluvnbt

Salunkhe kisi bhi haal me apne style se compromise nahi kar sakta. Kabhi bhi uski gf ka phone aa sakta hai. Isliye humesha ready rehta hai.

πŸ˜†πŸ˜† I miss that gf convo b/e team n salunke πŸ˜†
did they ever show his GF in the show ?πŸ˜†
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#83

Originally posted by: poojaluvnbt

Salunkhe ko Abhijeet ko compthtion bhi to dena hota hai.

πŸ˜†πŸ˜†
miss those light hearted scenes ...kitna fight karte the ..aaj kal acp salunke fight b nahi dete
poojaluvnbt thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#84
Aaj Abhi ka sautan aaya tha lab me. Abhi usase bahut jal raha tha.
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#85

Originally posted by: poojaluvnbt

Aaj Abhi ka sautan aaya tha lab me. Abhi usase bahut jal raha tha.

kaha gaya phir woh ?πŸ˜† aaj maine taraika n abhi ka outing scene dekha πŸ˜† where tarika will meet her friend
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#86
good night Poojo... πŸ˜ƒ
poojaluvnbt thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#87

Daya Niyati ki aankho me dekhane lagata hai or Niyati apni nazre chura leti hai. Daya ye dekh kar smile karta hai.

Niyati- Mujhe... Mujhe room me jana hai.

Daya- Are lekin Movie?

Niyati- Mujhe nahi dekhani. Mujhe andar jana hai.

Daya- chaliye main aapko andar pahucha du.

Niyati- Nahi. Main khud chali jaungi.

Daya- Are main pahucha deta hoo na. Aapko dard hoga.

Niyati- nahi. Main khud chali jaungi. Khud kosis nahi karungi to fir jaldi thik nahi ho paungi.

Daya- are wah. Mujhe nahi pata tha ki aap meri baat ko itni jaldi maan lengi.

Niyati- Isme tumhari baat maanane wali baat kaha se aa gayi?

Daya- accha thik hai gussa mat kijiye, main maan gaya maine kuch nahi kaha tha.

Niyati khud se room ke andar chali jati hai.

Daya- Madam ko gusse me yaad hi nahi raha ki unke pair me moch lagi hai. Sidhe sidhe chal ke room me chali gayi. Per main bhi itni aasani se picha nahi chodane wala. Ab moch ka bahana kiya hai to uski saza bhi milani chahiye na.

Room me Niyati pareshan hai.

Niyati- kahi Daya ko pata to nahi chal gaya ki main use pasand karti hoo. Isliye wo mujhe aise dekh dekh ke smile kar raha tha. Ya phir ye ho sakta hai ki Abhijeet ne use kaha ho ki wo mujhse apne dil ki baat keh de. Kal raat bhi to wo use yahi samjhane ki kosis kar raha tha na. Haa yahi hai. Wo mujhse apne pyaar ka izhaar karna chahta hai isliye subah se aisa ajeeb bartaw kar raha hai. Lekin ye kaun sa tarika hai kisi ko ye ehsas dilane ka ki wo usase pyaar karta hai. Is Body builder ka dimag bus apne case suljhane me hi chalta hai. Pyaar ke mamle me to bilkul anari hai. Kuch bhi ho t taiyar reh Niyati, Daya bahut jaldi tujhse pyaar ka izhar karne wala hai.

In afternoon Daya enter in Niyati room

Daya dekhta hai ki Niyati book padhne me buzy hai.

Daya- Badi sukun se book padh rahi hai. Thoda pareshan karna to banta hai. Bahut pareshan kiya hai inhone mujhe.

Niyati ki nazar Daya pe padti hai or book side me rakh deti hai.

Niyati- Kuch kaam tha?

Daya- Haa wo bahar halki dhoop nikal gayi hai to main soch raha tha thoda paas me hi ghoom aau. Socha aapse puch lu aapko kuch chahiye to nahi.

Niyati- nahi. Per tum kab tak wapus aaoge?

Daya- 2 ghante me laut aunga. Khana aaj maine nahi banaya bahar se hi pack karwa ke le aaunga. Aap aaram kijiye or agar kisi cheej ki zaroorat hogi to mujhe phone kar lijiyega.

Niyati- thik hai.

Daya- thik hai to main niklata hoo. Aap darwaza band to kar lengi na ya main bahar se lock kar ke jaau?

