Karnandavas os-kahani mei twist-LAST part updtd pg 11 - Page 9

Created

Last reply

Replies

113

Views

30.2k

Users

25

Likes

220

Frequent Posters

Kore-Soteira thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
#81
Great update, Nikitha.
KaJu shooting mamashree... maar dalo usee ๐Ÿ˜ก

And my name is Kalyani
nuckts thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 10 years ago
#82

Originally posted by: maharjunfan

Awesome๐Ÿ‘๐Ÿ‘ Pls dont stop so soon๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ญ

thank you dear
i'll try to update a long part
the thing is if due to some work i am not able to continue then it becomes disappointing for everyone so thought of short n sweet ๐Ÿ˜Š
nuckts thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 10 years ago
#83

Originally posted by: Pamalo

wow so cute finally my madhav has come can u plz keep a madhav karna scene like the pandavs are scaring karna b4 marriage & then madhav telling dont worry i have 16000 wives i manage all so u can manage one or he too can join & say i'm trapped with 16000 wives plz plz do accept this req plz dear.

hey seems like a nice idea๐Ÿ‘๐Ÿผ
sure i'll update something like that ,just the naughtiness i wanted from madhav๐Ÿ˜‰๐Ÿ˜†
thanks for commenting dear๐Ÿ˜Š
nuckts thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 10 years ago
#84

Originally posted by: kalyani_shiva

Great update, Nikitha.

KaJu shooting mamashree... maar dalo usee ๐Ÿ˜ก

And my name is Kalyani

hey kalyani this is nikhita!
lolz mamashree moti chamdi ke hai itni jaldi marenge nahi๐Ÿ˜†๐Ÿ˜†๐Ÿ˜†

AMAR_LOVE thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#85
continue soon and pm me
...Hemangi thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#86

