TALES OF AN ADORABLE FAMILY OF DRAUPADI THAT LIVED IN INDRAPRASTHA - Page 12

Created

Last reply

Replies

862

Views

231.5k

Users

86

Likes

1.6k

Frequent Posters

Regina_Lupa thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago

Originally posted by: amritat

Thank you so much for keeping my demand...It was an awesome story...πŸ‘

Panchali pregnant with Pragiti for Parth...That is a dream come true...
Please continue...πŸ˜ƒ
I would really love to read how Parth reacts to this n I would really love Parth n Panchali to have a private moment, discussing about their new baby...☺️


tomorrow dear!!!!
new post coming tomorrow evening!!!!
ElMystique thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
A LONELY BOY
Meanwhile learning about their mother's illness all the children are worried Sruthkiriti runs to Subhadra's chambers and informs her by saying "Subhadra maa suthanu jiji ne mujhse kaha ki mata aswasth hain" Subhadra says shantth raho putr and says "apne sabhi jesth bhrathaon aur jiji se kehna mere kaksh mein aye" Sruthkiriti calls everyone and all of them assemble in her chambers she takes shataneek on her lap and asks "putr apni sakhee ko apne gurukul evam apne mitron ke bare mein nahin bataoge kya??" Sruthsom says "Subhadra maa hamara ek naya mitr hai subhadra maa".Prativindya says "Hum sab prathah kaal ko abyaas kar rahe the apne dhanush ke saath aur jaise is sruthsom ne dhanush pe pratyancha kiya woh toot gayi Subhadra maa toh woh udaas hokar bhojan karne chala gaya tha main aur shtaneek bhi prayaas kar rahe the lekin hum lakshya ko bhedh nahin kar pa rahe the tabhi ek vaan ne lakshya bhedh kiya aur humne ek balak ko dekha humse ayu mein chota hain paranthu sruthsom se bada hain jab hum uski taraf mude toh humne dekha ki woh dar kar bhaag raha tha" hecontinued "humne use rok kar pucha tum kaun ho toh usne kuch bhi nahin kaha aur wah bhaybheeth ho gaya" "gurukul mein wah sabse peeche rehta tha aur bahut udaass parantu use dhaurvidya ka gyaan tha"
"humne usese pucha tum kyun udaas ho toh usne kaha mujhe apni mata ke saath rehna hain mere is vishv mein apni mata ke siva koi nahin hain" he said"humne kaha hum tumhare mitr ban sakte hain aur jab humne usse apne parivar ke vishay mein kaha toh wah rone laga aur usne kaha mere pitashree mujshe prem nahin karte" humne use samjhaya ki woh humare saath mitrata kare aur uss din se hum prathah kaal ko abhyasas karte hain." He continued"ek din Suthanu kanyavas se humare saath rakshabandhan manane ayee thi usne uss balak ko udass dekhkar use bhi rakhi baandha" suthanu ne ussse kaha "main tumhe chinta se mukt karungi bhratha"
Subhadra said "Uska koi naam toh hoga na putron???" Shtaneek said uska naam VRISKETHU hain (KARAN AND VRUSHALI's son)" Uske pitashree uss se milne aye the gurukul mein aur Suthanu ne unse varthalap kiya."
Suthanu meanwhile started saying "maine ek dhanurdhari ko dekha aur maine socha ki weh pitashree Arjun hain jab mein unke paas gayee aur maine dekha ki woh toh koi aur hain" maine unse pucha ki weh kaun hain??? unhone ne kaha ki weh AANG raj hain"toh maine kaha "aap Vrishkethu ki pitashree hain na??" unhone kaha tum kaun ho toh maine kaha "main vrishketu ki nayi behen hun aur iss liye main aapki puthri jaisi hun" toh unhone kaha" aap bahut sundar hain"toh maine kaha "pitashree koh puthriyon ki har kaamna purn karni chahiye" unhone kaha"aapki kya iccha hai" toh maine kaha "mere bhratha vrishketu udaas hain jab bhi main udaas hoti hun toh mere pitashree muhpe pusphvarsha karte hain mujhe toh lagta hain kii aap bhi Dhanurdhari kyunki aapke haton mein dhanush hain aur bhratha vrishketu koh varsha priya hain toh aap vaarsha ka prabandh kijiye aaur weh prasaan ho jayenge" Sruthsom said "mata aang raaj aur unki patni ne hamari suthanu koh utha liya apni godh mein aur kaha kash hamari bhi aisi puthri hoti toh maine aage badhkar kaha aangraaj maine apke puthr ko bachaya kuch log uske saath drusthta kar rahe the aur maine unhe markar apne bhratha ko bachaya toh kya hum apne bhratha ke saath sadiv reh sakte hain" toh unhone kaha aap saabhi shiksha purn karne ke upranth mere saath aang desh mein rehne aajo vaise bhi uss soone mahal mein tum saab mere khushi ka kaaran ban sakte ho aur unhone varsha ka prabandh kiya. shataneek said "Hum saab ne milkar varsha ka annand liya aur aang raaj ne hume aapne hathon se bhojan karvaya aur vrishkethu bhi bahaut prassan ho gaya mata"...
Suthanu said "uske upranth aangraj ne mujhpe pushp varsha bhi kiya toh weh mujhe bahuth priya hain mata aur unki patni toh aap ki tarah hain subhadra maa"
Subhadra smiled and said to herself "kaash sabhi bade bhi bacchon ke prakar reh paate"
Edited by frappie - 10 years ago
Regina_Lupa thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
wow dear awesome one!!! πŸ‘ πŸ‘
new entry to the chotta mb!!!
karn's son!!!!

also all the kids gonna know abt drau's pregnency!!!
ElMystique thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
thank u krishnaa i thought now that you have started about preg i dint want to interrupt and put on my veiws so i came up with this topic also chck out adventures of Abhimanyu and his brothers os
Regina_Lupa thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
@frappie i think it would be good if u make an index page or update the title. else ppl reading wont know on which page is the os being posted!!!!
Regina_Lupa thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago

Originally posted by: frappie

thank u krishnaa i thought now that you have started about preg i dint want to interrupt and put on my veiws so i came up with this topic also chck out adventures of Abhimanyu and his brothers os


thank you dear!!!! πŸ€— πŸ€—
milindrose thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 10 years ago
excellent frappie ,,u made wonderful efforts ,,liked it πŸ‘karn's son entry is also nice to make feel fresh n vivacious with panchali's children
milindrose thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 10 years ago
i always want to read bonding of panchali with all her arya's n she handles all of them with care ,,,all ppl in forum love it
Pikachu_007 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 10 years ago
fav and thanks for updateπŸ‘
ElMystique thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
I thought of a star cast for our chota mb hope u guys like it...



SHATANEEK
Edited by frappie - 10 years ago
Top