Niyati- Nahi main lock kar lungi.

Daya jaane lagta hai. Niyati uth kar gate band karne uske piche piche jati hai. Niyati ko thik se chalte dekh Daya smile karta hai.

Daya- Lagta hai aapka dard bilkul gayab ho gaya. Lekin ye kaisi chot thi jo itni jaldi gayab ho gaya. Aapko chot lagi bhi thi ya nahi?

Niyati ye sun ke ghabra si jati hai.

Niyati- ye kya kar rahi hai Niyati. Kaise bhool gayi ki tune pair me chot lagne ka natak kiya hai. Aise to tu aaram se kaise chal sakti hai. Or ye ek CID officer hai. Ye jhat se pakad lega ki tu natak kar rahi hai. Agar ise pata chal gaya ki tu natak kar rahi thi to phir ek CID officer ke sawalo ka kya jawab degi tu? Kya kahegi ki kyu rukana chahti thi tu yaha?

Daya- ye aap baar baar kaha kho jati hai?

Niyati- kuch nahi. Dard to ab kum hai isliye to yaha tak chal kar aai hoo.

Daya- haa per aapko dekh ke lagta nahi ki aapko kabhi moch aai bhi thi.

Niyati- are kaha na ki dard hai to hai. Ab kya her time bed pe baithi rahu tabhi maanog tum. Ab chalo tumhe jana hai na.

Daya- haa. Chalta hoo.

Daya aage badta hai or Niyati use dikhane ke liye dheere dheere chalti hai lekin ghabrahat me such me girne lagti hai. Daya use apni baaho me tham leta hai.

Daya- aap bhi na thik se chal nahi sakti kya? Kya zaroorat thi itna jaldi jaldi chalne ki? Ab gir gayi na. Chot lagi hai dard hai to aaram se chalna chahiye na.

Niyati- abhi to tum keh rahe the ki mujhe chot lagi hai is baat pe tumhe yakeen nahi.

Daya- thoda doubt hua tha. Per aap gir gayi na to mujhe yakeen ho gaya ki aapko chot lagi hai.

Niyati- Matlab agar main nahi girti to main jhoothi hoti.

Daya- maine aisa to nahi kaha. Chaliye aapko room tak pahucha du.

Daya Niyati ko room tak pahuch deta hai.

Daya- dard ho raha hai?

Niyati- haa.

Daya- laiye main malish kar du.

Niyati (shocked) nahi. Main... main thik hu.

Daya- are laiye main malish kar deta hu aapko aaram milega.

Niyati- nahi. Tumhe jana hai na to tum jaao main thik hoo.

Daya- are chala jaunga. Pehle aapko marham laga ke malish kar deta hoo.

Niyati- (ye ise phir se kya ho gaya. Khud hi merepairo me malish karna chahta hai mujhe kuch thik nahi lag raha.)

Daya- laiye apna pair aage kijiye.

Niyati- maine kaha na main thik hoo. Tum jaao.

Daya- are subah hi to aapne kaha tha ki malish karne se aapko aaram milta hai phir abhi kyu mana kar rahi hai? Maine subah kuch aisa kar diya tha kya jo aapko bura laga?

Niyati- nahi aisa to kuch nahi hai.

Daya- to dijiye apna pair main malish kar du.

Daya Niyati ke pairo me malish shuru karta hai.

Daya- aapk pair kitne khubsurat hai. Itne khubsurat pair maine kisi ke nahi dekhe.

Niyati- haaa!

Daya- main to bus ye puch raha tha ki aap kya lagati hai apne pairo me jo aapke pair itne kubsurat hai. Dil karta hai bus inhe aise hi thame rahu. Wo ek dialog hai na "Aapke pair itne haseen ahi inhe zameen pe mat rakhiyega maile ho jayenge"

Niyati Daya ki baate sun ke ghabr jati hai.

Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#88

Thoda pareshan karna to banta hai😲😲 Daya bahut bold ho raha hai😲 aur ye baar baar why daya doing malish😭 Poojo...tune day ke andhar Monu ka bhoot dal diya kya ?πŸ˜†πŸ˜† am loving it ...thoda J ho raha hai but am loving how its going ..n excited ki kaisa ending hoga ? love confession hoga ? if so ..kaun karega first?
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#89
Poojo...fb dekh ! inbox
Krithzz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#90

have u seen johnny gaddar film ? daya hai film mein

Top