Originally posted by: nuckts

sochte raho wo dand๐Ÿ˜‰
thank you for your feedback dear๐Ÿ˜Š๐Ÿ˜Š



1 week already gone dear. When will u post next update .M waiting for it

Edited by hpatgiri - 10 years ago
nuckts thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 10 years ago
#87
part 7:
ar-waah jyeshth mujhe nahi pata tha ki dharm mei kabhi kabhi shararat bhi basti hai
voice-kintu dharma mei aisa dand phir bhi nahi basta hai paarth
arjun turns and looks-MADHAV!!!!
arjun followed by other 5 of them rushes towards HIS madhav
and he hugs him
arju-madhav kaise ho aap?
Madhav-swasth hu paarth tum kaise ho?
arj-swast hu
and then madhav greets everyone
madha-kaise hai bhrata karna?
kar-swasth hu
madhav-suna hai ab paarth aur aap ke alawa ek kanya hai jisne dhanurvidya ka shikshan liya hai aur unka nishana aapka hriday hai
karna blushes hearing that kar-ji vasudev wo mai..
nakul interrupts-sirf hriday nahi vasudev balki hum charo bhaiyo ki haddiyan bhi unka nishana thi(still not recovered from the shockof his DARING BHABHISHREE)
madh-ab natak mei hi sahi iss tarah ek kanya ke saath dushvyavhaar karoge to dand to milega bhrata nakul
kar-ha wo to hai
madh-kintu yeh mai yeh kya dekh raha hu? paarth aur pandavo mei sarva jyeshth mamashree ko itni duvidha mei daal rahe hai?
arjun then explains everything to him
madhav-hmmm.. dand dena ho to yogya dand de iss prakar asahaay vyakti par atchyachar dharma nahi hota hai
arj-kintu phir inhe kya dand diya jaaye?
lord krishna smiles naughtily,
madhav then goes to shakuni-aapko ek vachan dena hoga gandhaar raj
shak-kahiye vasudev kintu in dushto se mera rakshan kijiye
madh-apko swayam yeh nagar chodkar chale jaana hoga,aap gandhaar raj hai to kabhi gandhaar jaakar bhi rajya kijiye
iss tarah apni priya behena ke sansaar ko dushit karne ka kya aartha?
shak-kintu vasudev..
arj-anyathaa humme bhi adharma karna hoga mamshree
shak-eheehehe.. mere bachhe arjun tum kyu apna karma bigadoge?
mai swayam hi chala jaata hu
kar-aur kabhi bhi yaha waapas nahi aane ka vachan dena hoga
madhav-woh bhi swayam maharaj se duryodhan ka koi aansu,aapki behena ka koi dukh,aapka koi bhi chal kuch kaam nahi karega
shakuni(reluctantly)-thik hai
and then shakuni's matter is solved
Madhav and Karna scene now(roaming in garden)
madhav-to bhrata karna kya hua hai aapko shaadi ki koi chinta?
kar-nahi vasudev uski mujhe koi chinta nahi hai kintu mujhe choti arthaat panchali ki chinta hai
madhav-meri sakhi ki chinta ke liye mai hu ,uske pati hai
kar-ha hai awashya kintu meri chinta uski suraksha nahi se zyada uska adhikaar ke liye hai
mere vivaah ke baad vrushali meri patni ke roop mei patraani banegi,panchali ke tyaag ka kya laabh tha?
maine uska adhikaar kahi na kahi cheen liya hai
madh-koi kissika adhikaar nahi cheenta hai bhrata karna,yeh bhaagya ka kaarna purva janma ke karma hai
wo karna dusre janma mei uska bhaagya banta hai,to aap sakhi ki chinta na kare
and they look at side suddenly they spot arjun n bheeshma together
arjun had tears in his eyes
arju-jyeshth aapne paanchali ke baare mei itna vichaar kiya?mai baata nahi sakta ki mai kitna dhanya hu aapko bhrata ke roop mei paake
kar-nahi arjun dhanya to mai hu in sab rishto ko paakar,in sab rishto ki keemat mujhe ab hui hai
mere liye yeh bahut gaurav ki baat hai ki jo saamarth mujhe mere bhaagya ne diya hai uska mai dharma ke saath rehkar sadupyog karunga
madhav is very happy seeing them both like that
and now bheeshma-bheesh-ek nirnay liya hai maine jisse drupad kanya bhi patraani ban sakti hai aur karna bhi rajya kar paaye
kar-kya?
bhee-mere paas ek bada sa rajya hai angadesh,usse kafi samay se anushasan ki awashakta hai,mai to hastinapur ka sevak hokar usiko samarpit hu
kintu humare purkho ka yeh rajya mai tumhe saupta hu karna
kar-kintu wo to maharaj se anumati leni hogi na?
bheeshma-nahi putra yeh mera nirnay hai
with this he leaves
madhav-waise kya aapko yakeen hai ki sirf iss baat ki aap ko chinta hai?
aur kissi nahi?vivah bhi nahi?
kar-vivaah se kyu chinta hogi vasudev?
vasudev-vivaah ek alag hi moh jaal hai karna
kar-parantu aapne bhi to 16008 vivah kiye hai na?
vasudev-isiliye to(naughtily) anubhav se keh raha hu,vivah ka anubhav,ek stri ke aane se jeevan ke badal jaane ka anubhav
karna now gets confused
arjun gets it now that madhav is upto something naughty this time
madhav-arthaat striya jab vivaad(difference of opinion or fight) karti hai,triyacharitram karti hai(manipulation)
jab unhe aapse ruthna ho,aur wo yeh apeksha kare ki aap unhe manao,jab aap unhe yogya samay na de pao..
arj-fir chahe wo yogya samay dhanurvidya ki abhyaas hi kyu na ho..
madhav-bilkul paarth yatharth kaha hai tumne
kar-hey bhagwaan kya itna sabkuch sehen karna padta hai vivah ke baad
arju-ha jyeshth
karna-mai kuch samay ke liye mere kakash me jaata hu vishram karne ke liye
and he leaves
arju-chaliye madhav mai bhi aagya leta hu
madhav-arre tum kaha chale paarth?
arju-apne jyeshth ko chidane ka itna anokha awasar mai kaise kho sakta hu
and paarav laugh on that
karna spots other 4 pandavas
bhee-arre jyeshth chintit lag rahe hai
arjun comes from behind-kyunki madhav ne inhe vivaahik jeevan ke kuch rahasya baatei hai(indicates other 4)
pandavas(original 5)-to karna
bhee-vivah mei to purna swatantrata chin jaati hai jyeshth
naku-ha aur baar baar apni patni ke krodh ko shant karna padta hai
arj-unke aasuo ki dhaara to teer se bhi adhik gati ki hoti hai
kar-to kya hua meri vrushali aisi nahi hai hai na yudhishthir?(expecting a truthful reply)
yudhi-mera dharma humesha satya kehna hai to satya yeh hai ki "purushsya bhagyam aur triyacharitram jaane na koi"(men's fate and women's changing tendency cannot be known by anyone)
aur bhabhishree ko hum jaante hi kitna hai aur to aur wo hai ek stri to stri ke baare mei yeh sab baatein laago hoti hai
kar-kya panchali ke waqt bhi..(then realizes about her being wife of 5 so to avoid any further awkwardness).. arthaat bheem kya hidimba bhabhishree ke saath bhi aisa hi hua tha?
bhee-ha jyeshth wo to kai baar bina wajah roti thi
arju-aur to aur chitrangada ko agar krosh aaye to haath mei talwaar aate der nahi lagti thi
nakul-kai baar apni patni ka shringaar bhi khud karna padta hai maine to kesh bhi banaye hai
kar-KYA!!! yeh sab mujhe nahi aata
sah-to aap unke kesh pe teer chala dijiye
and all pandavas laugh on that
here vrushali is tensed about wedding(wedding jitters)-she is in palaca for wedding ceremony
voice-lagta hai kisika man vyakul hai
vru-ji
voi-mai panchali hu
vru-oh pranipaat
drau-pranipaat
vrushali was highly nervous this high society was very new for her she felt how draupadi must be feeling to talk to her
drau-duvidha mei hai ki humare beech kya rishta hai?
vru-hmm..
drau-to aap nishchint rahiye humare beech devrani aur jethani ka rishta hai
aur usse bhi gehra saheli hone ka
vru-mai...aapki saheli?
drau-ha kyu nahi? jyeshth bhrata se maine seekha hai ki jaati,kul ka saamarth ke liye koi mahatwa nahi hota
aur maine govind se seekha hai ki mitrata ki bhasha prem hai aur kuch bhi nahi
satya kahu to mana ki yaha sab suvidhaye hai ,kintu mere 5 pati hone ke karan koi stri mujhse mitrata nahi karti,ya to kartavya ke karan mujhse baat karti hai
jaise daasiya ya phir sab mataye
koi hum umr ki saheli jo humare hi ling(gender) ki ho to jeevan mei alag anand hota hai
jaha mitrata ka koi swarth nai bus prem ho
to kahiye banengi aap meri saheli?bataogi mujhe ki baalpan mei kya hota hai?
vrush-relaxed now-ji awashya
and draupadi then shows her full palace
then they come across karna's room the soon to be her room
vrushali is highly nervous about that
and then panchali gets a naughty idea
vru-ghabrahat ho rahi hai vivaah se purv
drau-kyu?
vru-soch rahi hu ek dhanurdhaari ki patni hona kaisa lagta hoga?saubhagya hota hoga na?
drau-saubhagya nahi durbhagya
vru-kyu?
drau-kyunki dhanurdhari ki patni unki pehli patni nahi hoti
vru-matlab?
drau-matlab dhanurdhari ki pehli patni unka dhanush hota hai
vru-kya? nahi nahi wo aise nahi hai
drau-ha ha abhi vivaah se purv bol lo ke wo aise nahi hai,waise nahi hai,band lo taareefo ke pul
kintu jab tumhe chodkar apne abhyaas mei vyast ho jaenge,apne purushi ahankaar(male ego)se jab vivaad karenge kehke ki wohi sahi hai
jab tum unki unhi aadato se ub(bored) jaogi tab kehna ki wo aise nahi hai
kya hai purush kaise bhi ho kahi na kahi sab ek jaise hi hai
vrushali gets now more tensed
pandavas
yudhi-nahi nahi jyeshth itna bhi bura anubhav nahi hota hai vivaah
bus thodi choti choti baatein sambhaalni padti hai
naku-ha aur phir hum sab to hai hi,agar bhabhishree ne apne aabhushan fek ke maare to hum bachane ka poorna prayaas karenge
kar-nakul...
and he runs behind him with pandavas laughing
here vrushali with draupadi
drau-arre jiji mai to majaak kar rahi thi
aap chinta na kare,jyeshth bhrata bahut acche insaan hai wo humesha aapko khush rakhenge
vru-aur agar unhone dusra vivaah kia to..
drau-fir to triyacharitram koi na jaane lolzzz
and suddenly both of them get dashed by running nakul and vrushali is just about to fall but then she is caught by strong arms of her man!
and then karna vrushali are lost in each other's arms,in each other's eyes
now pandavas also gather there
yudhishther as usual is very shy about such stuff of his elder brother
so he looks down
whereas rest of them are having a good time seeing that
nak-ahm..ahm..
sahdev-cough cough..
drau-whispers.jiji jiji
sahdev-lagta hai bhrata arjun ko dhyaan hatane waala koi baan chalana padega
bhee-kyu na hum sab nadi tat par chale
listening to nadi tat both of them get shy but then they come back to senses
and they stand stright
vru-ab wo mai.. and she just rushes out of there going completely red
nak-lagta hai ab vivaah jaldi hi aarambh karna hoga jyeshth
karna again runs behind nakul and they all have a laugh
soon karna vrushali get married
karna then rules agandesh
pandavas are given khandavaprasth which turn into indraprasth later
indraprasth n angadesh are neighbouring kingdoms(just imagine like that)
with yudhishthir ruling indraprasth n karna as angaraj karna
all 6 brothers and panchali n vrushali meet each other quite frequently
and with this its a
HAPPY END!
guys i hope you all liked the story
and ya this manipulation part and all was just for fun๐Ÿ˜†
i hope you have no objection with any of the parts of story
it was a sweet n short tale with a romantic yet naughty twist๐Ÿ˜‰
thanks for supporting me through your wonderful feedbacks!๐Ÿ˜Š
love you all
take care!๐Ÿ˜Š





















shavii thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
#88
one word awesome๐Ÿ‘
i was laughing ๐Ÿคฃ this much reading spl shakuni mama mere bachhe arjuuun duri sunta to he would have got angry..

loved brothers teasing karn on getting married

best part nakul saying he have to make her hair too๐Ÿ˜†

bheem saying bina waje rona haila...

dp complaining they consider the dhanush as their first love๐Ÿ˜† that is truth ๐Ÿ˜†
karn ko trouble karne ka mauka oh god these brothers are crazyy๐Ÿ˜†




oh god totally rocking happy superb end๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘
Edited by shavii - 10 years ago
AMAR_LOVE thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#89
thnks for the pm
love the story
try to write another story and plz in that story plz include kunti and pandu also...
SujaLuvsMayur thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
#90
Such wonderful story :-) kash mahabharat me aisa hi hua hota ! Kash karn zinda rehta pandav k sath :-( sigh :-(
Top